JEE Mains Exam Pattern || Explained ||

preview_player
Показать описание
Jee mains exam patter
jee mains paper pattern
jee mains exam pattern 2023

#jee
#jeemains
#jeemain2023
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

General category be like - "ye dukh kahe khtm ni hota be😢😢"

anuradhadwivedi
Автор

Bro I am very thankful to u bcoz I have someone to tell in detail about jee bcoz my teachers are useless

famsanju
Автор

Bhaiya u r great, aapne sari jankari ek chhoti si vdo me dedi 🙏

Discoverydive
Автор

Meanwhile a girl aspirant ( pwd + st ) 💀

PfSype
Автор

General category ka to tagda compitition he

nakulthakur
Автор

Thq Bro Btane ke liye esi or v Videos Bnaya kro taki hme time time pr pta chal sake🙂💖💝🇮🇳🇮🇳🤞🤞

respectingshorts
Автор

Bhiya aap bahut accha vedio bante ho mai abhi 11lth hu is bar 12lth move kar rha hu

deven
Автор

This guy gives information directly without making any fudge. ❤

Shashankded
Автор

Bhai aap IIT kiye ho kya
Bahut achha content h 😎

toysworld
Автор

Computer base rehta hye na paper toh, kya kya options rehte hye computer mye paper ke loye

Aditya-iy
Автор

सिर्फ 75 😢😢😢
"सिर्फ" शब्द दिल को चीर गया💘💔

R.P.Sharma
Автор

hello bhaiya jii❤
Maine is baar 10th ka board exam Diya hai ab Mai jee ka tyari karna chahta hu but mujhe iske bare me kuch bhi sahi se nahi pata kon. sa books padhe kiska class kare online ya offline please bhaiya jii kuch bataiye
and haa kya ye Hindi medium me possible hai please bhaiya baata digiye❤

shivammocdhn
Автор

Agar 75 question attempt nahi kiya toh let mujhe 140 + aa raha by attempting 50 question toh kya mujhe NIT nahi milegi kya?

disturbedyt
Автор

Bhai ek doubt hai kya us section b me step likhne hote hai kya

srushtiraut
Автор

Bhai kya subjective questions ka steps likhna jaruri hota hai?, please batana

PrinceKumar-jgxn
Автор

Sunne me Kitna accha lagta he na
Sirf 3 subjects hote he....
Aur 11th 12th ka syllabus jota he 👍🤞

The..Devil..V
Автор

Neet me 180 que 3 hr or jee me 75 que 3hr itna diff sirf ek sub hi toh alag hota h neet me fir bhi

kiranshirswa
Автор

Section A ka question attempt na krne par negative marking hoti hai kya???

Newvibes
Автор

Section b mein 15 ques krne hote hai agar humnein extra kr diye toh koi problem hai

poojasharma
Автор

Bhaiya jee ka paper hindi medium me kaisa hota hai . Agar Hindi medium se hai to jab paper Dene baithenge to jo computer per question aate hai vo Hindi me rahenge ki English me.

IITian