Allah ki shan sabsea buland hai allah hu akbar alhamdulillah allah hu akbar alhamdulillah allah humma solli ala muhammad o ala ali muhammad allah yea rohmanir rohim ap hum sab insan ko hedayet dea ap maf kardea apki isqa aur apki habib sallahu alyhi oalihi wasallam unki isqa aur nabiwoki alayhi salam ki isqa aur apki khof ata karea amin summa amin alhamdulillah alhamdulillah alhamdulillah
aryangamingchannel
Kafee hai, mashallah jazakallah khair
anjumshamsi
Jazakillah...ankh der se khuli bht pareshan hogay thi arfa ka roza lazim rakhna tha
Agar koi niyat kar kay roza rakhay pr subhou late outhay or sehri or fajar rah gay kya roza houta hai. ( nafli)
chaanjum
Assalamu alekum mola ali muskil khusa ke roze kis din rakhe jaate hai btaye
nehaabbas
Rajjab ke mahine me kaffara wala roja rakh sakte hain
shaguphtaladlee
Rajab ka roza kholny ki neyat pata dy plz 🙏🙏🙏🙏🙏
queenlarabi
at 9 and 10 nifli rozey ki sehri kar sakte hain? yani koi cheez kha sakte hain
MuhammadAliHussain-qlct
Hazariya roza ki niyat btaa dain plz.(Jaldiii)
FLR
Agr rat KO roze ki nyat krk sogaya aur maghrib tk kuch na khaya kya roza hojaega.
Abubakar-lxfb
Hamare 15 sal k farj roje baki ho to Hume kese rakhna chahie..aur niyat kese karni chahie?
rrrrajkuma
Agr rajab shaban k nafli rozon ki niyat mn bnda niyat ramzan k qaza rozon ki kr ly to kya qaza b ho jy ga or nafli ka b sawab mily ga ya srf qaza roza qabool ho ga
UsmanAli-ctjn
Kia nafli roza mn fajar Kay Baad Khana khaa kar roza rakh saktay hn
MuhammadTahir-nxgs
Kya ramzan ke chhute hue roje ki niyat fazar ke bad rakh sakte