Saalgira Birthday manana kesa Aasaan Fatwa

preview_player
Показать описание
Saalgira Birthday manana kesa Aasaan Fatwa Haji Abdul Habib Attari
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Proud to be a sunni Muslim alhumdulillah

sweethomes
Автор

JazakAllah Khair Zaheer khan diwbandi ho, ye ap ny sahi masla solve krlia; k music, male female k aik sath hona, nashaista libas, baqi Jo b invite kro, yehi din Islam ki baty ajj brillvi firqy k alim ka byan sun kr dil khush hwa, Allah Pak hum sab ko itifaq wabrkat se rakhy, ameen,
Ajj wesy maira birthday he, tw tmam maktaba fikr k ulma Ka Rai sunna chah rha tha, elim mai izafa hogia Allah pak ap ko sadda khush rakhy ameen

mindinfo
Автор

Meri bat se kon kon itefaq krta he. Is hdees mbarak se to pta chalta he k hr insan ko apni brth day p roza rkhna chahie isi trah nabi pak s a w ki brth day pr bhi -

therayofislam
Автор

Rasta khol diya Aapne wah Wah
Kyunki apko huzur Ka birthday manana hai....aur peer ke Roze ko Apne birthday ke liye maan liya
Muaashre me Khurafaat ke zimmedar yhi ulama Soo he

junaidpashajunaidpasha
Автор

Alhamdulillah
My doubt gets clarified 😊

sjm
Автор

Mashaallah..Allah aapko sehat yab rakhe..Aameen😊

mahreenshaikh
Автор

अल्लाह मुझे आपको ओर हर किसीको अपने दीन कि सही समझ अता फरमाए

islamjindabaad
Автор

Jazak Allahu Khairn Qaseera....
🌼🌺🌼🌺🌼🌺🌼🌺🌼

platanus_pakistan
Автор

Mashallah apne bohot acha bataye allah apko lambi umar ata farmaye

hamzachildartist
Автор

Allhumdlillaha I am proud for Muslims

basharatkashmiri
Автор

Har peer har jumerat ka roza rakhte the aap SAW, ye toh adha adhura he bataye aapne chacha

creativezone
Автор

Nauzbillah Allah naik hidayath dey aap ko maulana

afrozhussainkhan
Автор

Aam Dawat ki tarah Birthday bi Aam dawat ho gayi. Niyat toh Birthday ki hai na toh Aam dawat kaha se Rakho subha me or sham ko Yahudi tarike se cake cut karo....Allah hum sab ko Nabi (saw) ke hi tarike pe zindagi guzarne wala banaye sab ko....

shoebsayed
Автор

چلو جی سالگرہ منانا جائز ہوگیا۔ ماشاءاللہ

Ayna.shk
Автор

Allah aapko aur aapke gharwalon ko jannat naseeb kare
Ameen

azizkazikazi
Автор

Prophet Muhammad s a w Monday ko paida hue the, nabuat mili sahi. Monday and Thursday ko roza rakhte the taki apna amal jab asman me chadhe tab me roze se rahu....
Kya Prophet Muhammad s a w ne apna birthday manaya.... Kya apne wives and children ka manaya.... Kya Koi sahabi ka manaya? Need specification sir

nishaatshaikh
Автор

MASHALLAH 💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚MASHALLAH 💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚MASHALLAH

AliUsman-pjgd
Автор

janam din me khana khilana kahan se sabit hai hajrat?

munafahmedkhan
Автор

kya Nabi Kareem saw ne apne sahabzade aur sahabzadiyon ki salgirah manai thi.

naatersoolsaw
Автор

Ar anniversary k baty Mai b bry Kia husband wife celebrate kr saktyhai

muhammadizhan