Car Battery Maintenance

preview_player
Показать описание

Car Battery Maintenance

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Mast informative video bhaiya... Mene eon ka battery dala may end me... 6 saal hogaya gaadi ko.. ek baar bhi maintenance nhi kiya tha.. aage se maintenance karunga.. Mera dosto ko bhi boloonga.. thank you bhaiya.. koi nhi bolthe he aap ke jaisa information... Thank you once again..

rokssriram
Автор

Your Honesty is unquestionabl Abhijeet sir.

ASK-vpll
Автор

Mera Hundai Eon ke saath Jo battery Company fitted aaya tha wo 8 Years Chala Meine ek baar bhi paani naahi dala tha Amaron is the Best👍👍

anupamtheboss
Автор

Sab se pahle like mera hai, abhijeet bhau

shakeelahmedkhan
Автор

bhai meri car battery ki reading 12.2 volts aa rahi jab car start nahi hai, December 2019 ki battery hai, kya charge krke theek ho sakti hai?

tanujrawat
Автор

Aapka video bahut achcha laga, Mera question hai ki kar ki battery bhi mobile ki battery ki taraf phool jaati hai kya?

rajeshadhikari
Автор

Vaibhav Jain, indore
liqui moly mos2 aur ceratec dono ko ek sath use kar sakte h kya Alto 800 2017 maim

Nikhil.jain
Автор

Maine ye jo red green water check karne wala filler diya hai usi ko khol ke pani dal diya kuch din pahle mujhe pata nahi tha ki dhakkan khulta hai krke kuch hoga kya sir😥

abhishekgabel
Автор

Good information 👍, mairi battery bhi maintenance free hai but uska cover mai remove nai kar sakta kioun k wo sealed hai to uska water level kaisay top up karain. Thanks

taimurbugti
Автор

Sentro k suspention ko update kar sakte hain kya bhaiya g

gyandeepchauhan
Автор

Battery konse company ki achhi hoti hai comparatively

जागृती-धझ
Автор

Very good and informative video. Thanks

digambarsonawane
Автор

Battery charging mechine ka naam keya hai.? Kaha se Kharid ne ko milega.?

manikantachowdary
Автор

Dry cell bettary mantiance karne ka kuch tarika hain kya..?

sumanmia
Автор

Charging voltage 15 volt say up ho jaye to koi problem to ni hai 15 volt 3 amp 10 hour charging time

gurindersingh
Автор

नमस्कार,
वाटर प्यूरीफायर (एक्वागार्ड) का पानी बैटरी में डाल सकते है क्या?

ptpn
Автор

Jaldi jaldi battery ka pani khatam ho jata hai kya kare

Xyz-gu
Автор

Jab barish ho tub barish ka Pani bottal me bhar lo, vo distill woter ka bap hota he vo dalo

yogeshpatel
Автор

Hello bro meri car mei 90ah ki battery dalti hai kya mai uske 100ah ki battery dal sakta hun ??

Piyushthakur
Автор

Dear meri car ki battery ke + terminal par greese a jati hai Or phir car start nhi hoti hai. Pehle usko remove karna padta hai..
Iska kya reason kaaran hai pl tell me❤.
I have alto 10 car

KanishkRana