Jab Miya Biwi Me Bat Na Banti Ho To Kya Kare | Mufti Tariq Masood | Islamic Views |

preview_player
Показать описание
Jab Miya Biwi Me Bat Na Banti Ho To Kya Kare | Mufti Tariq Masood | Islamic Views |

جب میاں بیوی میں بات نہ بنتی ہو تو کیا کریں

________________________________________________
Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhi Wabarakatuh...
السلامُ علیکم ورمۃاللہ وبرکتہ...

________________________________________________
Allah Ta'Ala Ne Tamam Insano Ki Kamyabi apne Mubarak Deen Me Rakhi Hai Isliye Ham Musalmano Ko Chahiye Ke Ham Deen Ke Baare Me Zyada Se Zyada Maalumaat Hasil Kare Aur Deen Ko Sikhe Aur Fir Amal Kare Aur Fir Dusro Tak Pahunchaye Jisse Allah Ta'Ala Hame Akhirat Me Jahannam Me Jane Se Bachaye Aur Jannat Me Dakhila Naseeb Farmaye Ameen...

Allah Ta'Ala Hame Amal Ki Taufeeq Ata Farmaye.

(AMEEN)
اللہ تعالیٰ نے تمام انسانوں کی کامیابی اپنے مبارک دین میں رکھی ہے اسلئے ہم مسلمانوں کو چاہیے کہ ہم دین کے بارے میں زیادہ سے زیادہ معلومات حاصل کریں اور دین کو سیکھیں اور پھر عمل کریں اور پھر دوسروں تک پہنچائیں جس سے اللہ تعالیٰ ہمیں آخرت میں جہنّم میں جانے سے بچائے اور جنّت میں داخلہ نصیب فرمائے آمین...

اللہ تعالیٰ ہمیں عمل کی توفیق عطا فرمائے.

(آمین)

________________________________________________
Mufti Tariq Masood is a qualified Islamic scholar. He pursued an intensive full-time study of the classical disciplines of Islamic learning (known as Dars-e-Nizami) and was awarded formal certifications as an 'Alim' certifying him to teach the disciplines of Qur'an, Tafsir, Hadith, Arabic Grammar & Linguistics, Beliefs & Creed, and Islamic Law & Legal Theory (Fiqh & Usul).

He completed his Takhasus fil Fiqh from Jamia Tur Rasheed and was formally certified as "Mufti" (Authorization to give Fatwah - (Legal Opinion))

He is involved in teaching the classic Islamic learning (Dars e Nizami) and working in Darul Iftah since past 13 years at Jamia Tur Rasheed. He wrote articles and has been answering fiqhi masail in one of the famous Islamic News Paper for five years. He is also an Imam at Masjid Alfalaiyah - Karachi. He regularly deliver talks (Bayanaat) and offer short Islamic courses for every age group and both men & wome

________________________________________________

Support Us By Clicking On This Link To Join

شامل ہونے کے لئے اس لنک پر کلک کر کے ہمارا ساتھ دیں

↘️↘️👍👍

Like Us On Facebook
ہم سے فیسبوک پر بھی جڑیں

Like Us On Instagram
ہم سے انسٹاگرام پر بھی جڑیں

Like Us On Twitter
ہم سے ٹوئٹر پر بھی جڑیں

________________________________________________
Like, Share, Comments And Subscribe...

لائک، شیئر، کمنٹس اور سبسکرائب کریں...

________________________________________________
JAZAKALLAHU Khaira...

جزاک اللّہ خیرا.....

________________________________________________
#MuftiTariqMasoodSpeeches
#TariqMasood
#MuftiTariqMasood
#TariqMasoodSahab
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Allah har Miya biwi ke dil me muhabbat paida kare . Aamin

ayeshabagwan
Автор

Allah pak ap ko salamat raky bahot acha video he great ma shaa Allah

murtazass
Автор

bohat he acha bayan hota hai mufti sab ke

zayangraphic
Автор

اور جو عورت ہمیشہ اپنے شوہر کی بات مانتی ہو اور شوہر ایک بھی بات بیوی کی نہیں مانتا تو اسکا کیا علاج ہے

AbdulRaheem-jfcg
Автор

Kiya baat hai Allah ap ko jazaey kher dy Ameen

msruqyya
Автор

Mufti sahab please mera ek sawal ka jawab de dijiy mere or merr shohar k darmiyan 2 2 mahine bat ni hoti siway apne kam se kam ki.bat k alawa

sahibanaaz
Автор

Mera ghar ka be yahe hal hy shab likan app bhot achy ray deye jazakAllah

wmkhan
Автор

sir jazakAllah kheran bht acha samjhate ap MashaAllhAllah

helloeveryone
Автор

Agar husband roz badtameezi karta hai . Namaz rozay ki pabandi na karta ho to kiya karna chahiye . ?

pax-thepcat
Автор

Aap jo hr wqt mardo jo defend krty hn or inko pori 4shadion ka mashwra dey hn ye log insaf k naam pr char shadiya to kr laity hn lkn blnc nahi kr paty aisy logon ka kya anjam hoga uss pr bhi koi vdo bnain plz

exblvit
Автор

Assalamualikum sab biwi per hi lazim hai shoher per kuch b lazim nahi huga kya

mohammedrawoof
Автор

Assalamu Alaikum Hazrat Jo aapka Rahe Hain Ghar theek hai Roj Roj Nahin chalega Zindagi jhand Ho Gayi Hai Meri

hasansaifi
Автор

Assalam alaikum warahmatullah mere sohar ek hi galti bar bar karte h jisse mujhe bahut takleef hoti hai kya karna chahiye mujhe aisa lagka hai ki Mai pagal ho gai gi

Realmegaming
Автор

Agr husband musalsal fuzool remarks/taunts krta rhay to wife Kya kray??
Wife to 1, 2 lga b nhe skti...

gemkids
Автор

Mufti sahab mare shohar k pass hr kisi k time hai par mare lily nhi jb b mai aus k kareeb jati hu tu wo mjh bolta hai fursat nhi hai m kya karon mjh kch smjh nhi aa rha hai

jawharagani
Автор

Shor ko ager biwi ki koi bat ager achi na lage ager bat bat per jagrha Ho or ye sb shadi ki 1 sal bhad se e shru hojahe tho biwi ko kya karna chiye OR gar waly b hr bat pe shor ki sides ly or shor kamata b nai Ho shru se e or ab sadhi ko b 5 sal hogahe Ho tho biwi kya Kare?

dividbaloch
Автор

Agr new shadi hui ho aur hi bane to kiya kr na chye rozana gadde ho rhe hn to kiya kren ???

mohdhasan
Автор

Hazrat mai aapke bayana sunta hu mughe sari bate acche se samagh aati hai

Mera ek masla hai please uska hall bataye jise Mai logo ke samne khas ker apne susral walo ko bhi dikha saku

Masla ye hai ki Meri biwi jab bhi apne maike jati hai to wo hamesha apne maa ke hi kene pe chalti hai jaise ki ager ham usse phone pe keh diye ki ham tumhe lene kal ya kisi din arahe hai to wo manti nahi aur fir kehti hai ki meri maa kaengi ya ijazat dengi tab Mai aaungi werna nahi aaungi ya to fir aap mere ammi se puch lijiye aur shadi ke 3 saal lagbhag hogaya hai abtak ye aise hi ho raha hai

sufiyanahmad
Автор

mufti sahab hamre shadi ko 3 saal ho gaye lkn hamari baat nahi banti hr baat p larai so kiya kary

noor-xwpt
Автор

Jo biwi shohar. Par. Apne walid ko tarjeeh. De to kya karna chahiye.
Shohar ki baat ki koi parwaah nahi karti
Aor apne walid ki bahot parwaah karti h

naeemuddinshaikh