Kya Dusri Shadi Pehli Biwi Ko Bina Bataye Kar Sakte Hain? Mufti Tariq Masood

preview_player
Показать описание
Best, Latest, New 2017 And Very Emotional Dua, Golden bayanat, Juma Bayan, Full Hd bayan, old and New Short Clips ke Liye Subscribe Kare Islamic Group Channel: 👇🏿

Insha Allah Aap yaha..
Mufti Tariq Masood Sahab,
Maulana Tariq Jameel Sahab,
Maulana Peer Zulfiqar Ahmed Naqshbandi DB,
Maulana Yunus Palanpuri Sahab,
Maulana Khalilur Rahman Sajjad Nomani D.B,
Etc... ke bayanat sun sakte hain

Must "Like" "Comment" & "Share"

Also Remember Us in Your Dua..
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Plz Subscribe Our Channel:

Also Like Our Facebook Page:

IslamicGroup
Автор

i am reverted muslim...make dua for my parents that they accept islam😢😢

aspirant
Автор

Bohat achi baat ki he ke "rishtey asool per nahin balkah ikhlaqiyaat per chaltey hein".

ZahidaMirza
Автор

Ye baat sahi h koi bhi ourat bardast nhi kar sakti ik ourat ka pyaar bant na acchi baat nhi bhut dukh taqlef hoti h dard hota h

sameeransari
Автор

Yeah bardasht wali bat nahi or aj kal k door me itna insaf pasand koi nhi

mrbotwaop
Автор

Aaj pahli baar suna hai ki, shauhar pr biwi ka kharcha wajib nhi hai...toh biwi ka kharch kon uthaega...kamal h mufti ji

asifiqbal
Автор

'Marry woman of your choice in twos' threes' or fours' but if ye fear that ye shall not be able to deal justly, (with them), then only one' [Al-Qur'an 4:3]

mohammednaqhid
Автор

MashaAllah superb aap ki baten sab se achi hain me ne Apni wife se pocha Hai sab ghar walon se bhi kaha Hai aur sab ki ijazet Hai dosri shadi ki jhot aur dhukey se kerne ki zaroret hi Kiya Hai...mufti sahab dono hi passend hain Bas mujhe tu

samishahzadkhan
Автор

Dil khush hogai apki ... Bat sun kar Allah pk asy mardo sy bchae Jo 4 shadi Karna chahy

khanjiprinckhanjiprinc
Автор

Jb ek aadmi ko ye bat bardasht nhi ki uski biwi ksi gair mard se bat kre ya koi gair mard uski trf dekhe to ek aurat ko kese bardasht hoga ki aap uski soutan ko ghr m la kr baitha de or apni bwii ka dil dukha kr use takleef de kr koi b mard kya hi sawab kama lega

tanuansari
Автор

Khuda Kare allah aapki sabse ladlii beti k saath aisa ho aur uska husband char shadiyaan karien
Aameen tab bi aap isi shaan se baithkar bayan dejiye

syedwasiharis
Автор

نقش قدم نبی ﷺ کے ہیں جنت کے راستے
اللّٰه ﷻ سے ملاتے ہیں سنت کے راستے

alsubhan
Автор

Mufti sahab koi mard kisi ki madad k liye dusri shadi ni krta waise bhi madad karne k aur bhi bohot se tareeqe hain dusri shadi se zyada aap sachcha musalman banne ki naseehat karein to zyada behtar hoga

zeenatansari
Автор

Subhanallah Allah ka sukr h usne musalmano k liye itna bahtrin nijam banaya

junedsalman
Автор

MashAllah 🥰🥰🥰 Muftii Sahab Kya jwab diya Allah ne Ourat ko sirf jsm se nazuq nhii bnya blkee aaql aur Dil dono se 🥰🥰🥰🥰aur hme yeh baat samjnii hogiii

beamen
Автор

Dusre shadi krne ke baad mard apne pehle bewi ko phle se jyada pyaar toh dur ke baat phle jitna bhe nh de skta

AbdulKhan-vutn
Автор

Maa Shaa ALLAAH Bohot bohot hi behtreen baat batayi

shaikhshoukat
Автор

Salam sir,
Sir g maray husband ny bi dosari shadi ki hai pr mujy ni bataya or jab se ki hai un k dil mae maray liy thore se bi muhabt ni hai wo mary pas ni aty maere shakal bi ni dikhna chaty is bath ko ly kr mae buth paryshan hun so plz ap maray liy duwa krny k maray husband marey haquk pory kr dy ni to mujy chor dy mae ye sub bardasht ni kr sakte

saimaali
Автор

Aaj k daur mein Mard doosri Shaadi tab krta hai jab us ka pehli biwi say dil bhar jaata hai.

Belladon
Автор

🤲🤲🤲Masha allah bahut qoob maolana mofti tareeeq masood shab jazakallah qair shab allah ap ku sahet mand rakhe 🤲🤲🤲🧠 good job ser

MohdImran-nsmc