Nadeem Sarwar | Haider Maula | 2017 / 1439

preview_player
Показать описание
"KALAM E ISHQ E HAIDER a.s MAULA"

Research/Concept and Composed by Nadeem Sarwar
Recited by Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee
Poetry: Nadeem Sarwar & Jawad Jafri
Special Thanks: Dr Hilal Naqvi, ZAINAB TV

2017 © & ℗ Copyright Information:

• This video is protected under international Digital Millennium copyright act.
• All Rights of Nauhas, artwork, logo, audio & video are reserved by Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee.

Connect with Nadeem Sarwar:

Connect with Ali Shanawar:
Snapchat: alishanawarR

Connect with Ali Jee:
Snapchat: syedalijee
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

ASSALAMUNALEYKUM WB, "KALAM-E-ISHQ-E- ALI as, AUR MATAM-E- ISHQ-E-ALI as",  
Aap Shaad Raho, Aap Aabad Raho Apney Peyaron K Saath Ameen, Duago Safer e Aza, Syed Nadeem Raza Sarwar

SyedNadeemSarwar
Автор

I'm a Hindu brahmin, would like to appreciate the energetic voice of Nadeem Sarwar ji. And when they say the phrase "noorullah waliullah asadullah ainullah ayitullahil uzma janam" I imagine Imam Ali standing with Zulfiqar to protect his people and i get goose bumps

bluedot
Автор

Rooh bn kr jism m utar jata h ye nouha padhne ka andaaz b mashallah

syedrizvi
Автор

The more I listen to your Noha, the more I realize that you are Allah’s blessing on earth❤. Thank you so much

manzooraatef-kwwk
Автор

I am student jab bhi nohy Ko sunta hai jo feel Hota hai next level ❤❤❤

movieworld-kb
Автор

Mere Ali maula jese na koi hai na koi hoga nare haideri ya Ali 🙋🏻‍♂️

mr.sahilali
Автор

main sunni hn lakin sir nadeem ki awaz main aek alag he jado hai jo main 17 years sa in k noha sn raha hn or ishq hogaya hai mujhy in sa or 17 saal sa maine song sunna chor diye hain sirf noha or naat sunta or mujhy hr noha word to word yad bhi hojaty hain. main hr saal wait krta hn sir ap k noha ka bht shiddat sa or jb ap Mola Ali ka qalam party hain to aek ajeeb c kafiyat ajati hai phr jb tk bht dfa sn na ln sakoon nhi milta love u nadeem sir

mujtabaali
Автор

Mashallah, Jitni bar bhi yeh noha sunta hu, dil se dua nikalti hai

SanadQazi
Автор

لوگ تو لفظوں کا حیدر سن کے دشمن ہو گئے!!
وہ علی ع کس کو سناؤں جو میرے سینے میں ہے

tasskeenbaloch
Автор

Mein sunni hn. Bas aik bt kehta hn. Mola Ali a.s sab k mola hain. Naray e Haideri....

ahadsworld
Автор

I am Sikh but I also say yaa Ali, yaa hussain, yaa Abbas

ManpreetSingh-krod
Автор

Mai jitna noha sunta hun shia bhai bhi itna nhi sunte honge

🫂

shadabanwar
Автор

کاش ایک دن ہم مدینہ میں بیٹھ کر قرآن مجید پڑھے آمین 🤲

Sadaqatawan
Автор

Mashallah rooh pak hojati h name e Maula ALI(a.s) sunte h Allah salamat

bmjrfcp
Автор

Proud to be Shia Muslim ❣️ and I m proud to be Azadaari imam Hussain (a.s)

discoverbeautyofbaltistan
Автор

Jo Mola Ali a.s ka Dhusman vo duniya ka sab say bara Haramzada 🖐️

JimmyHopkins
Автор

Iam Wahabi but Nadeem Sarwar Ky nuhy Sunky Mujhy Sukoon Milta Hai♥️

mrgul
Автор

❤❤❤Ho itna haseen kirdaar to khna pdta h....
Dil ishq me ho sharshaar toh khna pdta h....
Haider Haider Ya maula...!!!💜💜💜💜

shujat
Автор

goosebumps, tears, in the mystical aura of this poetry... i'm high in the love of Maula Ali♥️

urfirizvi
Автор

LYRICS

Haider Maula, , Haider Maula
ALI Maula, , Haider Maula, , , , a.s
Haider Maula a.s .
Haidarium Qalandram Mastam,
Banda e Murtaza ALI Hastam,
Peshwa e tamam Rindanam,
Ke Sag e Koo e Sher e Yazdanam!
Mast e Wila E Haideram, , Dam Hama dam Ya ALI, ,
Mast e Wila E Haideram, , Dam Hama dam Ya ALI, ,
Har do jahan zay dil bharam, Du Jahan zay dil bharam, ,
Dam hama dam Ya ALI, ,
Haider Haider Ya Maula,
Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai,
Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai, ,
Noorullah, Waliullah, Asadullah, Aeinullah,
Ayatullahil Uzma Janam, ,
Haider Haider Ya Maula, ,
Haider Maula, , Haq ALI Maula, , Haider Maula
Dooba Jo ALI k jalwon me Ik Ajab nazara Dekha hai,
Hubdaar ALI K bethe hain Har lab pe ALI ka naara hai, (2)
Maqdad Abuzar jhoomte hain Salman qaside parhta hai,
Sab jaam wila k peete hain
Or Saqi e Kausar Maula hai (2)
Ho Aisa Sakhi darbaar to Kehna Parhta hai, , ,
Dil Ishq me Ho Sarshaar to Kehna parhta hai, ,
Haider Haider ya Maula, ,
Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai,
Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai, ,
Noorullah, Waliullah, Asadullah, Aeinullah,
Ayatullahil Uzma Janam, ,
Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya Maula
Haider Maula haq ALI ya Haider Maula, ,
Yeh Saare Nazare Ishq k hain Majlis Matam Sab Ishq e ALI, ,
Yeh Nauha khuwan ye Shaal e Aza, Hathon me Alam sab Ishq e ALI (2)
Zawar ye Shah e Karbobala ye Jaah o Hasham Sab Ishq e ALI .
Hamrah Namaz k Farsh e Aza Mazloom ka gham Sb Ishq e ALI (2)
Ho Laskar e Gham Taiyar To Kehna Parta hai, ,
Dil Ishq me Ho Sarshaar to Kehna parhta hai, ,
Haider Haider ya Maula, ,
Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai,
Dil Ishq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai, ,
Noorullah, Waliullah, Asadullah, Aeinullah,
Ayatullahil Uzma Janam, ,
Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya Maula
Haider Maula haq ALI ya Haider Maula, ,
Mast e Wila E Haideram, , Dam Hama dam Ya ALI, ,
Har do jahan zay dil bharam, Du Jahan zay dil bharam, ,
Dam hama dam Ya ALI, ,
Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya Maula
Haider Maula, , Haider Maula, ,
Na Chher Malangan e Haider, Inhe Inke Haal pe rehne de,
Inhe Dar pe ALI k jeene De, Inhe Maula Maula Krne de (2)
Har Su Hai Maula Jalwagar, , Inka Deedar To karne de, ,
Mahoul hai sara Noorani, , Is noor ko or Nikharne de, ,
Jab Aisi ho Sarkaar To Kehna Parta hai, ,
Dil Ishq me Ho Sarshaar to Kehna parhta hai, ,
Haider Haider ya Maula, ,
Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai,
Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai, ,
Noorullah, Waliullah, Asadullah, Aeinullah,
Ayatullahil Uzma Janam, ,
Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya Maula,
Mast e Wila E Haideram, , Dam Hama dam Ya ALI, ,
Har do jahan zay dil bharam, Du Jahan zay dil bharam, ,
Dam hama dam Ya ALI, ,
Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya Maula
Haider Maula, , Haider Maula, ,
3) Mera Tan Man Dhan, , Mera Zouq e Sukhan
Mera Jan jawani ya Haider, ,
Mere Dil me Sada Jag mag jag mag
Mere Rab ki Nishani Ya Haider (2)
Mere Dam me hai Dam Dam Gonj Rahi
Awaz E Qurani Ya Haider
Han Mere Badan me Bol Rahi Mere Khoon ki Rawani Ya Haider(2)
Ho Itna Haseen Kirdaar To Kehna Parta hai, ,
Dil Ishq me Ho Sarshaar to Kehna parhta hai, ,
Haider Haider ya Maula, ,
Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai,
Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai, ,
Ya Ali Ya Ali Mola Ali Ya Ali Mola Ali Ya
Sardar Mere Aaqa Mere Aey Hadi o Rehbar Ya Maula,
Aey Shams e Wilayat Meher e wafa Aey Saqi e Kausar Ya Maula, ,
Meri Saj dhaj Har Singhar ye Dil Mere Rooh ka Zewar Ya Maula, (2)
Meri Deed Nazara Noor e Nazar Manzar pas e Manzar Ya Maula,
Mera Khuwab o Khyal o wird wazeefa Soch Ka Mehwar Ya Maula .
Hai Wird e Zuban Maula Maula, , Meri Rooh Qalandar Ya Maula
Haider Maula, , Haider Maula .
Roohullah Uznullah, Babullah, Saifullah Ayatullah, Wajhullah,
AHmed ka Baradar, , Haider Maula
Imran Ka Dilbar, , Haider Maula
Zehra Ka Shohar, Haider Maula
Allah Ka Lashkar, Haider Maula
Kaabe ka Naya dar, Haider Maula
Nabiyon ka yawar, Haider Maula
Maula e Qamber, Haider Maula
Salman Ka Rehbar, Haider Maula
Aqa e Abuzar, Haider Maula
Kahe Malik e Ashtar, Haider Maula
Hum Tere Sanagar, Haider Maula
Hum Tere Naukar, Haider Maula
Kahe Saat Samandar, Haider Maula
Kahe Laal Qalandar, Haider Maula
Dam Mast Qalandar, Haider Maula
Dam Mast Qalandar., Haider Maula
Zindagi Di Hai to Jeene ka hunar bhi Dede
Paon Bakhshey hain to Tu Toufeeq Safar bhi Dede
Jis Pe CHalte Rahe Salman o Abuzar Qambar
Mere Maula MUjhe wo Raah GUzar BHi Dede
Haider Maula Haq ALi maula Ali ya HAider Maula
Haider Maula ...

muzammilhabib