Anuv Jain - Husn (Lyrics)

preview_player
Показать описание
#husn #anuvjain #lyrics
Anuv Jain - Husn (Lyrics)

Like, Share, Comments, Subscribe..🔴
Keep Loving, Keep Supporting..✨❤️

[Intro]
Haan, haan

[Verse 1]
Dekho, dekho, kaisi baatein yahaan ki
Hain saath par hain saath na bhi
Kya itni aasaan hain?
Dekho, dekho, jaise mere iraade
Vaise kahan tere yahaan the
Haan, kitni nadaan main

[Chorus]
Mere husn ke ilaava kabhi dil bhi maang lo na
Haye, pal mein main pighal jaaun, haan
Ab aisa na karo ke dil jud na paaye vaapis
Teri baaton se bikhar jaaun, haan

[Verse 2]
Maana zamana hai deewana
Isiliye tune na jaana
Tere liye main kaafi hoon
Dekho, dekho, ye zamane se thak kar
Aate ho kyun masoom ban kar?
Tere liye main kya hi hoon? (Haan)

[Chorus]
Phir aate kyun yahaan karne aankhon mein ho baarish?
Abh aaye to theher jao na
Aur puchho na zara mеre din ke baare mеin bhi
Bas itne mein sambhal jaaun, haan

[Post-Chorus]
Haan, ek din kabhi koi
Jab bhi padhe kahani teri
Lagta mujhe, mere naam ka
Zikr kahi bhi hoga nahi
[Bridge]
Haan, main yahi
Meri ye aankhon mein, aankhon mein to dekho
Dekho, ye dil ka haal kya
Honthon se hota na bayaan
Meri ye aankhon mein, aankhon mein to dekho
Kaisa naseeb hai mera
Milkar bhi na mujhe mila
Meri ye aankhon mein, aankhon mein to dekho
Teri adhoori si wafa
Maangu, main maangu aur na
Meri ye aankhon mein, aankhon mein to dekho

[Outro]
Dekho, dekho, kaisi kheenchi lakeeren
Chahe bhi dil to bhi na jeete
Main is daur mein nahi
Dekho, dekho, kaisi baatein yahaan ki
Baatein yahi dekhoon jahan bhi
Main is daur se nahi

DISCLAIMER: !!
This Following Audio/Video is strictly meant for Promotional Purpose. A
We Do not wish to make any Commercial Use of this &
Intended to

Showcase the Creativity of the Artist Involved.
The original Copyrights are solely owned by the Companies/ Original-Artist(s)/Record-label(s).All the contents are strictly done for a promotional purpose

DISCLAIMER: As per 3rd Section of fair use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use..

Thanks!!
Subscribe!!
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

I am leaving this comment when anyone will like this comment I will get a notification to listen this masterpiece again. Bye bye 👋 😢😢

KushagraPratapSingh-ipwl
Автор

Dekho, ye dil ka haal kya. honthon se hota na bayaan.

Line 🔥🔥🔥

mdrakibrakib
Автор

No words to describe his song 😮😮😮😮 heart touching song, really I'm a big fan of him❤❤😊😊🎉🎉❤

Arathi_v.b
Автор

He is healing something that he didn't break😔

lakshmimanapuram
Автор

Mujhe is song ki puri lyrics aati hai❤😊i love this song so much

KhushiNaqvi
Автор

.🎵 mere husn ke ilawa kabhi DIL bhi maang lo na, haye pal mein, mein pighal jaun haan..Mana zamana hai deewana isilye tune na jana, Tere liye main ❤❤❤

franklinfernandes
Автор

Too Amazing song❤I Love it very much!!

alishatimalsina-wity
Автор

I'm missing in this song and I found the reality of life 😢😢I miss you ❤

Qwee-ps
Автор

मन बहुत दुखी था ये सुनने के बाद रो ही दिया😢😢

नन्हीपरी
Автор

This song is fantastic and also big fan Anuv Jain

aritbiswas
Автор

I am Indian so I can understand the language

priyadasari
Автор

This is the best song for me but now I hate because I have written a comment in this song and I have 7k like on that comment and now anyone has removed that comment. 😢😢😢😢😥😥😥

KushagraPratapSingh-ipwl
Автор

Hello bhai Fula sari raat ka lyrics dalo 🔥

asranshu
Автор

I am leaving this comment 😊 Bye bye guys 👋 just be cool always.
.
.
.
.
.😢😢😢😢😢😢😢😢
..
.

MurahiDevi-iphg
Автор

Bhai please yaar copyright kaise hatate h

KILLERGAMINGN.