how to fill scrutiny form for up board 2024 | up board me copy Recheking kaise karvaye

preview_player
Показать описание
class 12th me 2 subject me fail hone par kya kare | class 10th me fail hone ke baad kya kare
Class 12th compartment
Up board class 12th fail in 2 subject
#upboardresult2024
#compartmentexam
#scrutiny_form_kaise_bhare_2022
#scrutiny_ka_result_kab_tak_aayega

For any personal Query Contact at : +91 7983102146 through WhatsApp Chat only
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

सर हमें कैसे पता चलेगा कांपी रीचेक हुई

ShriBalaji
Автор

Sir scrutiny ki marksheet, normal marksheet se different hoti hai kya? Aur scrutiny ki marksheet kab tak mil jati hai.

simranandanzilvlogs
Автор

Sir je chalan form me signature niche kr diye hai jabki upar karna chahiye tha kya kare phir se bhar de

youtubegrandmaster.
Автор

Par sir money refund hogi ki nhi, agar number badha jayenge tab😊😊

u_gamerz
Автор

Sir ham agriculture wale he 2 subject me fail he to ab kya kre

sudhanshumaurya
Автор

सर कंपार्टमेंट के साथ साथ स्क्रुटनी का फॉर्म भर सकते हैं क्या, सर इसके बारे में बताएं

manojkashyap
Автор

Sir agar kisi baccho ko compartment ka form bharna h toh vo kya kare uspe bhi video bana dijiye

vishu_thakur_
Автор

Sir 12th maths me jyada number Kam hai aur chemistry me 4 number ka ha to chemistry ka rechecking aur maths ka dubara exam ho sakta ha

s.a.gyan
Автор

Sir Fail Wale bhi Bhar sakte hai kya scrutiny ka form 12th

mukulsharma
Автор

Sir form bharenge to jruri hai copy recheck krenge hi aise bhi to no. Badha skte hai

shaluyadav-kjbe
Автор

Hi sir ji main aapki classon se padha hun aur mujhe bahut achcha response Mila hai guruji 🙏🙏🙏🙏🙏

nareshlodhi
Автор

सर जी मैं 12th में हूं और मैं दो विषय में फ़ैल होगया हु Physics में मेरे 20 अंक और math में 13 अंक आए है क्या मैं physics मे scrutiny करवा लू यदि में physics में पास होगा तो compartment भर सकता हु sir please 🥺reply me 😭😭

professorsergiomarquina
Автор

Sar ji please reply meri 12th mein 236 marks aaye hain aur main 3 subject mein 12th mein pass hone ke liye kitne marks ki jarurat hoti hai please 😔😔

Kids-.
Автор

Sir scrutiny ke baad marksheet milega vo original marksheet ki tarah hoga ya nahi

Kundanverma
Автор

Namaste sir Jo student scrutiny ka form bharta hai dobara copy rechecking karvane ke liye to kya use student ko vahan Jana padta hai Jahan uski copy rechecking hogi sir ya nahi please sir bataiye namaste sir 12th me hu main up bord

esubz
Автор

Sir scrutiny form se sirf counting ho jati hai dubara lekin hame pura copy ke question answer cgeck karane hai dibara toh kya kare uske liye bhi scrutiny bharna hoga ya aur kuch

vloggerboyabhishek
Автор

Sir mera math science aur art me number kam aaya😢

Short.meams
Автор

Sar Hamare botany Mein 14 ank aaye hain aur math Mein Ek Number Aaya Hai To Kya Ham compartment agriculture form Bhar sakte hain please Sar reply

OmkarYadav-udlo
Автор

Sir student ko bhi jana padata hai ki nahi scrutiny ke samay

OmPrakash-lhop
Автор

Sir max kitne marks badhte hai agar ummid se km ho

NIKHILYADAV-ctmd