Ramzan ke akhri juma ko char rakat nafl padhne se kya zindagi bhar ki namazo ka kaffara bo jayega

preview_player
Показать описание
Mobile sms aur email k zariye aesi baat chalai ja rahi hai aur usko HADEES SHARIF bataya rahe hai wo ye hai k Jis Shakhs Ki Namazein Qaza hui ho aur Taadad na Maloom ho, Toh wo Ramadan ke Akhri Juma'a ke Din 4 Rakat Nafil 1 Salam se Padhe, Har Rakat me Surah Fatiha ke baad 7 baar Ayatal-Kursi, 15 baar Surah Kausar Padhe. Agar 700 Saal Ki Namazein bhi Qaza hui hogi, Toh Iske Kafarey ke liye ye Namaz Kafi Hai. Kya ye SAHI HADEES SHARIF SE SAABIT HAI ?

Рекомендации по теме