JEE Mains Exam Tips & Suggestions || JEE 2024

preview_player
Показать описание
jee mains 2024
jee mains exam tips
jee mains exam tips & suggestions
jee Mains strategy
jee mains 2024 strategy & tips
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Thanks Bhaiya aap ham jaise baccho ko guide karte hai jisse hame aur aage karne ke liye motivation milta hai🙏🙏🙏🙏🙏🙏

raunakjha
Автор

Mujhe laga total 50-52 score karna Hain 💀

shashwatchavan
Автор

2024 session 1 mai 200 marks par only 97 prcentlile milegi😅

Babu_chuna
Автор

Bhai aap JEE 2025 ki Roadmap ki video kab banaoge ❤❤❤

DKSHYT
Автор

Calculus is easier than geometry, so no problem.

rishii
Автор

Bhaiya 2025 walo ke liye bhi bana digiye video

bPrasad-hqtm
Автор

don't forget that your competitors also watch video

priyeshtank
Автор

Bro please ap daily ek... Video banaya karo...

Himanshu_tiwari
Автор

Bro my math, physics, chemistry is strong but I'm trying to become more strong in this subjects

sinkunirajniraj
Автор

Sir mera pas 7 -8 month hai jee main 2024 prepration ka liya enough to hoga na.jyada kam to nahi hai accha score karna ka liya

techvrgamers
Автор

Anna Can you please say what are the references to use in iit jee preparation

karthikshani
Автор

Kaise pta kre ki hm jee advance ke liye eligible h ke nhi

olwlwqd
Автор

Bhaiya kya mujhe sirf ncert padhni chahiye ya koi aur book kyuki mera 11 bahut weak hai

jyotineeraj
Автор

Bhai ji or documents center ka lagayga ki state ka bhi chalaga for sc/st

what_Why_how
Автор

Jyada best kya h. Cs from gov. College ya mechanical jasi branch iit

amannegi
Автор

sir jab ham pw

Doughtnute any coaching letehe jee preparation ke liye to vahapar basic se padhaya jata he ya nahi

ptjmbvk
Автор

bhaiya time kitna dena hai ye toh har subject ke toughness pe depend karegana?

danish....
Автор

Bhaiya school aur coaching kaise manage karein please reply kijiye

Harsh_tech_
Автор

That's why i almost skipped mathematics in jee mains

saikatbiswas
Автор

IIT me age criteria hai ya nahi 2024 me please bata do kyuki meri Date of birth 2008 matalab 16years ka rahunga 2024 me

divyanshgupta