Islam Me Dusri Biwi Ke Huqooq Kya Hai By @AdvFaizSyedOfficial

preview_player
Показать описание
𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗨𝗦 𝗨𝗣𝗜 𝗜𝗗: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜 .
𝗔𝗦𝗞 𝗬𝗢𝗨𝗥 𝗤𝗨𝗘𝗦𝗧𝗜𝗢𝗡: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱

𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗧𝗛𝗘 𝗦𝗣𝗘𝗔𝗞𝗘𝗥 & 𝗜𝗥𝗖:

𝗡𝗔𝗠𝗘: @Adv. Faiz Syed ​

𝗗𝗘𝗦𝗜𝗚𝗡𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡:
* Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust.
* President, Al Kitab Education & Welfare Society.
* Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
* Director IRC TV

𝗙𝗔𝗧𝗛𝗘𝗥'𝗦 𝗡𝗔𝗠𝗘: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)

𝗕𝗢𝗥𝗡:12-Dec-1979.

𝗢𝗖𝗖𝗨𝗣𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡: Business.

𝗨𝗡𝗜𝗩𝗘𝗥𝗦𝗜𝗧𝗬 𝗗𝗘𝗚𝗥𝗘𝗘𝗦:
* B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
* M.C.A (Master of Computer Application)
* B.G.L (Bachelor of General Laws)
* LL.B (Bachelor of Laws)
* M.A Islamic Studies.
* Fazil e Diniyat from Jamia Diniyat Urdu Deoband.

𝗠𝗘𝗗𝗜𝗔 𝗣𝗥𝗘𝗦𝗘𝗡𝗖𝗘:
@Adv. Faiz Syed​ is one of the most popular Urdu speaker globally besides YouTube and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV and radio channels internationally.

𝗣𝗨𝗕𝗟𝗜𝗖 𝗟𝗘𝗖𝗧𝗨𝗥𝗘𝗦 & 𝗧𝗢𝗨𝗥𝗦:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Session on Islam in Urdu & Hindi at more than 150 cities in India on more than 550 topics of which 30000 short videos are available on @IRC TV Besides speeches in India @Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.

𝗦𝗔𝗨𝗗𝗜 𝗔𝗥𝗔𝗕𝗜𝗔

𝗗𝗛𝗔𝗛𝗥𝗔𝗡
- King Fahad University of Petroleum and Minerals (KFUPM)

𝗗𝗔𝗠𝗠𝗔𝗠
- World Assembly of Muslim Youth (WAMY)

𝗝𝗘𝗗𝗗𝗔𝗛
- Dawah Centre, Hai Assalamah
- Understand Quran Academy
- Socio Reforms Society of India
- Co-Operative Office for Call & Guidance Aziziya
- Balad Dawah Centre

𝗧𝗔𝗜𝗙
- Islamic Education Foundation

𝗠𝗔𝗗𝗜𝗡𝗔 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗡𝗔𝗪𝗪𝗔𝗥𝗔
- The Co-Operative Office for Call & Guidance

𝗠𝗔𝗞𝗞𝗔𝗛 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗞𝗞𝗔𝗥𝗔𝗠𝗔𝗛
- Dawa Centre Almaabada

𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗔𝗥𝗔𝗕 𝗘𝗠𝗜𝗥𝗔𝗧𝗘𝗦

𝗗𝗨𝗕𝗔𝗜
- Al-Manar Centre
- United Goan Muslim Community
- Zayed Bin Mohammed Family Gathering - Islamic Affairs & Charitable Activities Department, Government of Dubai.

𝗞𝗨𝗪𝗔𝗜𝗧
- Human Care Society

𝗡𝗘𝗣𝗔𝗟
- Madarsa Ayesha Ramaul, Sirha

𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗞𝗜𝗡𝗚𝗗𝗢𝗠

𝗕𝗜𝗥𝗠𝗜𝗡𝗚𝗛𝗔𝗠
- Green Lane Masjid
- Al-Hijra Masjid
- Muhammadi Masjid

𝗟𝗢𝗡𝗗𝗢𝗡
- Masjid Humera
- Masjid Al Tawhid

𝗕𝗥𝗔𝗗𝗙𝗢𝗥𝗗 - Al Hudaa Masjid
𝗕𝗟𝗔𝗖𝗞𝗕𝗨𝗥𝗡 - Masjid Darussalam
𝗕𝗔𝗡𝗕𝗨𝗥𝗬 - Masjid Bin Baaz
𝗖𝗔𝗠𝗕𝗥𝗜𝗗𝗚𝗘 - Masjid Al Ikhlas
𝗦𝗞𝗜𝗣𝗧𝗢𝗡 - Skipton Masjid
𝗡𝗘𝗟𝗦𝗢𝗡 - Muhammadi Masjid
𝗣𝗥𝗘𝗦𝗧𝗢𝗡 - City Mosque Preston
𝗢𝗟𝗗𝗛𝗔𝗠 - Jamiat Ahle Hadith
𝗥𝗘𝗔𝗗𝗜𝗡𝗚 - Jamiat Ahl-e-Hadith

He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges and Schools.

𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗜𝗥𝗖:
Islamic Research Centre (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconception about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV and the print media. IRC's activities and facilities provide the much needed understanding about the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practice by Salaf of this Ummah.

𝗔𝗖𝗧𝗜𝗩𝗜𝗧𝗜𝗘𝗦 𝗢𝗙 𝗜𝗥𝗖:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTE
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
CAREER GUIDANCE
CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
APPROVED IOU CENTRE
EXHIBITION
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
. #MarneWaleke5Afsos #TopFiveRegretsofTheDyingPerson #Quran #Insan #Afsos #Regrets #Courage #LiveLife #Myself #HardWorking #Express #Feelings #Ahsas #Friends #Dost #Relatives #SelfRespect #HappyLife #UK #Tour #LastChance #Death #Maut #Person #People #AdvFaizSyed #IRCTV #IRC00503
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Agar dusari biwi ko barabar ka hakk de nahi sakte to kisi ladki ki jindgi barbad q karne ki shadi karke admi me agar himmat hain to karna warna nahi karna dusri shadi dusri ladki ki jindgi barbad q karne ki

arishsayyad
Автор

mere sath yahi hua. khansaab ne mujhse kisi ko bina bole shadi karli.. mujhe kah InshaAllah badme sab sahi ho jayega.. par aaj 25 saal ho gaye na unhone mujhe ghar me haq diya na mere bete ko.. unhone hamare ghar pe ek pura din bhi pure 25 saalo me nahi bitaya.. ab meine to gair majhab me shadi ki to mere pas siway ye jindgi ko apnane k aur koi rasta nahi bacha..
is sab me bas yahi ek achha hua ki meine khansaab se shadi karne k lie Islam qubula..
aise hi ajaho k karan islam ka naam kharab hota hai..
jabki Islaam bahot achha hai bas uspe chalne wale kuch musalman Islam ka nam kharab karte hai

LamheSukoonKe
Автор

Assalamu alaikum wa Rahmatullah WA brakatahu mashaallah Faiz bhai good answer 💯💯💯✅

shahnazbegum
Автор

Mashallah mulana sab apki dhari sapid hogaya hai ❤️

samidbond
Автор

Hamesha dusri bv k sath hi bura ho raha hai Usko koi haq bhi nahi milta uski sath hamesha be imani aur be insafi kiye ja rahi hai chaye kisi bhi haal me shadi ho ek mehdood rakham usko di jati hai usko logaun izzat nahi hoti halan k sab k sath sath insaaf o adal ka hukum diya alha tala ne

haseenaagsibagilagsibagil
Автор

Assalaamalekum bhai
Maa naraaz hoti hai tho hum manaate hai. Baar baar naraaz hoti hai aur gussa hoti hai phir se manaate hai
Normal baat me bhi vo naraaz hoti hai
Jab vo naraaz hoti hai tab 4 5 din tak baat nahi karthi hai
Kabhi kabhi ek month bhi baat nahi karti 😢

TippuAsmin
Автор

Asslamoalikum warahmatullahi wabarakatuh sir

rizwanaabubaker
Автор

Mashallah kiya video bnate h aap faiz bhai aur aapke subscriber bhi bhut jada h

taniyakhan
Автор

Mazrat k sath, aap ne sawal ka jawab to dia hi nahi balky mashwara de k bat khatam kardi

Zeenianeena
Автор

Jald se jald hamari madad kijiye aur hamen acchi Salah dijiye 😭😭😭😭😭😭😭😭😭

ShaheenaSskhan
Автор

Assalamualaikum warah matulla h wa barkatahu..
Mera sawal hai ke hum log jab jamat se zohar aur asar ki namaz padhte hain tho imam sureh loudly Kyu nahi padhte iske alawa baaqi namazo mein padhte hai na isme Kyu nahi padhte iske peeche Kya reason hai, please bataiye.

mdmerajuddin
Автор

AoA sir agr 2 biwi husband ko ply biwi k pas nh jny dty or bt bi nh krny dty or dvc ka bolty h .ply biwi sy husband sab kuch maff krwy ly uc m lekh kr bi da k m 2 m insaf kro ga or pr nh krta

Usman-fqbi
Автор

How handsom is this indian muslim shejkh🥰

ceeportceeport
Автор

Log pehle k haq ada nhi krte na dusri k unke lye kya hukum hai ??

farhatsheikh
Автор

Admi ke agar maa baap aur biwi rahte hai aur uske paas kisi ek taraf kharch uthane ke aamdani ho to wo ye kharch kahan uthayega . Agar jawab walidain hai. To biwi ka kharch kiske zimme jayega ?

EliarsHussain-vqqf
Автор

Nikah karne wale shakh ne nikah sy phle to bhot Wade kiye k insaaf karnge aur kabi sath nai chodnge

Lakin first wife aur unki family ki taraf sy dure nikah pr objection hua to

Sare bate sare Wade Tod deye

Nabi ki sunnat py Amal karne ka jazba khatam hogaya

Aur khula ly liye 2nd biwi sy
Bs ab insaaf k naam pr sirf Ghar kharch dete hai wo b phle biwi sy chup k
To aise halat m wo aurat kya kare ?

Aur mashaallah jb humare ulma e deen sy masla pata karne ki koshish kiye to bajai Quran aur sunnat k mutabik masle ka hal dete

Jawab ye deya gaya k aap k area k local aalim Mufti sy ye masla pucha jai

Reason ye tha k jis shakhs k bare m pucha jara tha wo aalim sahab k pahchan walo m sy they

Yahi hai aaj k ummati
Aur yahi hai humare so called ulma e deen

sumaiyaattar
Автор

Assalamualaikum humare bhi shohur ne humse dosri shadi ki hei 4 year marrige ko ho gae he apni pehli Bibi se chupa ke rakhkhe the ab pehli ko maloom ho gaya hei to mere shohur hime talaq dene ko kehte hei agar koi motalba karte hei akhrajat ya rehne ko ane se bhi mana kar diya he pehli Bibi ne uske dar se humko maike me chod ke rakhkha he or meri koi zimmedari na koi bat cheet karte he call kare to talaq ki dhamki dete he molana sahub mere liye dua kare

ArfaahmadAhmed
Автор

2 shadi ka haq diya hai issliye aur ayyashi karne ka sochta hai mard

hinar
Автор

پاکستان میں بھت آسان ھے الحمدللہ رب العالمین
ڈنکے کی چوٹ دوسری شادی کی جاتی ھے الحمدللہ رب العالمین

cookingclasswithhamna
Автор

Dusri biwi ko phli biwi ke sath rakh sakte hai

DrZar-uq