filmov
tv
Mujhko Peena Hai Peene Do - Lyrical | Mithun | Mohd. Aziz
Показать описание
Song: Mujhko Peena Hai Peene Do
Movie: Phool Aur Angaar (1993)
Actor(s): Mithun Chakraborty
Singer: Mohammed Aziz
Music Director: Anu Malik
Lyrics: Zameer Kazmi
#mohdazizsongs #mithunchakraborty #shemaroofilmigaane
SONG LYRICS:
Mujhko peena hai peene do
Mujhko jeena hai jeene do
Mujhko peena hai peene do
Mujhko jeena hai jeene do
Tum amir ho khush naseeb ho
Main gareeb hoon badnaseeb hoon
Pi pi ke zakhm apne seene do
mujhko peena hai peene do
mujhko jeena hai jeene do
Agar zara thake ho toh suno
Khushi mein aap thoda gham bharo
Lagao ghoot tum bhi pyaar se
meri tarah piyo aur jiyo
Lagao ghoot tum bhi pyaar se
Meri tarah piyo aur jiyo
Toote jaam dekh na sake
Dil ko toot ta kya dekhte
Tum amir ho khush naseeb ho
Main gareeb hoon badnaseeb hoon
Pi pi ke zakhm apne seene do
Mujhko peena hai peene do
Mujhko jeena hai jeene do
Tum piyo to ganga jal hai ye
Hum agar piye to hai sharaab
Paani jaisa hai hamara khoon
Aur tumhara khoon hai gulaab
Paani jaisa hai hamara khoon
Aur tumhara khoon hai gulaab
Sab khayaal sab fareb hai
Apni subah na shaam hai
Tum amir ho khush naseeb ho
Main gareeb hoon badnaseeb hoon
Pi pi ke zakhm apne seene do
mujhko peena hai peene do
mujhko jeena hai jeene do
Kisi ki yaar parwaah kyon karu
Kisi se yaar main kyon daru
Iss duniya ne mujhko kya diya
Main iski uski phikrr kyon karu
Is duniya ne mujhko kya diya
Main iski uski phikrr kyon karu
Yeh bhala hua mili sharaab
Warna kaise din gujaarate
Tum amir ho khush naseeb ho
Main gareeb hoon badnaseeb hoon
Pi pi ke zakhm apne seene do
Mujhako peena hai peene do
Mujhako jeena hai jeene do
#oldsongs #hindisong #filmigaane #oldhindisongs #hindigana #puranegane
Connect with us on:-
Movie: Phool Aur Angaar (1993)
Actor(s): Mithun Chakraborty
Singer: Mohammed Aziz
Music Director: Anu Malik
Lyrics: Zameer Kazmi
#mohdazizsongs #mithunchakraborty #shemaroofilmigaane
SONG LYRICS:
Mujhko peena hai peene do
Mujhko jeena hai jeene do
Mujhko peena hai peene do
Mujhko jeena hai jeene do
Tum amir ho khush naseeb ho
Main gareeb hoon badnaseeb hoon
Pi pi ke zakhm apne seene do
mujhko peena hai peene do
mujhko jeena hai jeene do
Agar zara thake ho toh suno
Khushi mein aap thoda gham bharo
Lagao ghoot tum bhi pyaar se
meri tarah piyo aur jiyo
Lagao ghoot tum bhi pyaar se
Meri tarah piyo aur jiyo
Toote jaam dekh na sake
Dil ko toot ta kya dekhte
Tum amir ho khush naseeb ho
Main gareeb hoon badnaseeb hoon
Pi pi ke zakhm apne seene do
Mujhko peena hai peene do
Mujhko jeena hai jeene do
Tum piyo to ganga jal hai ye
Hum agar piye to hai sharaab
Paani jaisa hai hamara khoon
Aur tumhara khoon hai gulaab
Paani jaisa hai hamara khoon
Aur tumhara khoon hai gulaab
Sab khayaal sab fareb hai
Apni subah na shaam hai
Tum amir ho khush naseeb ho
Main gareeb hoon badnaseeb hoon
Pi pi ke zakhm apne seene do
mujhko peena hai peene do
mujhko jeena hai jeene do
Kisi ki yaar parwaah kyon karu
Kisi se yaar main kyon daru
Iss duniya ne mujhko kya diya
Main iski uski phikrr kyon karu
Is duniya ne mujhko kya diya
Main iski uski phikrr kyon karu
Yeh bhala hua mili sharaab
Warna kaise din gujaarate
Tum amir ho khush naseeb ho
Main gareeb hoon badnaseeb hoon
Pi pi ke zakhm apne seene do
Mujhako peena hai peene do
Mujhako jeena hai jeene do
#oldsongs #hindisong #filmigaane #oldhindisongs #hindigana #puranegane
Connect with us on:-
Комментарии