Kia Salgirah Manana Jaiz Hai? | Islamic Information | Mufti Akmal

preview_player
Показать описание
Celebration of Birthday is a tradition all over the world, but what are the Islamic Teachings about it? here is the detailed answer in this video.

Salgirah Manana Jaiz Hai? | Islamic Information | Mufti Akmal | ARY Qtv




Share your valuable views in comment box below.
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Thanks you so much sir you are very intelligent and please please please please please keep it up Hazrat

kamranrazaknowledge
Автор

Masha Allah... alhamdulillah 👍 Thank you so much 👍

Queen-
Автор

ma sha Allah ❤️
Allah apke ilm aur izafa kare....

mohdsameer
Автор

Allah taala mere mom dad aur mere brothers ko allah lambi umar de ameen sab bole plz

zarayasmeen
Автор

Bilakhir, ye video mil hi gai... clear everything.

AmirTSS
Автор

Yeh days celebration bahaut bada game hai....hum musalmaan toh fully inspired hain western culture se

delamu
Автор

Thank you so much sir ... App bohot ache tarekee se bayan kartee❤❤

khaksjsjjhshhsh-txqm
Автор

Jazakallah khair.Allah Tala aap ki lambi zindagi aata kre aameen ya rabbi

hafeezunnisa
Автор

Mashallah good 👍 mufti sahab love 💘 you please dua ki guzarish

sweethomes
Автор

Dua h kaum ko allah ilm e deen o amal e deen se nawaze

Barkaati
Автор

Adab ke sath mufti sb. se thoda sa disagree hu main.
Agar koi biddat musalmano me aam ho jaye to uski gunaah ki haisiyat khatm nahi ho jati, wo gunah hi hai.
Kisi nabi ne biwi k dil azari k der se kbhi anniversary nahi manayi
Na hi kisi sahaba ya tabaeen ne.
Hum nikah me dua karte hain ki ya Allah naye jode ko Hazrat Ali aur Fatima rs jaisi muhabbat ata farma
Aur amal me ghair muslimo ka tarika apnate hain mohabbat ko dikhane k liye

skareem
Автор

Assalamualaikum aaqri kuthbai mai nabi s.a.w ne mukkamil kardia tha
Baad mai koi bhi tariqa kitna bhi aam ho
Kaise jaiz ho sakta hai????

sabihabeebee
Автор

aslamualikum d.r. bde dukh ki batt he ap jase talimeafta log nabi or shaba or wkat ke ulema se jo amal sabit nahi he us ko jaiz bta rahe he....kal ko koi gunah ya hram chize amm ho jaegi fir us ko bhi app jaiez kr doge ?? mare jesa na ahil kehta he ...Allah muaf frmae mufti sahib es ke bare me fir se gor kre....

mohammadismail
Автор

Mere bhai hamare Nabi sallallahu alaihi wasallam ne kabhi cake nhi Kati wo to sirf roza rakhte they ...to hame v sirf roza rakhna chahiye don't do this plz

babyzoom