Electricity Bill Minus Me Aata hai.

preview_player
Показать описание


---------

---------
Regards
SolarBook
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Hamare yaha band meter me bhi 250 ka bill aata hai 😊

a.p.creations
Автор

I need it but intersted in office grid.

Please suggest brand name and model need 5 to 7 kw

awadhkishor
Автор

Light Jane ka baad yeh on grid solar system bakar ho jata ha, pls, eske liye kya alternative hai ji, pls batane ki kripa kare❤❤

chetanya
Автор

Bhai agr new solar technology pnal h Jo kye video me dikay h apke bhai dose video me ke new solar panel technology come cheaper and best for standard solar panel please reply my massage thank you ❤

chetanchetan-dnpr
Автор

5kw solar k liye Kitna Jaga lagega ?
Sqft feet me bata dege to jayada help hogi

gsworld
Автор

5kv(5000 watt) on grid solar 3 ac keise run kare ga how. 3 ac Approx watt is 15 kv (15000 watt) plz explain.

biddyutsaha
Автор

3 AC mein bil 5000
Mere pass 1 hi to bil 3000 aata hi

aryangupta
Автор

Sir itane saare equipment use karane ke baad 5000 bill ?? Possible hai kya ?? Just a curosity

mukeshvaidik
Автор

But why subsidy is just 58k upto 3kw subsidy rate is 78k

sagginypd
Автор

Subsidy offgrid mein milti hai ya ongrid mein?

aayushgrang
Автор

On Grid lagwana chahiye ya off grid for AC only

AllINRAJAT
Автор

Solartrade company ki dealership ke liye ke liye kya Karna hoga

sachin
Автор

Olee girne per panel sahi rahe ga ya khrab ho jayega

TanyaAgrawal
Автор

Me bhi jaipur se hi hu bro...and job search kr rha hu

OnlyOneEarth
Автор

Installation k Kitne months baad bill minus me aaya? Please reply

iamsuhailkhan
Автор

Free me kaha bhai??? 😆
Usne apne jeb se paisa diya hai plant ka..

Fekna hai to sahi se feko 😂

pratipalsinh
Автор

Subsidy mein kuch gadbad hai. Should have been 78000

rohitshivnarayangoyal
Автор

Ye solar lagane ke Baad vi bill aayega ?

stocklearner
Автор

Hamare yaha to kafi bandar hai kharab kr denge ye sab 😅

TanyaAgrawal
Автор

But in Pakistan 🇵🇰 this system cost around 6to 7lakh 😮

aatelefilms