AC Copper Pipe Joint 1/2 And 5/8, AC Installation Copper Pipe Details #acrepair #airconditioner

preview_player
Показать описание

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Bhai half pipe ka pressure bhi takrayega usko bhi sidha kro

vajidhusain
Автор

Camera 📸 mast hai, video clarity good 👍

satinderpalsingh
Автор

Agar same size ka pipe ho to use swaging tool se faila kar ek pipe ko dusare me 1cm bhitar dal kar welding karna chahie.
Dusra tarika h UNION se connect kar do .

Market me harek size ka union milta h.

bipinmisra
Автор

Bhai ab ye problem solve ho gai hai Belding karni ki jarurat nahi padti hai

smarthariompanditd
Автор

Bhai 1/2 by 5/8 ka flare but aata hai ❤

dkmking
Автор

Bro. Welding bolte hai.y. Brazing plz reply

pathanpower
Автор

1/2 ////5/8 size ka flare nut laga dete 😂😂

mohammadimran
Автор

Bhai 1m ya 2m agr pipe km pad ra ho to kya joint de skte h?? Ya pura pipe change krna hoga?

sharib
Автор

1/2 ka flair nut change katle phata hua hai

UmairAli-bwhr
Автор

Tum glt kr rhe 5/8 m 1/2 q daal rhe iska pressure lo hojayga

mirzaashharbaig
Автор

Bhai ye jugaar h bus pipe sme nhi hai t cooling performance achhi nhi ayegi

HVACSHAVEZMALIK
Автор

Welding nahi hota hai bhai ac technical ho kar galti bolte ho. Bridging hota 😢😢😢😢😢😢😢😢😊

studentfuturejitendragupta
Автор

Jb nt ko tait krega to paip band hone ki chans h bhai ya to pahle tait kr ke fir Belding kr lete

ankumehta
Автор

Bhai ye pipe discharge nahi hota liqad pipe hota h

thekhushivlogger
Автор

Sir humne hafl quarter pipe under ground dali hui hai kya hum uspe 2.5 ton ka ac chla sakte hai

luckybansal
Автор

1/4 kyu cut kr dia bee😂 wo toh same thaa

sawanmall
Автор

Bhi jo tumna 1/2inch ka pipe bola ha oo pipe hota ha 1/4inch to galat mat bolo

rupansarkar
Автор

Bhai use brazing bolte hain welding nahi ! 😂

abhisheksonar
Автор

Jaane wala galat kar diyane galat kar diya aane Wale Ko Kitna kam hai aise jodna

ChanderPal-zo