Islamic bank me investment pr profit lena? | Islamic Thoughts | Mufti Tariq Masood

preview_player
Показать описание

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Islamic bank sood hi ka kaam karta hai naam badal kar.

Qarz dene ka maqsad maqrooz ki madad karna hota hai.

Qarz ki raqam par jo bhi munafa lia jata hai wo ghuma phira kr kese bhi len wo munafa hi hota hai or ye sood kehlata hai.

Jisy karobar kehte ho usy Qoran Riba kehta hai.
Allah tala farmata hai: Allah sood ko mitata or karboar ko barhata hai

criticalanalyst
Автор

Kisi mulana k kehne sa halal nhi hoga. Bank ka profit soud ha. Dr israr Ahmed k bayan sunle. Kisi k karobar ma invest kare to woh halal ha. Kyun k usma nuksan bhi hosakta ha.

syedfasih
Автор

ye bath tu sahe hy k sal k akhir ma paisa deta hy

zidizahid
Автор

App kiya Bangladesh ka Islamic Bank peh tehkeek kie ho?
Toh ab kase yeh bol sakte!

reduanulkarim
Автор

Tw zakat kis par lagey gi . Jo bank mezan bank main amount rakhi hai. Us par ya . Jo profit araha hai us par ? Please

ArshAsmr
Автор

Kya sbi clerk ki job halal hai ya haram plz reply

shaik_skf
Автор

A.H group give's to their investor's 10-16% Monthly (halal return)

A.H group also give plan to their investor's get Finicial freedom in just 6 year's
Brand ambassador "Javed Sheikh"
Sheriyar khan (Member of National assembly Pakistan)

Muhamad_Nawaz
Автор

Kuch log saving account sy jo interest mlta hy usy khud istymal nhe krty blky kse zrorat mand ki madad kr dety hn kia ye sahi hy?

asiyakhalid
Автор

Mufti taqi usmani sab ne bhe meezan Islamic bank me paise invest krna halal keh dea ha uska bhe aik clip maujood ha agr kisi ne sunny hu

ikram_Tech_Trick
Автор

Dr Israr Ahmad ka 1 bayan may nay sona hay k Haram hay

kashifkhan-ulhg
Автор

Mufti sahab lakin humy bank nahi batati k kis kism bussiness ma hamry pasy invest kr rahy hum sa is k related koi paper sign nhi krwaty.. bussiness ki baat agr hum kary tou bussiness tou bht si haram cheezo k bhi hota ha is tarh tou hum apna halal rizk ko haram bana lyen gye...
Is per aap kya daleel pesh kary gye?

MJ-tnnq
Автор

Mulana Sahab Bank wale aesa konse kaam ma paise laga rahe ha jisma sirf profit ha or nuksan nahi huma batadein hum bhi wohi karlen. Bank ma paise Soad k siwa kuch nhi ha. Or haram ha. Ghalat fatwa na dein

syedfasih
Автор

Hr treeqe se yh Haram h plz is se bchen

NehaShehzad-sc
Автор

Yeh ghalat BAAT hai maulana Sahab Yahan aap NABI ki BAAT ko chota kar k mufti ki BAAT ko bara kar Rahe hain hamare NABI ne Sood k bare me sab Kuch Bata diya hai phir q kinare nikale ja Rahe hain...

Endisless
Автор

Ghalt fitwa hai plss study dr israr for this topic

zarifullah
Автор

Molvi sahb na koi Quran se reference dai rahe na Hadees Se. Bs molvi sahb bolte hai ke humne tehkeeq krli ap hamri bat par amal krlen..😅😂 Q bhai baat ya hai ke hum Islam ke theeke dar jo hai. Astagfirullah

muhammadsaif
Автор

Samaj nhi atta bhai, matlab koi simple bank hai tu aap essi profit ku "riba" kehty aur ghalat kehty par jab wohi bank apna name mein Islamic laga ly tu aap uss profit ku jayez karar dety 🤦
Mulvi sahib aap ku kya ilham hota hai ky kon sa bank kya business kar rha ya phir kya guarantee aap ky pas ky Islamic bank ka owner, jayez business mein invest kar rha ???
Sir, ya tu aap ek hi bar sary banking corporation ko "haram" keh dy ya sab ko jayez khy .... yeh pick & choose na kary. Sukriya 🙏

nimomemre
Автор

Molvi sahab aghar bili galti sa mar ja ha kisi sa aosa kya karna chaiya

Jjjjjjjjjjkkoooolkkjhiiii