filmov
tv
Ye Dunya (Lyrics) | Karakoram x Talha Anjum x Faris Shafi
Показать описание
🎧 Karakoram x Talha Anjum x Faris Shafi - Ye Dunya (Lyrics)
🔔 Turn on notifications to stay updated with new uploads!
.........
🎤 Lyrics: Coke Studio -Ye Dunya
[Karakoram]
Chehre badalte jaaen ge
Chalti jaaye gi
Chalti jaaye gi
Ye Dunya
Rukti hai kahaan kisi ke bhi liye?
[Talha Anjum]
Chehre badalte rahe
Zindagi waise hi chalti rahi
Dunya badalti hai fitratan
Is mein hamaarii koyi ghalati naheen
Palti rahi dil mein udaasi
Andheron se le ke raushani tak
Khaamiyon se khaamoshiyon tak
Hosh se le ke mad-hoshiyon tak
Afsos naheen kih afsaane likhe
Wuh afsaane mabni afsurdagi par
Khuda tu deta hai be-hisaab
Mere dard mein thoṛi to kami kar
Khilen nah kyoon yahaan ab wuh gulaab
Kyoon rahi bahaar ki kami bas
Qismat hamaare hi haath mein
Us pih ikhtiyaar ki hai kami bas
Wuh log bhi guzar gaye
Wuh ghar bhi jal chuke
Wahaan ab kuchh naheen
Wahaan se ab gard uṭhe
Zakhm to bharen ge dost
Waqt ke marham men shifa hai
Par waqt be-rahm hai dost
Wuh kab kisi ke liye ruka hai
Jhuke nah sar
Phailen nah haath
Hamaari ab bas yahi du‘a hai
Kabhi kabhi aaye soch
Jo hua wuh ṭheek hi hua hai
Sabr se sabaq jo mile hain
Sabr se ab meri sulah hai
Kih koyi naheen agar tera
To meri jaan Khuda hai
[Karakoram]
Chehre badalte jaaen ge
Chalti jaaye gi
Chalti jaaye gi
Ye Dunya
Rukti hai kahaan kisi ke bhi liye?
Kisi ke bhi liye?
[Faris Shafi]
Ek minute rukeen mera wait kar
Okay then Shafi bhaayi ṭake one
Kaha suna mu‘aaf keejiye ga
Shalimar Garḍen mein saaṛhe paanch baje
Mera shooṭ ke liye hair and make-up
Jaldi mere shades la
Lekin pahle check the parameter
Gaanon ke baṛhte decibels
Cheque pih baṛhte decimal
It’s incredible!
Main Ismat Chughtai
Kaise qismat khul aayi
I think about this at night
Jeewen baarishaan de weather da Marshall Mathers
Mera instinct animalistic
Mad magician ya mathematician
I never take second position
I am getting ballistic, cataclysmic
Bilkul asli
Likhoon meticulously
Lafz mere medicinal se
Love kiya main ne qalam se
Sach bola main ne qasam se
Rang dekho kaise badalte dikhaayi dete hain sab ke
Karte qabze
Baaten pakki wa‘de kacche
I’ve had enough of it, but I keep on going
Got no option, but to keep flowing
Keep the toxic outta’ my zone
Rakkhen tashreef apni off of my throne
But before I got to go, let me tell you this
One thing I need you to know
If you ever need a friend, you can call my phone
'Cuz you are not alone
You are not alone
You are not alone
[Karakoram]
Shahron mein ghoomoon
Main ḍhoonḍoon kya?
Shahron mein ghoomoon
Be-wajha
Sab kuchh main kah doon...
Dil mein hai kya?
Sab kuchh mein kah doon...
Be-wajha
Sab kuchh mein kah doon...
Chehre badalte rahe
Ham isi shahr mein chalte rahe
Sab kuchh mein kah doon...
Ghar tha weeraan mera
Aur ham akele hi jalte rahe
[Talha Anjum]
Dhale shaam aur din chaṛhe
Chalo raushani ke simt chalen
Apni zaat pah yaqeen mera
Azaa’im hi mujhe azeem karein
Hakeem hai qalam 'aleel ke liye
Kehne ko tere rafeeq to hain
Par pir bhi peeth peechhe kyoon ye hareef bane
Ajeeb ye...
[Outro]
Chehre badalte jaaen ge
Chalti jaaye gi
Chalti jaaye gi
Ye dunya
Rukti hai kahaan kisi ke bhi liye
Kisi ke bhi liye
Kih koyi naheen agar tera
To meri jaan Khuda hai
Cuz you are not alone
Kih koyi naheen agar tera
To meri jaan Khuda hai
Dunya
You are not alone
Kih koyi naheen agar tera
To meri jaan Khuda hai
.........
🎯 - COPYRIGHT DISCLAIMERS- 🎯
Copyright Disclaimer under section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, education and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing.
#YeDunya #Karakoram #TalhaAnjum #FarisShafi #Lyrics
🔔 Turn on notifications to stay updated with new uploads!
.........
🎤 Lyrics: Coke Studio -Ye Dunya
[Karakoram]
Chehre badalte jaaen ge
Chalti jaaye gi
Chalti jaaye gi
Ye Dunya
Rukti hai kahaan kisi ke bhi liye?
[Talha Anjum]
Chehre badalte rahe
Zindagi waise hi chalti rahi
Dunya badalti hai fitratan
Is mein hamaarii koyi ghalati naheen
Palti rahi dil mein udaasi
Andheron se le ke raushani tak
Khaamiyon se khaamoshiyon tak
Hosh se le ke mad-hoshiyon tak
Afsos naheen kih afsaane likhe
Wuh afsaane mabni afsurdagi par
Khuda tu deta hai be-hisaab
Mere dard mein thoṛi to kami kar
Khilen nah kyoon yahaan ab wuh gulaab
Kyoon rahi bahaar ki kami bas
Qismat hamaare hi haath mein
Us pih ikhtiyaar ki hai kami bas
Wuh log bhi guzar gaye
Wuh ghar bhi jal chuke
Wahaan ab kuchh naheen
Wahaan se ab gard uṭhe
Zakhm to bharen ge dost
Waqt ke marham men shifa hai
Par waqt be-rahm hai dost
Wuh kab kisi ke liye ruka hai
Jhuke nah sar
Phailen nah haath
Hamaari ab bas yahi du‘a hai
Kabhi kabhi aaye soch
Jo hua wuh ṭheek hi hua hai
Sabr se sabaq jo mile hain
Sabr se ab meri sulah hai
Kih koyi naheen agar tera
To meri jaan Khuda hai
[Karakoram]
Chehre badalte jaaen ge
Chalti jaaye gi
Chalti jaaye gi
Ye Dunya
Rukti hai kahaan kisi ke bhi liye?
Kisi ke bhi liye?
[Faris Shafi]
Ek minute rukeen mera wait kar
Okay then Shafi bhaayi ṭake one
Kaha suna mu‘aaf keejiye ga
Shalimar Garḍen mein saaṛhe paanch baje
Mera shooṭ ke liye hair and make-up
Jaldi mere shades la
Lekin pahle check the parameter
Gaanon ke baṛhte decibels
Cheque pih baṛhte decimal
It’s incredible!
Main Ismat Chughtai
Kaise qismat khul aayi
I think about this at night
Jeewen baarishaan de weather da Marshall Mathers
Mera instinct animalistic
Mad magician ya mathematician
I never take second position
I am getting ballistic, cataclysmic
Bilkul asli
Likhoon meticulously
Lafz mere medicinal se
Love kiya main ne qalam se
Sach bola main ne qasam se
Rang dekho kaise badalte dikhaayi dete hain sab ke
Karte qabze
Baaten pakki wa‘de kacche
I’ve had enough of it, but I keep on going
Got no option, but to keep flowing
Keep the toxic outta’ my zone
Rakkhen tashreef apni off of my throne
But before I got to go, let me tell you this
One thing I need you to know
If you ever need a friend, you can call my phone
'Cuz you are not alone
You are not alone
You are not alone
[Karakoram]
Shahron mein ghoomoon
Main ḍhoonḍoon kya?
Shahron mein ghoomoon
Be-wajha
Sab kuchh main kah doon...
Dil mein hai kya?
Sab kuchh mein kah doon...
Be-wajha
Sab kuchh mein kah doon...
Chehre badalte rahe
Ham isi shahr mein chalte rahe
Sab kuchh mein kah doon...
Ghar tha weeraan mera
Aur ham akele hi jalte rahe
[Talha Anjum]
Dhale shaam aur din chaṛhe
Chalo raushani ke simt chalen
Apni zaat pah yaqeen mera
Azaa’im hi mujhe azeem karein
Hakeem hai qalam 'aleel ke liye
Kehne ko tere rafeeq to hain
Par pir bhi peeth peechhe kyoon ye hareef bane
Ajeeb ye...
[Outro]
Chehre badalte jaaen ge
Chalti jaaye gi
Chalti jaaye gi
Ye dunya
Rukti hai kahaan kisi ke bhi liye
Kisi ke bhi liye
Kih koyi naheen agar tera
To meri jaan Khuda hai
Cuz you are not alone
Kih koyi naheen agar tera
To meri jaan Khuda hai
Dunya
You are not alone
Kih koyi naheen agar tera
To meri jaan Khuda hai
.........
🎯 - COPYRIGHT DISCLAIMERS- 🎯
Copyright Disclaimer under section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, education and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing.
#YeDunya #Karakoram #TalhaAnjum #FarisShafi #Lyrics
Комментарии