filmov
tv
Kali Kali Zulfon Ke | Part -2 | Extended Lyrics | Kabul Bukhari | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahab
Показать описание
Bookings and queries: The Right Management +91 9915982444
Kali Kali Zulfon Ke Phande Na Daalo originally sung by Nusrat Fateh Ali Khan Sahab. I have extended new lyrics with the same melody. Hope you all like it
—————————————————————-
Cover Song Credits:
Singer: Kabul Bukhari
Music: Kabul Bukhari
Extended Lyrics: Kabul Bukhari
Tabla/Dholak: Krish
Sitar: Abhishek Mishra
Flute: Atul Krishan
Video: Monday Morning Filmz
Wardrobe: Novelty Men, Ambala
Video Performing Artists:
Tabla: Laali
Dholak: Ashish Chauhan
Sitar: Gurdeepak Singh
Flute: Chanderpan
Keyboard: Shubham Issac
Acoustic Guitar: Anmol Singh
Bass Guitar: Samar Salhotra
Drums: Ajay Sudan
Chorus Singers: Samdish, Arun Sagar and Shampreet Singh
Streaming on all music platforms🎼
Lyrics:
Zuban pe koi naam aata nahin hai
Khayal unka kyun dil se jata nahin hai
Sar e aam dhoka b hi khaya hai unse
Magar phir bhi dil ko lagaya hai unse
Woh har din jalate hain iss dil ko aa kar
Maza lete hain dil ko mere sataa kar
Hai maloom unko nahin chhodenge hum
Kiya waada unse nahin todenge hum
Bhale jitna zaalim humen aazma lo
Humen zinda rehne do ae husn walo
Kali kali zulfon ke phande na dalo
Humen zinda rehne do ae husn walo
Ye jo dil ke andar baste hain
Wahi dheere dheere daste hain
Aur jab pyar ki machis mil jaye
Phir aag laga ke haste hain
Zamane ka kya hai woh baaten krega
Jo sacha hai aashiq woh kis se darega
Zamane ko aati hain baaten banani
Mohabbat ki samjha na koi kahani
Jahan ishq dekha wahin jall uthe sab
Magar aashiqui se ruka hai koi kab
Ye duniya ke masle toh chalte rahenge
Jinhen jalna hai woh toh jalte rahenge
Ye bekaar baaton pe tum khaak daalo
Kali kali zulfon ke phande na dalo
Humen zinda rehne do ae husn walo
#qawali #nusratfatehalikhan #nfak #sufimusic #yeduniyakemasletochalterahenhe #sufi #poetry #shayari #sadshayari #sadpoetry #ghazal #livemusic #liveshow
Kali Kali Zulfon Ke Phande Na Daalo originally sung by Nusrat Fateh Ali Khan Sahab. I have extended new lyrics with the same melody. Hope you all like it
—————————————————————-
Cover Song Credits:
Singer: Kabul Bukhari
Music: Kabul Bukhari
Extended Lyrics: Kabul Bukhari
Tabla/Dholak: Krish
Sitar: Abhishek Mishra
Flute: Atul Krishan
Video: Monday Morning Filmz
Wardrobe: Novelty Men, Ambala
Video Performing Artists:
Tabla: Laali
Dholak: Ashish Chauhan
Sitar: Gurdeepak Singh
Flute: Chanderpan
Keyboard: Shubham Issac
Acoustic Guitar: Anmol Singh
Bass Guitar: Samar Salhotra
Drums: Ajay Sudan
Chorus Singers: Samdish, Arun Sagar and Shampreet Singh
Streaming on all music platforms🎼
Lyrics:
Zuban pe koi naam aata nahin hai
Khayal unka kyun dil se jata nahin hai
Sar e aam dhoka b hi khaya hai unse
Magar phir bhi dil ko lagaya hai unse
Woh har din jalate hain iss dil ko aa kar
Maza lete hain dil ko mere sataa kar
Hai maloom unko nahin chhodenge hum
Kiya waada unse nahin todenge hum
Bhale jitna zaalim humen aazma lo
Humen zinda rehne do ae husn walo
Kali kali zulfon ke phande na dalo
Humen zinda rehne do ae husn walo
Ye jo dil ke andar baste hain
Wahi dheere dheere daste hain
Aur jab pyar ki machis mil jaye
Phir aag laga ke haste hain
Zamane ka kya hai woh baaten krega
Jo sacha hai aashiq woh kis se darega
Zamane ko aati hain baaten banani
Mohabbat ki samjha na koi kahani
Jahan ishq dekha wahin jall uthe sab
Magar aashiqui se ruka hai koi kab
Ye duniya ke masle toh chalte rahenge
Jinhen jalna hai woh toh jalte rahenge
Ye bekaar baaton pe tum khaak daalo
Kali kali zulfon ke phande na dalo
Humen zinda rehne do ae husn walo
#qawali #nusratfatehalikhan #nfak #sufimusic #yeduniyakemasletochalterahenhe #sufi #poetry #shayari #sadshayari #sadpoetry #ghazal #livemusic #liveshow
Комментарии