Aadhar document update kaise kare | Aadhar card documents upload | aadhar update online | Full Guide

preview_player
Показать описание
Old aadhar card me documents upload karne hai jisse aadhar data accurate aur up to date rahe. UIDAI ki taraf se aadhar card document update facility abhi 14 march 2024 tak free hai. Aadhar document kaise update kare, is video me dekhiye.

Aadhaar card Indian me ek most important document hai, aadhar card ko ID Proof aur address proof ke liye kahi bhi use kar sakte hai. aadhar number aur aadhar otp se online bank account, demat account aur trading account bhi open kar sakte hai.

Aadhaar card ka data accurate aur up to date rahe iske liye UIDAI ki new update aayi hai jiske according aadhar card me id aur address proof document upload karne honge.

Aadhar card me document abhi free me upload kar sakte hai jiski last date hai 31 march 2024. iske baad aadhar card me documents upload karne ke liye fees deni padegi.

Aadhar document update kaise kare | Aadhar card documents upload | aadhar update online | Full Guide

Disclaimer- Some contents are used for educational purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. All credit for copyright materiel used in video goes to respected owner.

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Acchi jankari dete hai ishaan bhai sab proof kudh hi bana liya ishaan bhai ki video se Thank You Ishaan bhai

akbarayyub
Автор

Badiya jankari Dene ka Sundar tarika hai aap ka.

kuldeepnegi
Автор

ईशान सर को 9 अवार्ड मिला चुका है 1 अवार्ड का और इंतजार है। तो 10 हो जायेगा ❤

Mr_Wasim
Автор

Thanks sir for being updated time to time.
Sir kya sbke liye mandatory hai update krna ya jiske login ke baad requirement hoga upr dikhae dega
Please clear this doubt.

Mna
Автор

Sir me to documents upload kr di par completed par red color ho gya ab kya krna padega please reply me

Target-UPSC-IPS
Автор

Pranam Prabhuji - Agar RMN available nahi hai aur usse update karna hai to uska process kya hai, kripya karke sahayata kijiye

dhanyavadsai
Автор

Ishan Bhai baccho ke liye konse documents upload karna hoga please boliye

sabirmohammad
Автор

कभी आप उत्तराखंड सरकार के डोमिसाइल या other documents banane ka tarika के वीडियो भी बनाइए

kuldeepnegi
Автор

सर UP के शहरों मे जो electric buses चल रही हैं (पीली वाली), उसमें जो one nation one card बनता है उसके बारे मे बताइये

deepakkesarwani
Автор

Sir, Acknowledgement receipt mili hi hai, to aadhar card update hone ke bad by post milta hai kya?

kishorchambhare
Автор

Ishan Bhai, ese bhi btao ki update krne ke bad khar pr bhi aayega kya aadhar card free me.

RAHULSAINI-pojs
Автор

Ishaan sir has received 9 awards and 1 more award is awaited. so it will be 10

Mr_Wasim
Автор

Sir mera ek question hai ki ladki shadi ho gayi our bad me divorce ho jye to apne papa ka ghar ka aadhar card firse bana sakte hai.. please sir video post kare..

heturoy
Автор

Document upload ke bad... Document approve huye ki nahi kaise check karna hai wo bhi batana jaruri hai sir...

shrikantchavan
Автор

Dono option same document Ration card de sakta hu kya? Please reply 🙏🙏

mdrahaman
Автор

Chhote bachho ka aadhar update kaise kare jinka sirf janm pramanpatra hai aur ye upload ka koi option nahi hai ye jaankari apko hoga to mujhe batane ki kripa kare

gopiramsahu
Автор

Digilocker se pan card download karke upload kar Sakta hoon kya?😢😢😢😢😢

Voiceofmuslim
Автор

Sir chhote bachcho ka 2 documents konse lgaye

SachinVerma-wkgk
Автор

Sir maine bahut din pahle kiya tha kya fir se karna hoga
Aur jiska ho gaya hoga vo kaise chek kare
Es par ek video banayiye

mrudayraj
Автор

Bhai maine 3 din pahle aadhar me documents update kiya hu aur status check kiya to complete bta rha hai .... Pr login krne pr documents update kare ka option dikha raha hai?

Jk_royals