Dane Dane Pe Likha Hai - Baarish (1957) - CHITALKAR

preview_player
Показать описание
SINGER : C RAMCHANDRA AS CHITALKAR
LYRICS : RAJINDER KRISHAN
MUSIC : C RAMCHANDRA
MOVIE : BAARISH (1957)
Lyrics:
Daane daane pe likha hai khaane waale kaa naam
lene waale karod dene waala ek raam
daane daane pe likha hai khaane waale kaa naam
lene waale karod dene waala ek raam

Koyi kitna amir ho yaa kitna garib
paaye utna hi jitna hai uska nasib
koyi kitna amir ho yaa kitna garib
paaye utna hi jitna hai uska nasib
aage maalik ke chalta nahi koyi daam
lene waale karod dene waala ek raam
daane daane pe likha hai khaane waale kaa naam
lene waale karod dene waala ek raam

Teri qismat ki likhi huyi hai kitaab
tere ek ek din kaa hai usme hisaab
teri qismat ki likhi huyi hai kitaab
tere ek ek din kaa hai usme hisaab
tere bas me naa subah hai naa teri shaam
lene waale karod dene waala ek raam
daane daane pe likha hai khaane waale kaa naam
lene waale karod dene waala ek raam

Kabhi garmi ki mauj kabhi baarish kaa rang
aise chakkar ko dekh saari duniyaa hai dang
kabhi garmi ki mauj kabhi baarish kaa rang
aise chakkar ko dekh saari duniyaa hai dang
chaand suraj zamin sab uske gulaam
lene waale karod dene waala ek raam
daane daane pe likha hai khaane waale kaa naam
lene waale karod dene waala ek raam
lene waale karod dene waala ek raam
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

I am probably listening to this song after seven decades and seeing the visuals for the very first time. What a treat! There's traditional Indian acceptance of divine will written all over it, regardless of whether one comes from Hindu, Muslim or any other religion. Excellent post, Suhanee.

vcmago
Автор

Lyrics by Rejinder Krishan are devotional, but C Ramchandra chose bouncy and playful composition. Result is a song quite fitting for Dev Anand. Very enjoyable indeed. Thanks for the memories Suhanee.
Best regards, CB

shyamal
Автор

अरे, ये तो बिलकुल हमारे बचपन का गीत है - दाने दाने पे लिखा है खाने वाले का नाम …लेकिन ठीक से समझ ना पाने की वजह से गाते थे - खाने वाले हज़ार, देनेवाला एक राम । ख़ैर वो बचपने की बातें हैं लेकिन ये बिलकुल सच है कि - दाने दाने पे लिखा है खानेवाले का नाम ।
बहुत ही प्यारा गीत सुनाया जिस को सुनकर बचपन में चले गए । हृदय से धन्यवाद सुहानी जी ।

saras.j
Автор

❤ दिल की तसल्ली के लिए सुन्दर समझाइश दी है इस गीत मे. बेहद मनभावन स्वर और संगीत. I like it.

sureshvarma