filmov
tv
Anuv Jain - HUSN (Lyrics)

Показать описание
Anuv Jain - HUSN
~Follow Anuv Jain ~
..................................................................................
~Lyrics~ Anuv Jain - HUSN
Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki Hain saath par Hain saath na bhi Kya itni aasaan hain?
Dekho Dekho Jaise mere iraaday Waise kahaan Tere yahan the Haan kitni naadan main
Mere husn ke ilawa Kabhi dil bhi maang lo na Haye pal mein Main pighal jaun haan
Ab aisa na karo Ke dil judna paye wapis Teri baaton Se bikhar jaun haan
Mana zamana hai deewana Isilye tune na jana Tere liye main Kaafi hoon
Dekho Dekho Yeh zamane se thak kar Atey ho kyun masoom ban kar? Tere liye main Kya hi hoon?
Phir aatey kyun yahan Karne aankhon mein Ho baarish? Ab aye
Toh theher jao na
Aur poocho na zara Mere din ke bare mein bhi Bas itne mein Sambhal jaun haan
Haan ek din Kabhi koi Jab bhi padhe Kahani teri
Lagta mujhe Mere naam ka Zikr kahin Bhi hoga nahin
Haan Main yahin Meri yeh aankhon mein Aankhon mein toh dekho
Dekho yeh dil ka haal kya Hothon se hota na bayan Meri yeh aankhon mein Aankhon mein toh dekho
Kaisa naseeb hai mera Milke bhi na mujhe mila Meri yeh aankhon mein Aankhon mein toh dekho
Teri adhuri si wafa Maangu main maangu aur na Meri yeh aankhon mein
Aankhon mein toh dekho
Dekho Dekho Kaisi kheenchi lakeerein
Chahe bhi dil toh bhi na jeete Main iss daud mein nahin
Dekho Dekho
Kaisi baatein yahan ki Baatein yahi dekhoon jahan bhi Main is daur se nahin
Tags:
Husn Lyrics Anuv Jain Husn Husn Anuv Jain Mere husn ke ilawa
Kabhi dil bhi maang lo na Haye pal mein
Main pighal jaun haan Ab aisa na karo
Mana zamana hai deewana
Isilye tune na jana
Tere liye main
Kaafi hoon Anuv Jain Husn song Husn Anuv Jain song
Husn
#AnuvJain #HUSN #Lyrics