PSU Bank kya hota hai ? Government Bank aur Public Sector Undertaking me Kya Antar Hota hai ? IDBI

preview_player
Показать описание
Hello Everyone !
Aaj ke es video me hum baat karenge sarkari bank ke bare mein jisko lekar aajkal kafi charcha chal raha hai Jabse bank ka privatization ka baat chal raha hai !
aise me bahut sare log ye jana-na chahte hain ki akhir PSU Bank aur Sarkari Government Bank me kya difference hota hai ?
kyu Banks ke name k niche " a government of india undertating " likha hota hai ?
Akhir ( Government of India Undertaking ) ka matlab kya hota hai ?
kya SBI PNB UBI Jaise banks sahi me sarkari bank hain ya ye PSU hain ?
pure 100% Government aur Psu Units me kya antar hota hai ?
like indian railways, income tax department , indian army , ministry level organisation kya sarkari bodies hain ?
LIC , ONGC, Indian Oil, Bharat Petroleum , Air India jaise Organistion PSU hain ya sarkari hain ?
ye video dekhne k baad apna doubt puri tereh se clear ho jayega ki akhir desh me koun sa company ya bank puri tereh se sarkari hai aur koun sa PSU hai !
thanks for Watching !!
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Psu bank is not Government bank and psu bank job is not Government job such as Rbi, Sbi etc..

virbhadrapateldigital
Автор

SBI nationalised nhi hai isliye government sbi ko disinvest nhi kr payegi because SBI ka apna ACT hai 1955 or yadi government SBI ko disinvest krna chahegi to use SBI amendment Act me change lana hoga jo ki possible nhi hai because SBI 2007 tak RBI ki statutory body thi but aab iska OWNER President of India hota hai. Jabki baki public sector bank ki ownership government of India ke pass hai jisme yadi banking act 1970-80 me change laya jaye to wah change sabhi 11 public sector bank me ho jayegi. But SBI me nhi or bhi kafi sare banking act hai jo baki banks par apply hote hai par SBI par nhi hote hai. Iske alawa baki 11 public sector banks ka ownership government of india ke naam hai, ,,, jabki SBI ka ownership President of india ke naam me hai. Itne perimeters hai ki mai tumhe likh kar shayad nhi bata paunga Or POINT to be Noted:- SBI ke sign board ya website par kahi bhi tumhe " Government of india undertaking " Likha nhi milega. Iska bhi ek reason But khud search kro tum, mai kitna type krunga 🙏

Abhiraj-dylj
Автор

Tow varat sarkar ka government bank konsa konsa hain...app ka matlab koi vi bank government nehi hain?

nabarunkumardas
Автор

Gov proper gov ko v disinvest kar sakta hai... Jese ordinance factory ka kiya... First convert it into psu than privatize it.

neerajmehra
Автор

Sabse pahle tumko bata de ki Railway is largest PSU.. To railway bhi sarkari nhi hai 😅😅😅😅

rohitbhardwaj
Автор

sugar mill haryana psu k under aati h kya??

AbhishekSaini-hgmk
Автор

Agar Govt Dis-investment karta h to fir employees ka kya hota hai....?
Or employees ki salary pe kya farak padta hai..

nemarambansa
Автор

To psu Mai job mile to karni chahiye ya nahi

madanthombal
Автор

sbi assistant manager vs assistant manager in sales indian oil job which is better?

sunillothia
Автор

Sir e stamp bhi sell krti hai na Ismai pnb bank mai

nextu
Автор

Sarkaar kisi ko b privatization krr skti h

vikaspalak
Автор

Even rbi is not govt its a statutory body

kartikkhandai
Автор

Sir Sbi me kitna share h government ki ?

atifaslam
Автор

इंडियन पोस्ट बँक सरकारी है की वो भी पब्लिक सेक्टर undertaking bank है

vinaykedar
Автор

Bro when in lic 100% owner govt tha tab kyun lic ko hum govt employee nahi bolte the

kartikkhandai
Автор

Bhai sabse kam charge wala rupay platinum card hai

kaushiknaskar
Автор

Isko kuchh to pata he psu ke bare me lekin sahisse jyada kuchh data nehi he psu ke bare me.

itcdebadihi
Автор

Bhaiya Kya railway privatization ho sakta hai, kuchh bol rahe hai ki railway private ho jayega

hanumanjikalaadla
Автор

Sir kya Bank of Baroda sarkari bank hai aur SBI nahin hai kya

rashidqazi
Автор

Kya rbi employee called goi. You don't know anything actually

kartikkhandai