filmov
tv
4 BEST WAY TO STUDY FOR EXAMS |FASTEST WAYS TO LEARN THINGS | STUDY MOTIVATION | BEST WAYS TO STUDY

Показать описание
Dosto Is video me ham 4 study techniques dekhenge jis se ham kam time me zaada syllabus cover kar sakte hai...
Anyone can do it? The question is what makes you do it?
Isme hamne deepak goyal ki story dekhi ki 8th class tak unhe sab loser maante the lekin jis waqt unhe pata chal gaya ki log unhe respect karte hai agar unke ache marks aayenge. To unhone study karna start kar diya aur IIT me selection bhi hui saath me aaj itni badi company ke founder bhi hai. To iska matlab hai ki capability to sab me hai bas hame ye find karna padega ki ham khud ko kya reward de sakte hai taaki ham khud se kaam karva sake.
Second point tha Don’t drain your energy:- isme hamne american scater aur 2022 olympic winner Nathan Chen ki story dekhi ki olympics ke time me vo apna mobile ghar hi chor ke aaye the. Vo jaante the is se unki energy drain hogi. Aur aap kisi ko bhi apne aas paas bhi notice kar lena jo life me kuch bada achieve kar rahe hai ya to vo bilkul bhi social media me nhi honge yaa bhaut hi selective time ke liye use karte honge. Dekho yaar jab bhi notifications aayengi to hamari energy drain hogi hi hogi..chahe phir notifications ko drain karne me hi kyu na ho isiliye jab ham preperation kar rahe hai us waqt to ise band hi karna padega.
Next point tha To learn you have to teach.:- Isme hamne dekha tha..ki Mohnish Pabrai jaise master investors is principle par itna vishwaas karte hai ki sirf is principle ko follow karne ke liye unhone apna youtube channel bhi khol diya. Kyunki vo jaante hai kisi ko 10% knowledge dene ke liye bhi unhe 100% preperation karni padegi ye bhi ek acha hack hai khud se mehnat karvaane ka.
Focus is for 5 minutes and not for hours:- isme hamne policy bazaar Yashish Dhaiya ki story dekhi thi ki kaise pehle unka bhi focus nhi banta tha aur isiliye classs me bhi unhe teachers chalk faink ke daant te the.. But unhone khud se kaam karvaane ke liye ek trick ka sahara liya aur vo ye thi ki mein agle 5 minute ke liye khoob mehnat karunga focused way se study karunga.. Aur aise hi 5 -5 minute kar ke vo roz ke 6-7 gate nikaal lete the. Aur isi strategy se unhone iit aur iim jaise mushkil exams bhi clear ka liye.
Next point tha Does pomodoro technique works.
To iska answer hamne dekha tha ki yes bhi hai aur no bhi. Yes isiliye hai ki apni performance badhaane ke liye hame break lena hi padega. Agar pure thak ke break lenge to zaada output nhi de paayenge. Lekin kya exactly 25 minute ya 50 minute ke baad break lena hai? To ye koi maths ka formula nhi hai.. Ise ham khud ke mind aur body ko dekh ke samajh sakte hai. Aur uske according break le sakte hai.
I hope ye video aapko valuable laga hoga
JAI HIND..
I hope these hope these 3 resources will help you.
DOWNLOAD GIGL APP FOR FREE BOOK SUMMARIES:-
DOWNLOAD GIGL APP FOR FREE BOOK SUMMARIES (IoS apple):-
GIGL BUSINESS CHANNEL

Комментарии