Mujhko Peena Hai Peene Do | Phool Aur Angaar (1993) | Mithun Chakraborty | Mohammed Aziz | Sad Song

preview_player
Показать описание
Mujhko Peena Hai Peene Do - मुझको पीना है is a song sung by Mohammed Aziz from the movie Phool Aur Angaar (1993) starring Mithun Chakraborty in the lead role. The Music of the song was given by Anu Malik and the lyrics of the song were penned by Zameer Kazmi.

Song: Mujhko Peena Hai Peene Do
Movie: Phool Aur Angaar (1993)
Actor(s): Mithun Chakraborty
Singer: Mohammed Aziz
Music Director: Anu Malik
Lyrics: Zameer Kazmi

Lyrics of Mujhko Peena Hai - मुझको पीना है
mujhko peena hai pene do mujhko jeena hai jeene do
mujhko peena hai pene do mujhko jeena hai jeene do
tum ameer ho khushnaseeb ho mao garib hu badanasib hu
pi pi ke zakhm apne seene do mujhko peena hai pene do
mujhko jeena hai jeene do

agar thake ho aap to suno
khushi me aap thoda gum bharo lagao ghunt tum bhi pyar se
meri tarah piyo aur jiyo lagao ghunt tum bhi pyar se
meri tarah piyo aur jiyo tute gum dekh na sake
dil ka tutta kya dekhte tum ameer ho khushnaseeb ho
mao garib hu badanasib hu pi pi ke zakhm apne seene do
mujhko peena hai pene do mujhko jeena hai jeene do

tum piyo to ganga jal hai ye
hum agar piye to hai saharab pani jaisa hai hamara khun
aur tumhara khun hai gulab pani jaisa hai hamara khun
aur tumhara khun hai gulab sab khayal sab fareb hai
apni subha na sham hai tum ameer ho khushnaseeb ho
mao garib hu badanasib hu pi pi ke zakhm apne seene do
mujhko peena hai pene do mujhko jeena hai jeene do

kisiki yaar parwah kyu karu
kisi se yaar mai kyu daru is duniya ne mujhko kya diya
mai iski uski fikar kyu karu is duniya ne mujhko kya diya
mai iski uski fikar kyu karu ye bhala hua mili sharab
warna kise din guzarte tum ameer ho khushnaseeb ho
mao garib hu badanasib hu pi pi ke zakhm apne seene do
mujhko peena hai pene do mujhko jeena hai jeene do

Follow us on:

Listen to Top Hindi Sad Songs from all the decades. Subscribe and press the bell icon to receive the notification whenever your favorite sad song get uploaded on this channel

#dardbharegaane #dukhbharegeet #hindisadsongs #oldhindisongs #sadsongs
#bollywoodsadsongs #mithun #mohammadaziz #mithunchakraborty #sadsong
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Phool aur angaar 1993 good movie❤❤❤❤❤❤

ArvindKumar-tcgj
Автор

this song reminds me of ato, khove, weto n atu

AkitoZhimo-szzb
Автор

Mujhko Pina hai peene do good song❤❤❤❤❤❤❤❤

ArvindKumar-tcgj
Автор

Kya pta ma duniya ki sab sy bari fan hu mithun g ki aj 2024-28 igust ko b sun rhi hu roz sunti hu song mithun and Govinda g Allah pak apko zindagi dy ameen😊

pvsqrhd
Автор

🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤❤ good voice heart touching song

tsglkgaming
Автор

Amitabh, Jitendra, mithun, Govinda ab dubara kvi nhi honge

ManojVerma-ovvq
Автор

He is actually great actor agneepath 2 national awards under rated hero coz no baap

Rajappa
Автор

Yea song tho super he bhai mitun da I love you 😢😢😢😢😢❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤😂😂ll

JugeMajhi-vl
Автор

Gaana aur acting mujhe bahut acha lgta hai

swmkhwr
Автор

Yah gane Mein yah sunaya main Garib hun badnasib hun Koi badnasib Nahin Hota Hai Apna Kismat Mein Khud likh kar Aata Hai Vahi gana sunkar Agar Usi Raste per Chala Gaya to Sanskriti hai na mere ko bahut Kuchh Diya Main kisi ke bare mein Jhooth Nahin bolunga main lavarista mere ko bahut Sare aadami Ghar per Rahane ke liye bola tha main kisi ke ghar per Nahin Raha abhi jo Jiske Ghar per Rah rahe ho Agar Bhagwan ko Pasand karta hai tu Tera Bhagwan Bhagwan ka bhi Upar Se Aakar bachayega Nahin Khud Ko batana Padega Bhagwan thoda Sapne Mein Rasta dikhaega Uske alava Kuchh Nahin Karega Vahi Main Duniya Ko Samjhana chahta hun to koi samajhta hi nahin hai mere ko bolata hai ki Kyunki Bhole Baba ka Bhakt To Kuchh Bhi kar lega main Kuchh Din bad pahle Main Aisa kam Kiya do aadami to Pasand Kiya mere ko mere ko Mere Ko Jisne Rakha na vo ek hi baat ho to aapane Marji ka Malik hai what are you doing I tell me translate you don't know choice main pahle Bada na Insan insan hai To Kya katle ke kya Muslim hai kya Hindu hai Main vah Nahin samajhta hun to Mera Man Ghar Se Nikal Diya to Har Koi Har Koi Baap hai To kisi ke liye kya sochne ka Har Koi Dost Hai Hamara Muslim hai

pjkpyfd
Автор

Phool aur angar vcp vdo ghusikdanga 1994

MdmobarakansariRaja-wdhr