Koi Jane Koi Na Jane 4K Video Song | Aur Pyaar Ho Gaya | Bobby Deol, Aishwarya Rai |Nusrat Fateh Ali

preview_player
Показать описание
Movie : Aur Pyaar Ho Gaya (1997)
Song : Koi Jane Koi Na Jane (कोई जाने कोई ना जाने)
Star Cast : Bobby Deol, Aishwarya Rai Bachchan, Nusrat Fateh Ali Khan, Anupam Kher, Shammi Kapoor, Beena Banerjee, Priya Tendulkar, Avtar Gill, Aasif Sheikh, Shammi, Sunny Deol, Dimple Inamdar, Preeti Chawla, Shammi Thilakan
Singer's : Anuradha Paudwal, Nusrat Fateh Ali Khan, and Udit Narayan
Directed : Rahul Rawail
Music Director : Nusrat Fateh Ali Khan
Edited : Mukund Chowdhary
Story : Rumi Jaffery
Release date : 15 August 1997
Post : BollyHD 1080p Music.

Follow us Enjoy & stay connected with Join Us On :

lyrics Song :

Koi jaane koi na jaane ye
Parwaane hote hain deewane
Koi jaane koi na jaane ye
Parwaane hote hain deewane
Dekho ye do parwaane hain
Dono hi deewane
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa ghumaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah

Dekho ye do parwaane hain
Dono hi deewane
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa ghumaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah

Duniya ko humne bhulaaya
Jo tumko hai paaya
Pyaar ka naazuk dhaaga
Humein kahan le aaya
Pyaar ka naazuk dhaaga
Humein kahan le aaya
Lekin suno to duniya mein
Ye kya afsaane hain
Kehte hain duniya waale ki
Hum deewane hain
Kehte hain duniya waale ki
Hum deewane hain

Dil ki baatein ye dil hi jaane
Kab samjhi hain ye baatein duniya ne
To phir mashoor hai jo
Humko manzoor hai vo
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa ikraar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah

Aa…

Dekho to ye lagta hai ki aasaan hai manzil
Socho to dil kehta hai ki aayegi mushkil
Socho to dil kehta hai ki aayegi mushkil
Ho dekhne sochna kaisa jo dil hi de daala
Jogi ne to hai pehen li prem ki ye maala
Jogi ne to hai pehen li prem ki ye maala

Dil ki baatein ye dil hi jaane
Kab samjhi hain ye baatein duniya ne
To phir mashoor hai jo
Humko manzoor hai vo
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa dildaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Kaisa khumaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah

Sun le zameen sun le aasmaan
Dono ki pyaar ki ye daastaan
Dono mein hain kaisi deewangi
Dono diwaane chale hain kahaan
Sun le zameen sun le aasmaan
Dono ki pyaar ki ye daastaan
Man mein umang leke
Tan mein tarang leke
Chhod chale dono duniya ki galiyaan
Inko junoon hai inki sukoon hai
Jab se mili hai aankhein
Hosh hain dono hi ke gham
Kaisa karaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Kaisa ikraar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Kaisa ikraar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah
Kaisa ghumaar hai allah allah
Kaisa ye pyaar hai allah allah.

Stay updated with the latest videos from @SadiqAhmed007 Subscribe on the below link.

Related Tags - Koi Jane Koi Na Jane | कोई जाने कोई ना जाने, Koi Jane Koi Na Jane | कोई जाने कोई ना जाने Song, Koi Jane Koi Na Jane | कोई जाने कोई ना जाने MP3 Song, Koi Jane Koi Na Jane | कोई जाने कोई ना जाने MP3, Download Koi Jane Koi Na Jane | कोई जाने कोई ना जाने Song, Nusrat Fateh Ali Khan Koi Jane Koi Na Jane | कोई जाने कोई ना जाने Song, The Best of Udit Narayan Koi Jane Koi Na Jane | कोई जाने कोई ना जाने Song, Koi Jane Koi Na Jane | कोई जाने कोई ना जाने Song By Nusrat Fateh Ali Khan, Koi Jane Koi Na Jane | कोई जाने कोई ना जाने Song Download, Download Koi Jane Koi Na Jane | कोई जाने कोई ना जाने MP3 Song, Rare & Classics - Nusrat Fateh Ali Khan, Rare & Classics - Nusrat Fateh Ali Khan Songs, Rare & Classics - Nusrat Fateh Ali Khan Songs Download, Download Rare & Classics - Nusrat Fateh Ali Khan Songs, Listen Rare & Classics - Nusrat Fateh Ali Khan Songs, Rare & Classics - Nusrat Fateh Ali Khan MP3 Songs, Nusrat Fateh Ali Khan Songs, then you must check out 50 greatest hits Nusrat Fateh Ali Khan album. This album is released by Nupur Audio in December 2022. As the name suggests, 50 greatest hits Nusrat Fateh Ali Khan album comprises 50 melodious songs sung by none other than Nusrat Fateh Ali Khan himself. Some of the most popular Nusrat Fateh Ali Khan Songs from 50 greatest hits Nusrat Fateh Ali Khan album are Tumhen Dillagi Bhool Jaani Padegi, Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Thanks YOU all of You. Keep supporting, Share With your friend's

RamjanKhanVEVO
Автор

Nusrat saheb died the very next day this movie was released. Brings tears to my eyes to listening to his music. I wish he lived a few years more.

MehulPandit
Автор

Nusrat fateh ali khan shahab Rocks🔥💯🤘❤️ 4:22

anshukumar
Автор

here only for the legend ustad Nusrat fateh ali khan❤❤❤❤

malakandvlogs
Автор

Always feel blessed and my eyes are filled with joy whenever I see the legend Ustad Nusrat fateh ali khan... absolute treat!

jeetsaha
Автор

Bobby deol and aishwarya rai has been luckiest... to have him shoot.. He is much bigger than them

jagpreetsingh
Автор

Anuradha Paudwal & Udit Narayan both sung so beautifully with Legendary Nusrat Fateh Ali Khan sir 😍😍😍💖😌😌

rk_dhillon
Автор

4:50 - Acting level of Aishwarya Rai and Bobby Doel

SyedMuhammadAbbas-do
Автор

1:52 That slow belly movement by Aish is so graceful ❤

Rishi-tonb
Автор

3 legend in 1song ...shammi ji aur sur k badshah Nusrat sahab aur viswa sundri Aishwarya ji

kabbermazz
Автор

Wow!! Such energy. Only ustaad is capable of delivering such masterpiece. Aishwarya dance moves made this song even more enjoyable. Salute to the whole team❤❤

jariz
Автор

Kyaa Awaaaz Hai Nusrat Sahab Ki ❤️💐🤗.... Completely speechless.

AshishKumar-vffo
Автор

It is very difficult to control tears 😭 at the time of Nusrat Fateh Ali's raag
His raag is full with pain

maqeel
Автор

Sab singer ek taraf aur Nusrat g ek taraf ❤️

tajuddints
Автор

Love this song so much. In fact, all the songs of this movie are beautiful. And Nusrat sahab gave the composition of this movie. What a great composer indeed ❤️

butterflygirl
Автор

no..one can match the range of legendary....NUSRAT sahab

kamla
Автор

Nusrat Fateh Ali from Pakistan
Anuradha Paudwal from India
Udit Nayaran from Nepal
Bobby Deol from Punjab North India
Ashwariya Rai from Karnataka South India
Gems are gathered in this song

SaadAliArts
Автор

nusarat fateali sabka ustad hamesha yaad rahega beshak, old is gold 🥇

imranmolla
Автор

Nusrat Fateh Ali All-time legend. What a great voice, Whenever I listen to this song especially, I feel

anasdhillon
Автор

oy hoy kya sargam ha ustad ji ki kya bt ha yr 😍😍😍

talhaakram