Nafli Roza Rakhne Ki Niyat Ho Magar Aankh Na Khole | Mufti Akmal | ARY Qtv

preview_player
Показать описание
Nafli Roza Rakhne Ki Niyat Ho Magar Aankh Na Khole | Mufti Akmal

Share your valuable views in comment box below.
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Kya hm allah ke rza k liye roza rkh sakty h rozana sardiyo m

Zimalkhan
Автор

Agr koi roza rakhne ke liye seher ka intezam karke niyyat karke soye aur seher me Aankh na khule toh fajar me aankh khule toh tab roza rakh sakte hai niyyat toh ki thi aur roza rahne ki istetaat hai bina sehri ke to kya rakhsakte hai roza..?

mrhamdan
Автор

Meri wife ko nifil roja rakhna h par baby ki vajah se nahi rakh pai to gunah hoga kya

azharkhumani
Автор

Assalamu Alaikum wa rehmatullah hi wa sawal hai ki Deen me agar sage Bhai bahan ke yaani mere Mamu ki ladki se nikah krna chahte bachpan se ladki Bhai keh KR aur Jahan me rakhkar baat krti thi...wo ye rishta chahti to hai....lekin nikah ke baad ...kehti hai ....Bhai hamesha kaha ab kaise shouhar ka rishta nibha paungi...isliye wo is rishte se ....sunnat nibha paane me apne ko kamjor mehsus KR rhi hai....bahut guzarish hai....iska jawab jald se jald de ....aur iska koi raasta bataye...jisse ladki mutmain ho sake .... JazakAllah khairan

scienceboss
Автор

Kiyoun na rakhay. Agar himmat hai tou zaror rakhay.

humamalik
Автор

Bare baat Bataie ha aap NY k Roza na rakhy agly Din rakh lay V Good Idia 👍

prixcesshoney
Автор

Agar humne niyat Ki Ho ki Ham Sare roje rakhenge to fir Roja ho jaega

ImranAli-evgb