Dosri Shadi Ke Liye Pehli Bivi Ki Ijazat | Ask Mufti Tariq Masood

preview_player
Показать описание
#MuftiTariqMasood, #Allah, #islam #MuftiTariqMasoodBayan,
#AskMuftiTariqMasood,
Dosri Shadi Ke Liye Pehli Bivi Ki Ijazat
Join Aur Private Group
Ask Mufti Tariq Masood | Masail Ka Hal | Solve Your Problems 🕌

l Masail ka Hal | Solve Your Problems | Ask Mufti Tariq Masood

अब आप अपने सवाल खुद पूछ सकते हैं मुफ़्ती तारिक़ मसूद साहब से!
कृपया लाइक शेयर व सब्सक्राइब

WhatsApp +1 347 239 7170

व्हाट्सएप:- +1 347 239 7170

Mufti Tariq Masood: +92 321 2235590

Jamia tur Rasheed: 02136880325
Jamia tur Rasheed: +92 344 2390035
Jamia tur Rasheed: +92 343 3188160

Instructions & Rules:

Note: Sawal 30 to 60 sec se ziyada ki recording na karain .

Note: Sawal pochne se pehle apna naam aur jaga (location) zaroor batain.

Note: Khawateen agar sawal pochna chahain tu Audio clip bhej sakti hain.

Note: Sawal karne ki timings: 10:00PM to 12:00PM PKT. ap apnay country ki timings is website se ya apps se dekh sakte hain

नियम व शर्तें :-
- सवाल 30-60 सेकंड से ज़्यादा की रिकॉर्ड ना करें
- सवाल पूछने से पहले अपना नाम वह जगह ज़रूर बताएं
- महिलाएं अगर सवाल पूछना चाहे तो ऑडियो क्लिप भेज सकती हैं
- सवाल करने का समय 10:00PM से 12:00PM PKT।
आप अपने देश का समय इन वेबसाइट से देख सकते हैं

JazakAllah

जज़ाकल्लाह!

#MuftiTariqMasood #AskMuftiTariqMasood #Islam #Muslim #IslamicVideos #IslamicBayan
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Mufti Tariq Masood Saheb Ke Masail Sunne Ke Liye Mai Aap Ko Dawaat Deta Hu ❤ Se

muftitariqmasoodviews
Автор

Hamare Nabi ne shaadi jaruratman aurato ke sath shadi ki thi na ki apni jarurat ke liye aur abhi ke mard apni jarurat ke liye karte hai.

s.a.m.
Автор

ان شاء اللہ....!
ایک رات ایسی بھی آئے گی جس میں آپ اس خوشی سے نہی سوئیں گیں کہ صبح مکہ مکرمہ 🕋 کا سفر شروع ہوگا 🥰...., .,

raheemtv
Автор

MashaAllah❤ Allah Mufti Tariq Masood Saheb Ko Achi Sahet De Or Salamaat Rakhe😍
Love You Mufti Saheb From India

muftitariqmasoodviews
Автор

that's so informative vedio ♥️ thanks molana sahib

Farrahkhan
Автор

Apki har video bhoot zyada achi or informative hoti hai💗💗❤️❤️

Khan-lkzf
Автор

Mulana shb ap k bhot bhot sukriya 😊 apni Duao me Mujhe yaad rakhe

m.dazhar
Автор

Ary wah mufti Sahab love you ho Gaya 😊😊😊

shaerimirza
Автор

ماشاءالله مفتی صاحب کیا بات ہے اللّه آپکو سلامت رکھے ۔۔

ghulamfarooq
Автор

I invite everyone to get more knowledge about ISLAM🇹🇷

Thepathtoguidance
Автор

Asslam-o-Alikum Mufti Sahab mn apke bayan sunti hoon or MA SHA ALLAH apke bahan ache hote hn
But doosri shaadi k case mn Allah Pak ne ijazat di hai ...doosri shaadi farz nahi hai or Allah Pak ne apni biwi ko takleef pohanchane se bhi mana kiya hai....agr koi husband apni wife ko rulata hai tou usse gunnah hota hai ...
Agr apki wife achi hai apka khyal rakhti hai...apke ghar walon ka khyal rakhti hai sab se mohabbat se rehti hai tou kya agr apko uss ki achai ka sila doosri shaadi k tour pe dn ge tou kya uss ko takleef nahi hogi ????
Uss ka dil nahi dukhe ga k mn ne kya kiya or inhon ne mere sath kya kiya??? Kya apni biwi ko rulane se, takleef dene se husband ko swab mile ga ???? Yaqeenan nahi
Usse takleef hogi....usse dukh hoga ....wo ander se toot jaye k sath beshak wo zahir krna band krde but usse takleef tou hogi...or apko uss ka hisab bhi dena hoga because apni biwi ko takleef pohanchana hamare Islam se ghalat qaraar diya hai.
Agr doosri shadi achi cheez hoti tou hamare Nabi Pak (SAW) Hazrat Fatima (RA) k liye bhi ye cheez passnd krte . Jab Hazrat Ali (RA) ne doosri shaadi k bare mn mazaaq mn kaha tha tou Hazrat Fatima(RA) ne Nabi Pak(SAW) se iss baat ka zikr kiya .Iss per Nabi Pak (SAW) ne Hazrat Ali(RA) ko bula kr fermaya " Ae Ali(RA), Fatima mere jigr ka tukra hai jis ne usse takleef uss ne mujhe takleef di."
Iss baat se sabit hota hai k dooari shadi se orat ko takleef hoti hai or apni biwi ko takleef dena na passndeeda amal hai.
Or iajzat ka matlab farz nahi hai ....iss ka matlab ye hai k agr zaroorat ho tou kr sakta hai or zaroorat tab hai jab orat apne shohar k haqooq ada na kre.
Ese hi baghair kisi jurm k kisi ko takleef dena gunnah hai ....agr orat wafaadar hai tou nard ko bhi chahiye k wafa nibhaye....or hamare Nabi Pak (SAW) ne 11 shadiyan Allah Pak k hukm se ki thein jis ka maqsad logon ko insaaf kr k dikhana or talaq yafta ya bewa se shaadi ki mamnooiyat ko khatam krna tha. So kindly ye baat yad rakhiye k doosre ki beti ko takleef dena ghalat baat hai . Iss cheez ka bhi hissb hoga. Shukriya

inspirationalquotes
Автор

Allah aapke bohot sari betiyan de aur unke shohar bhi apki betiyon se zyada doori biwiyon me khush rahe... Apki betiyon ka zindgi bhar rulata Allah aapke saare damad ese hi de

DilshadGaddi-cn
Автор

4 shadiyo ki ijazat Allah ne tab di thi jab duniya me jang ho rahe the masoom aurte bewa hi rhi thi unke bacho ko dekhne wala koi nhi tha.. Kisi baap nhi tha kisi ka shahor nhi tha..mard kam ho rhe the..
Aaj k zamane me agr koi aesa kr rha h toh wo begairat or dhekebaz insaan hai.. Koi acha wafadar insaan aesa kabhi nhi karega.

naziaiqbal
Автор

Mard ko ye yad rehti hai k islam main 2 shadi sunnat hai per sunnat adha kar k farz bhool jate hai 2 shadi sunnat hai to dono ko ek jaise mukam dena farz hai sunnat to sab mard ko yad rehte hai per farz bhul jate hai

UmarKhan-jfht
Автор

Islam allows a man to marry a second wife without the first wife’s consent, but it's better to inform if possible. He must treat both wives equally in all aspects.

mohammednaqhid
Автор

اسلام و علیکم ۔ تمام بہنوں اور
بھائیوں سے گزارش ہے کہ صحیح احادیث، قرآنی آیات اور دعائیں سنیں اور ہماری حوصلہ
افزائ کریں۔ شکریہ

eemanislamicchannel
Автор

Sirf apki vedios dykh dykh K hmare ghr Sy laraei hi khatam nai hoti Shadi Ki ijazat Dyna asan kaam nai

sadiarohail
Автор

Allah appke bityo ko 7 sowthan naseeb karay .aammeen

gulsanga
Автор

Islam also said people should follow the rules of their state, government and in Pakistan it's require for a man to get permission from first wife first, and proper legal documents if he won't the second marriage will consider void

barkaatahmed
Автор

Most Insecure thing for a women,
Jab ek aurath ke liye ek mard kaafi hi to,
Mard ka dil q bhatakta hi...
Aisa kya hi jo ek aurath se ni milsakta, jo dusri ke paas milega

nishathtabassuma