Don't go KOTA for JEE/NEET Preparation ||

preview_player
Показать описание
Kota coaching
Kota jee preparation
Kota neet preparation
Kota jee
Kota coaching for jee

#kota
#jee
#iit
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Bilkul sahi bole bhaiyya 🥺 Mai gya tha kota waha kuch khas nhi hai sach btau to thakavat, anxiety aur loneliness feel hota hai is best ...❤️

gauravshriwas
Автор

Ji mere bete ne physics wala se online coaching lekar do saal Tak Ghar se padae ki or 2023 me 99, 66 percentile li h

sanjaybansal
Автор

I also But have discipline with consistency

suman
Автор

Ha yar pta ni Ye NTA hi kharab h PW k batches m lakho log padhte h😅...!
"Truth but not everyone's cup of cake"
No doubt Online is best resourceful but the level of understanding need proper Guidance and interaction with teacher, baki discipline k bina waise bhi kahi bhi kuch ni hota

atharv
Автор

Jee mains and neet ki taiyari toh YouTube se ho sakti hai but Advance ki nahi

reeshiarya
Автор

Mahool, comfort zone se bahar nikalna

Not_dream
Автор

Par online padhai me discipline aur consistency maintain nahi ho paa rahi hai or offline coaching me mujhe kuch samajh nahi aata ek mahine baad 2nd attempt hai, I am so much confused bhaiya kya karu😓🥺

marcogaming
Автор

Plz
Bhai same content cuet se related bhi Lao

legendias
Автор

Mera 11 th barbad hogaya now mai YouTube se manzil batch ka video dekhtahu

hemanthgowda.s
Автор

Bhaiya apki baat such ha Ghar per consistency nahi ban pati

KV_art
Автор

Bhaiya agar apne Jin youtube videos ki baat ki hai unn videos ki playlist mil jaye to thank plz add link of the playlist in comment section 🙏🙏🙏🙏

allbookshorts
Автор

Coachings me jaakar padhne se ek competition ka maahol milta hai, jo online nahi ho sakta aur bacche online videos ko movies ki tarah dekh k khud se jyada solve nahi karengey to JEE kabhi clear nahi hoga
Bina paid subscriptions me kahi b pura syllabus available nahi hota, sirf one shots aur kuch question solve kiye miltey hai jo itne kaam nahi aatey, offline coaching centres me jaakar ek alag hi environment hota hai jo online kabhi provide nahi kar sakta, online corona k samay aur koi rasta nahi tha lekin ab aisa nahi hai, ab online ka bahaana kyu karna ? Mai khud kota k franchisee me 11 12 me maths aur JEE ka karwata hu

yuvrajsharma
Автор

If the source is same, Offline is always better than online the fact that spending 10 hrs on screen can have a severe affect on health

PfSype
Автор

Nhi hon pata hai bhaiya, barbad ho gya Mai Ghar pe reh ke, discipline hi maintain nhi ho pata, agar offline coaching join krunga to kmse km bagal Wale topper ko dekh kr to jalunga

rajdeepkumar
Автор

Nhi jo bhi ho, ,, ghar pr discipline nhi maintain ho payega aur Kota allen no. 1 hai all time ka best coaching ye bolna hai ki kota mahanga h but best hai

Birendrakumarrai
Автор

Bhaiya aap jiska bat kar rahe hai. If YouTube content ko muhaiya karva dete to hamsab aspirant ka help ho jata i. e. That type of youtube playlist.. Please help Bhaiya.

ashishkumarstrugglingboy
Автор

Bhaiya kuch channels pr video bana do jo students follow kr sake yt pr for jee and neet pls 🙏🏽🙏🏽

Rgf
Автор

Me kota me 12th me aaya hu or mere batch me 80% ese bacche hai jinhone 11th me PW ka subscription lene ke baad bhi 11th waste ki hai he sab bas bolne ke liye hota hai sirf 1% log hi self dedication se kar paate hai lekin Kota is Kota Nothing can compete with Kota

YouandMeAreAwesome
Автор

Bhai un YouTube teachers ke name hi bataa do.ki kon kon YouTube pe badhiya padhata hai.

Lucky-Singh-Rajawat
Автор

Kota ki haki naka waha sirf bhaiya bacho ko luta jata hai ab to clearly har year bacho ke selection aise hi means online study se bhi ho rahe kya hi awaatakta hai is Kota ki 😡

Billionaireattitudediry