Moto e40 call screen off problem । moto me call karne ke time screen/display band/off ho raha

preview_player
Показать описание
is video me bataya gaya hai friends ki moto e40 me call karne ke time screen display off hone ke problem ko kaise thik Kiya jata hai

Follow me on

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

This is not a solution. You just bypass the sensor and due to which your phone screen is always on during the call and it consumes more battery also many functions of the phone will not work properly as you bypass the sensor.

vinod
Автор

Lekin bhai sensers ko of karne ke bad mobile ka camera open nahi ho payega

its_meena_naveen
Автор

Thank you bhi bahut pareshan tha iske waje se 🙏🙏🙏

Sharmaji_
Автор

Moto edge 40 mein bluetooth connect karne se proximity sensor kyon Kam nahin Karta hai iska kuch suggestion de sakte hain app?

pijuspaul
Автор

video Pasand Nahin Aaya, yah sthai solution nahi hai.
yah sensor on karne ke bad WhatsApp call Nahin Hota Hai, call recording Nahin Hota Hai 😂
camera kam karna band kar deta hai 😮

Tripurablogs
Автор

Bhai sahab puri jankari diya karo sensor off Marne me baad na camera on nahi hoga

rsrnews
Автор

Sir call karne samay network band ho jata Moto e40 solutions batao sir

gajendramarndi
Автор

Thanks Bhai apne bht help Kiya h mene bht vedios dekhi pr aapki hi trick kam ki

ABHINAV.
Автор

Thank you so much madat karne ke liye 🙏😊

ShankarParra-sjwr
Автор

1 mhine se preshan the aaj jake thik hua, thanks bhai..

VickyYadav-jv
Автор

Isko karne ke bad camera mic sab kam karna band ho jata hai

AbuNasar-rkev
Автор

Yaar kiti divasa पासून प्रॉब्लेम काढत होतो tanks for video bro

faijalshaikh
Автор

Sir sensors on to jata par cemara Kam karana band ho jata hai

vinitji
Автор

Bro iea trick se call karne par screw off problem to solve hua lekin others sensor ka option off ho Raha hai Kam Nehi karta hai.sath me camera Tak kaam Nehi karta hai .lol laagaya

DebashisMondal-ziqg
Автор

Notification phone ke niche Jo aata hee wo bahut time Tak rah ta hee kese use sudhare

motilalsahoo
Автор

problem ke wajah se sarvice center Gaya tha lekin wo log bata Raha tha ke screen damage hai...lekin mere screen Naa to tuta hua tha na hi scratch tha....beker sarvice hai moto ka

kamalmondal
Автор

Bhai Lenin camera open nahi ho raha hai

buddhimanrawat
Автор

Thanks you so much brother for your help 😢🎉❤😂

upokarkaipeng
Автор

Lekin sir g itna sab kuchh karne ke bad jab screen par jo sensors ko on karte hain to fir WhatsApp par bat karte samay aavaj nahi aata hain aisa kyu sir g problem solving please

amusingshows