Jamat Se 1 Rakat Ya 2 Rakat Ya 3 Rakat Chhoot Jaye To Namaz Kaise Padhen? Rakat Chhoot Jaye To?

preview_player
Показать описание
Topic covered this video..
Aaj ham aap ko batayenge ki
Jamat Se 1 Rakat Ya 2 Rakat Ya 3 Rakat Chhoot Jaye To Namaz Kaise Padhen?
Aap se guzarish hai ki is video ko zaroor dekhen aur apne doston ko bhi hamare channel ke sath joren taki un ko bhi deeni knowledge hasil ho
#Namaz

Aap Apne Deeni Masail Ke Hal Ke Liye Is Channel Ko Subscribe kar sakte hain 👇👇
FACEBOOK PAGE KO LIKE & FOLLOW KAREN👇👇👇👇

Thanks for watching this video
#AsrarNajmi
#AsrarQadriOfficial
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

bhut aham masla malum hua .. allah tala apki mehnat ko qubul kare.

arifwaquar
Автор

Asarul qadri sahab kabhi jawab diya karo masle ka..jamat me shamil hone par itna late hogaya ki ab chouthi raqat ka qayda akhirah hi milega to kya ab jmaat me shamil hojayu..

Ya jamat me kab tak shamil ho sakte hai?

JunedPateliya
Автор

Hazrat aap se koi sawal puchana h to kaise puche

mohdshabanali
Автор

Aur agar surah milana bhul jaaye toh kya namaz ho jaayegu

faizanansari
Автор

Hazrat namaj mein agar rakat bhul gaye ya char rakat namaj sunnat mein Teesri rakat mein Surat Milana bhul gaye tab namaj kaise mukmma Karen

rifakatraza
Автор

Allah apko or ilm de taki app hame bataye

abdulkadir
Автор

Hazrat iss clip me jo hadees daleel ke tour par pesh ki gayi hai uspar kuch farmayein.Yeh hadees kya sahi hai aur iski poori sacchai kya hai ?Iss masle ko cleaar karein

saifsagri