Maikada | Muhammad Samie [HD]

preview_player
Показать описание
Short Sufi Spells (Chapter 1) | The Fifth Spell
MAIKADA | Muhammad Samie
======================================
Singer & Composer: Muhammad Samie
Lyrics’ Selection & Arrangement: Muhammad Samie
Poets: Jigar Muradabadi | Josh Malihabadi | Mir Anees | Qamar Jalalvi | Hafeez Banarasi
======================================
AUDIO CREW:
Music Production: Jay Ali
Tabla: Zain Ali
Harmonium: Jay Ali
Guitars: Musa Raza
Recording, Mixing and Mastering: Jay Ali
Chorus Group Vocals: Jay Ali, Harris Jarral, Hassan Shah, Waleed Attique
Production House: Soul Speaks
======================================
VIDEO CREW:
Director: Arslan Farooqi
Video Concept: Muhammad Samie & Arslan Farooqi
Art Work: Muhammad Samie
Production Coordinator: Ali Nagi
Location Manager: Hassan Sheikh
Wardrobe: Muhammad Samie
Lighting: Ali Shah
Production House: Arslan Farooqi Films
======================================
© 2018 – Short Sufi Spells
======================================
“Maikada is symbolic. Viewers/ Listeners are advised to interpret with caution and at their own risk.”
- Samie
======================================
Follow Samie on:
======================================
LYRICS:
Ye hai maikada yahan rind hain, yahan sab ka saqi imam hai
Ye hai maikada yahan rind hain, yahan sab ka saqi imam hai
Ye hai maikada yahan rind hain, yahan sab ka saqi imam hai
Ye haram nahi hai ay shaikh jee,
Ye haram nahi hai ay shaikh jee, yahan paarsaai haram hai
Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada
Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada
[Group Vocals]

Jo zara si pee ke behek gaya, usay maikaday se nikaal do
Jo zara si pee ke behek gaya, usay maikaday se nikaal do
Yahan kam-nazar ka guzar nahi,
Yahan kam-nazar ka guzar nahi, yahan ehl-e-zarf ka kaam hai
Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada
Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada
[Group Vocals]

Ye janab-e-shaiḳh ka falsafa, jo samajh mein meri na aa saka
Ye janab-e-shaiḳh ka falsafa, jo samajh mein meri na aa saka
Jo wahan piyo to halal hai,
Jo wahan piyo to halal hai, jo yahan piyo to haram hai
Jo wahan piyo to halal hai, jo yahan piyo to haram hai
Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada
[Group Vocals]

Koi baadaa-kash koi tishna-lab to kisi ke haath mein jaam hai
Ab is mein koi kahe ga kya, ye to maikaday ka nizam hai
Ye hai maikada Ye hai maikada
Ye hai maikada Ye hai maikada
[Group Vocals]

Kuch soch ke shama’a pe parwana jala hoga
Shayad isi jalne mein jeene ka maza hoga
Jis waqt ye mai tu ne botal mein bhari hogi
Saqi tera masti se kya haal hua hoga
Maikhane se masjid tak paaye gaye naqsh-e-paa
Ya rind gaye hon ge ya shaikh gaya hoga

Sab se buland hai mere saqi tera muqam
Leta nahi baghair wuzu tera koi naam
Insaan to kya farishtay bhi kartay hain ehtaraam
Hain maah-o-aftaab tere maikaday ke jaam
Qaim Muqam hai tu Risaalat Ma’ab (S.A.W.W.) ka
Qindeel-e-arsh hai tera sheesha sharaab ka

Saqi datti hui hai kharaabation ki saf
Phela hua hai abr-e-gauharbar har taraf
Botal ka kaak khol, utha kaif baar-e-duf
La bada-e-Madina-o-paimana-e-Najaf
Tat’heer ki rida hai falak par tani hui
De daman-e-Rasool-e-Khuda (S.A.W.W.) mein chani hui

Khurshhed-e-mudda’a mera burj-e-sharaf mein hai
Ik saqi Karbala mein mera ik Najaf mein hai
Le woh Najaf ki simt se aanay lagi sada
Saqi mera salam-e-adab le keh mein chala
Maula-e-Kainaat (A.S.) aur awaz de mujhe
Ay Jibrail (A.S.) quwwat-e-parvaaz de mujhe
#MuhammadSamie #Maikada #ShortSufiSpells
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

A CA qualified part-time musician and lyricist Muhammad Samie absolutely a hidden gem of the soil of Pakistan. Proud to have such a talented people in our country. 💖💖😊😊

sheerozshahid
Автор

Allah Talla meray Payaray Nabi Hazrat Muhammad (S.A.W) Hazrat Ali (R.A) aur Ahle E Bait per meri jaan aur sara khandan bhi qurban

ramshahanan
Автор

Dear all! The comments are really enormous in number and it's practically a cumbersome job to reply all. So, many apologies for that. But I went through the entire comment section. The passion, love and respect you all exhibited towards Maikada is simply unparalleled. The response towards this spell clearly reflects that this planet still carries the souls that are EHL-E-ZARF & EHL-E-ZAOQ. Wish you all limitless blessings!
Stay Tuned!
- Samie

MuhammadSamie
Автор

یہاں کم نظر کا گزر نہیں
یہاں اہل ظرف کا کام ہے ❤️🥀

Universeaesthetic_
Автор

no words for this yaha apna comnt chor rahi hn jo isko like kre ga woh mjhe isse yad dilyae dinon ya shayad saalon THANKS FOR YOUR LOVE GUYS.... 250 LIKES.... now 428 likes😌

tayyabaafzal
Автор

To dislikers:
*Yahan kam nazar ka guzar nahi.... Yahan ahl-e-zarf ka kam hy!*
Enough said.

ihsaanulhaq
Автор

ساری زندگی میوزک ۔۔۔۔ کی رتی رتی سنی ہے ۔۔۔ زندگی میں بڑے بڑے سنگرز قریب سے سنے ۔۔۔۔ مگر جو مزہ یہ سر تال آواز سننے میں آرہا ہے ۔۔۔۔ میں کہتا ہوں ۔۔۔ واہ ۔۔۔ زبردست

faizaabeerkhan
Автор

I love Hazrat Muhammad صلی اللّٰہ علیہ وآلہ وسلّم ❤😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘

Future_
Автор

Words with meanings:
Maikda:may khana, shrab khana
Rind:sharabi, bada kash
Shaikh:mulla, molve
Ehl e zarf:baland hoslay walay
Baada kash:sharabi
Tishna lab:pyasa, ishq ka paysa
Shama:deep, dia, charag
Saqi:sharab pelany wala
Naqshay pa: pao kay nishan
RESALT E MA'AB: HAZRAT MUHAMMAD(P.B.U.H )
Khrabat: Sharabi, bada kash
Abray gohar bar:khoshal kar denay wali ghatta
Kaak:dhakkan, khol
Paimana e najaf:suroor delanay wali shay
NAJAF:JAHA HAZRAT ALI (A.S) KA MAZAR REHMAT NISAR WAQIA HA
Tat'theer: pak karna, pakeezgi, taharat
Rid'a:chadar, ambar, shaal
Falak:aasman, aakhash

Adnanalikambooh
Автор

Ek Saqi karbala mein Mera ek Najaf mein hai ❤️ It all revolves around Mola Ali ( R.A) ❤️

shahzadnasir
Автор

He's Qualified Chartered accountant and lecturer Of BFD(CA final subject) in PAC(Professional academy of commerce)
Hats off to you Sir 👏👏👏

mrehman
Автор

Humari pehli mohabbat allah se or dusri Muhammad se, baki sari mohabbatein iske baad hi honi chahiye ❤

zevavarsizevavarsi
Автор

I love Allah and hazrat Muhammad 😘😘😘♥️♥️♥️❣️

UmerWajahat.
Автор

دنیا اور آخرت میں کوئی خوبصورت ہستی ہےتووہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ وسلم کی ہے۔اللّٰہ پاک ہر کمنٹ پڑھنے والے کو پیارے نبی کی زیارت نصیب فرمائے آمین

Peacetv
Автор

لے وہ نجف کی سمت سے آنے لگی صدا,
ساقی میرا سلامِ ادب لے کہ میں چلا۔
مولاۓ کائنات اور آواز دے مجھے,
اے جبرائیل قوتِ پرواز دے مجھے۔
Goosebumps EVERY TIME I listen to this! 💚

SyeddAdeelAhmed
Автор

Don't ask who's here in 2024, 2025 or whatever year it is, WE NEVER LEFT, this is a gem fr, the music, lyrics and melody just perfect 🎀🖤

who.nobodyknows
Автор

Who’s still drooling over this masterpiece in 2021??💜💜💯

sameerafatima
Автор

If u are listening, believe me you have good sense of music.

tasdiqayub
Автор

اک ساقی کربلا میں میرا اک نجف میں ہے۔۔۔❤❤
جیو مولائی🙏🙏۔۔۔ مولا سلامت رکھے

yehtube
Автор

Kitne arse se is music k peeche bhaag rha tha aaj mil hi gia full kalaam

Usamamirza