Kali Kali Zulfon Ke - Madhur Sharma | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | slow and reverb version

preview_player
Показать описание
Kali Kali Zulfon Ke - Madhur Sharma | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan

🎧 Audio Credits
🎤Singer : Madhur Sharma
Original Song Credits: Ustad Nusrat Fateh Ali Khan

➟ Madhur Sharma’s Social Media :
.

Kaali Kaali Zulfon Lyrics
Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo

Ap Is Tarah to Hosh Uraya Na Kijie
Yun Ban Sanwar K Samney Aya Na Kijie

Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo

Na Chero Hamain Ham Sataye Huwe Hain
Bohat Zakhm Seene Pe Khaye Huwe Hain
Sitam Gar Ho tum Khoob Pehchante Hain
Tumhari Adaon Ko Ham Jante Hain
Daghabaaz Ho Tum Sitam Dhane Wale
Fareeb e Muhabbat main Uljane Wale
Yeh Rangiin Kahani Tumhi ko Mubarak
Tumari Jawani Tumhi Ko Mubarak
Hamari taraf se nigahain hata lo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo!

Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo

Mast aankho Ki baat chalti hai
Mehkashi karwate badallti hai
Ban sanwar kar wo jab nikalte hain
Dil kasi sath sath chalti hai
Haar jate hain jeetne wale
Wo nazar aisi chaal chalti hai
Jab hatate hain rukh se zulfon ko
Chaand hasta hai raat dhalti hai
Jab hatate hain rukh se zulfon ko
Chaand hasta hai raat dhalti hai
Bada kash jaam todh dete hain
Jab nazar se sharaab dhalti hai
Kya qayamat hai un ki angdhai
Kich k goya kamaan chalti hai
Yun haseeno ki zulf lehraye
Jese nagan koi machalti hai

Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo

Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo

Sambhalo zara apna anchal gulabi
Dikhao na has-has k aankhe sharabi
Sulook in ka dunya main achha nahi hai
Haseeno pe ham ko bharosa nahi hai
Uthate hain nazrain to girti hai bijli
Ada jo bhi nikli qayamat hi nikli
Jahan tum ne chehere se aanchal hataya
Wahin ahl-e dil ko tamasha banaya
Khuda k liye ham pe dore na dalo
Hamain zinda rehne do ae husn walo!
Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
ewan mera dil hai, ewane ko kya kahiye
Jinjir me julfo ko fas jane ko kya kahiye
Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo

Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo

Ye jhuti numayis, ye jhuti banawot
Farebi najar hai, najar ki lagawot
Ye sundal se kesu, ye aarji gulabi
Janame me layega ekdin kharabi
Fana hamko karde na ye mukurana
aada ka fidana, chalan jalimana
dikhawo na ye, esawano na hamko
Sikhawo na ulfalt pe andaj hamko
ki aaur pe par julf ka jaal daalo
Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo

Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo

Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo
Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo

Sada waar karte ho tegh-e jawa ka
Bahate ho khoon tum ahel-e wafa ka
Yeh nagan si zulfain yeh zehrili najarein
Wo pani na mange yeh jis ko bhi das le
Wo lut jaye jo tum se dil ko laga le
Khir-e hasraton ka janaaza utha le
Hain maloom ham ko tumhari haqeeqat
Muhabbat k parde mai karte ho nafrat
Hain maloom ham ko tumhari haqeeqat
Muhabbat k parde mai karte ho nafrat
Kahin aur ja k aagane uchalo

Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo

Kaali Kaali Zulfon K Phande Na Dalo
Hamain Zinda Rehne Do Ae Husn Walo

.
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Bhai bhai, , , koi word hi nahi mila jisse meh is ganne ko kuch keh sakooo...
Nxt level....❤

PushkarDwivediPD
Автор

कृपया इस गाना को अपने जोखिम पर सुने, इसकी लत लग सकती है ....💯

raghavgaur
Автор

This maalum hamko tumhaari hakiquat...
Mahobbat k parde m karte ho nafrat. Sad reality😢😢

ankitarush
Автор

Sitam gar ho tum khub pehchan te hai....
Tmhari adaon ko hm jante hai...❤❤
Next level line 😊

Aarfanaaz
Автор

Kitna bhi sun luu man nii bhrta 😣 and when he said na chero hme ham sataye hue h awesome 🖤🌛

CookwithSangeetaa
Автор

This is not a song but the inner truth of many broken people 🎉

aparnamalakar
Автор

Whose is listening this song in 2024 🙌🏻

alraheem
Автор

This song and When he said "Ye Nagin Si Julfe Ye Zehrili Nazre" really this line melt my heart....❤🥀💝

ishratanjum
Автор

Jo chiz jitni khubsurat hoti h vo utni hi taklif deti h 🥺🥺🥺

meghavaishnav
Автор

"What an impressive style and how amazing the sound is; no amount of praise is enough."

HareemUsmani-ch
Автор

Ye naagin si zulfe, ye zehrili najre 🔥

dhruvpatel
Автор

पता नहीं क्यों जब भी पुराने गाने सुनो तो वही पुराने दिन याद आते है जिस को जिनाअब मुमकिन नहीं है और आँखों में बिना मतलब के आंशुओ का सैलाब लाकर रहते है

mohdasad
Автор

Purane gane me jitna mazha he or kisi gane me nahi ❤

TEAMDONYT
Автор

"Ye rangi khahani tumhi ko Mubarak, tumhari jawani tumhi ko Mubarak"I like it♥️..

Subhashsingh-yn
Автор

Ab to ye bhi bhool gaya huun ki kitane. Baar sun chuka huun is masterpiece ko❤❤❤❤

saurabhupadhyay
Автор

Thank you for the best version 💓 of the song ..
Continuing in loop for the day

akash.
Автор

I'm from Pakistan 🤍 mjhe nusrat sahab ki qawalio k koi b version acha nhi lagta qk unko koi beat kr he nhi skta I'm die hard fan of him 🥺🫀 magar yeh apka version sun kr idhr ham pighal gayee hayee apki awazz 💓 bhat he zabardast many ek dafa suni thi khae bahar usk bad sy search krk pagal hogi aur ab milli hai 🥺❤️ ouufff kiya bolun main hayeee mardalaa apnee💘💘💘💘

anniesssyyy
Автор

You can like me to make me smell this masterpiece ❤

khawajaShahid-tt
Автор

Ab to song sun kar hi yaade bharta hun 😓.aur song ka hi nasa Karta hoon 😔😔😔

NkRaj-zwin
Автор

Wao very nice sir aapki aawaj bahut aachi h❤❤

neeteshneetesh