Agar Shohar Pasand Na Ho To Kiya Talaq Le Sakte Hein? | Mufti Tariq Masood | Islamic Group Bayan

preview_player
Показать описание
Agar Shohar Pasand Na Ho To Kiya Talaq Le Sakte Hein? | Mufti Tariq Masood | Islamic Group Bayan

Mufti Tariq Masood Sahab is a famous Islamic Scholar in Pakistan and all over the world, Millions of people follow him and reach him through the internet. He Changes Lives of Many People’s by his Logical Islamic Lectures.

#muftitariqmasood
#muftitariqmasoodbayan
#muftitariqmasoodlatestbayan
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Bolna jitna asaan hota h k phle dekhlia hota h....jis par padti wahi janti h...itni condition itna emotional kiya jata h...ldki jhuk jati h sirf ghrwalo k liye lkin uski apni khushi ka Kya jb wo apni khushi ka soche to wo galat ho jati usko phle sochna chahye tha

ashiashi
Автор

zarbardasti nihka tu Ap SAW aik female ka foran he kahtem krwa diya tha ye relationship ha he emotions ka iss ma zardashti koi kitna compromise kry ga ...kisi ko samjhna asan ha pr apne dil bht zada zada mushkile ha... Molana shaib ap society se relate kr ky jawab dy rahy jo aik haad tk hum osko acha kah sakte hn ... Pr Islam totally different kahta ha

namunikhani
Автор

Agr wo inkar kr de gi to koi usko ghr m nahi rakhy ga phir ya to wo srhkon py rahy gi ya panah gahon m ya mjborn apny ghr walon ki mrzi k bandy k sath reh ly gi pr sari umr roty roty guzar de gi

FarmanAli-puoq
Автор

Masala dil ka h ....dil mantaq ko ni manta
Jab mohabbat hi nahi h kisi aur se h...phir b shaadi me bandhe h aur mahabbat hi nahi ho pari ye b khayanat h shohar k haq me...is pe b to gunaah h ..ki shadi kisi aur se aur mohabbat kisi aur behtar to yahi h ki jisse mohabbat h usi k ho jaye taake is shohar k saat kheyanat na ho...islam to kehta h apne shohar ko toot kar chaho agar nahi ho paa ra to

alybalwaysloveyourbirds
Автор

Hamara Islam itna mushkil nhi h jitna in mulana sahibon ne bnaya hua h
Islam mai orat ko Haq dia gya h shohar Pasand nhi h talaq Le sakti

reebamangi
Автор

Kash in logo ko Andaza ho jaye k na pasandeeda mard k sath Rehna kesa hota h kitni aziyat hoti h ktni takleef hoti h.. agar ek aurat 11 sal bad b aziyat Mai h to soxhen ktna mushkil hoga.. woh keh b Rahi h k koshish buht ki h ni ho rha.. ap k liye bolna bara asan h k inkar kr deti. Inkar e to ni krne dety ghar wale Aur larki Mai itna hosla ni hota k ghar walo k samne khari ho jaye..

bs
Автор

Meri bhi shaadi mere ghr wali ne zbrdasti krwa di hai abhi 2 mnth bhi nhi hue hai har roz ladhte hai mjhse roz ki ldaai hai ghrwale bhi mjhy hi kehty hai maine souch liya hai na ghrwale apne na sasural Wale aisi zindagi jeeny se accha hai aap yha se chale jaaon khi dur waha raho kuch kaam kro or apni zindagi guzaro or ab mai yhi krne wali hun zindagi jeeny ka sabki haq hai apni zbrdasti kuch nhi hai apko nhi rehny mat raho jab dil na mile to rehna hi bekar hai faltu k gunaho bhi karo isse accha akele raho khush raho

aniyakhan
Автор

ثابت بن قیس رضی اللہ عنہ کی بیوی نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کی خدمت اقدس میں عرض کی یارسول اللہ! میں ثابت بن قیس کے دین یا اخلاق پر کوئی اعتراض نہیں کرتی نہ عیب لگاتی ہوں، لیکن مجھے اسلام میں رہ کر کفران نعمت پسند نہیں (یعنی خاوند پسند نہیں)۔ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا: اس سے جو باغ تم نے حق مہر میں لیا ہے وہ اسے واپس کردوگی؟ وہ بولیں جی۔ آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے (حضرت ثابت سے) فرمایا: اپنا باغ قبول کرو اور اسے ایک طلاق دے دو۔

mariahanif
Автор

Usne sawal pocha hy ap leacture dy rahy hy uski zaror koi majhbouri hogi k sohor k hone k bad be apne cozn sy piyar karti hy usk sohor ne usko woh piyar nahe deya hoga

sulaimanbacha
Автор

1:02 abhi agr yha mard poochta na k mufti saab mera pehli bivi se dil bhar gya hai or me doosri shadi krna chahta hoo to most likely usko encourage kiya jaye chahe pehli shadi us ne padsand ki hi ki ho us time khyal nhi aaye ga k pehli bivi pe kya guzre gy use kitni takleef ho gy ...khe ga mera to haq hai 4 shadiya...ye sahi hai hai na?

Bluevibes
Автор

To Kiya Islam me ye nahe likha k orat k pasnd ka Kiya Karen just yahi dhke k mard ko hum pasnd Hai to us k pasnd ko dhke hum Beth jai humre koi pasnd na pasnd na nahe Hai kiya

hakimahassanzada
Автор

Aesa kesay ho sakta hy jab apko izzat mil ri hy to samjay duniya mai hi jannat mil gai sochna choray khuda to mahobbat say bari mahobbat or koi ni hoti.Allah kay liay agr ap duniyawi mahobbat chor dain to apko duniya mai b jannat or akhirat mai b jannat mil gai you are sooo lucky

sajalsiraj
Автор

Assalamualaikum Subhanallah Subhanallah 🇮🇳 INDIA 👍❤️ Allah hu Akbar Mashallah Mashallah

layeeqahmed
Автор

Kisi esy shaks k sath ik room my rehna jisy ap Pasand nhi krty Chahy mard ho ya aurat, ye Kitna tense ho GA ap sooch bhi nhi skty

mani-oftl
Автор

Ye Sahab batein to achi kr lete hn lkin orton k haquq inse hazam nhi hote

reebamangi
Автор

Wo tallq na leke czn se bdfali krle .ya dil me czn ko zindgi me shohr ko rkhne se bhtr hi tllq ya qula le le .jbrn kisi ko koi rishte me ni rkha jaskta .istrha k gunah se bhtr hi tllq lele aur czn se nikah krle

mdalkush
Автор

Don't misguide her. Shohar me fault ka hona zarori nahi hy
Narrated Ibn `Abbas:
The wife of Thabit bin Qais came to the Prophet (ﷺ) and said, "O Allah's Messenger (ﷺ)! I do not blame Thabit for defects in his character or his religion, but I, being a Muslim, dislike to behave in un-Islamic manner (if I remain with him)." On that Allah's Messenger (ﷺ) said (to her), "Will you give back the garden which your husband has given you (as Mahr)?" She said, "Yes." Then the Prophet (ﷺ) said to Thabit, "O Thabit! Accept your garden, and divorce her once."

bismakhan
Автор

مطلب عورت کا کوئی حق نہیں کوئی مرضی نہیں، وہ مر مر کر جیتی رھے، دنیا کا سب سے بڑا عذر ھے ھی یہی کہ آپ کا دل مائل نہیں آپ کا دل راضی نہیں اس سے بڑی وجہ کوئی ھو ھی نہیں سکتی ، اپ کا فتوی فطرت کے برعکس ھے، اور ہمت کا کوئی ٹائمُ مقرر نہیں ھوتا

usmanjavaid
Автор

Mufti sahib Allah pak ap ko khush rakhe

ShamsuRehman-boti
Автор

Ladki bht majbur hoti h
Hamare mashre mei ladko ko marzi ka hq h lekin ladki se marzi nahi puchi jaati

professor