sari duniya ka bojh hum uthate hai - Coolie 1983 | Coolie | Amitabh Bachchan | Shabbir Kumar

preview_player
Показать описание
sari duniya ka bojh hum uthate hai - Coolie 1983 | Coolie | Amitabh Bachchan | Shabbir Kumar

Sari Duniya Ka Bojh 4K Video song from the movie Coolie sung by Shabbir Kumar featuring Amitabh Bachchan.

Song: Sari Duniya Ka Bojh Hum Uthate Hai
Movie/Album: Coolie (1983)
Singers: Shabbir Kumar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Starring: Amitabh Bachchan, Waheeda Rehman, Rishi Kapoor, Rati Agnihotri, Kader Khan, Suresh Oberoi
Music Label: Universal

Hum Yahin Pe Khade Reh Jaate Hain_Coolie_Amitabh Bachchan_Shabbir Kumar @iamsaraaj

Sari Duniya Ka Bojh Hum Uthate Hai song lyrics:

Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Uthate hain bojh uthate hain

Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Log aate hain log jaate hain
Hum yahin pe khade reh jaate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain

Char ka kaam hai ek ka daam hai
Char ka kaam hai ek ka daam hai
Khoon mat peejiye aur kuchh deejiye

Ek rupaiya hai kam
Hum khuda ki kasam
Badi mehnat se roti kamate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Thoda paani piya yaad rab ko kiya
Bhookh bhi mit gayi pyaas bhi bujh gayi
Thoda paani piya yaad rab ko kiya
Bhookh bhi mit gayi pyaas bhi bujh gayi

Kaam har haal mein naam do saal mein
Eid ki ek chhutti manate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain

Jeena mushkil to hai
Apna bhi dil to hai
Dil mein armaan hain
Hum bhi insaan hain

Jeena mushkil to hai
Apna bhi dil to hai
Dil mein armaan hain
Hum bhi insaan hain

Jab satate hain gham
Aish karte hain hum
Jab satate hain gham
Aish karte hain hum
Beedi peete hain
Aur paan khaate hain

Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Log aate hain log jaate hain
Hum yahin pe khade reh jaate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain
Sari duniya ka bojh hum uthate hain.
========
Sari Duniya Ka Bojh Hum Uthate Hain
सारी दुनिया का बोझ हम उठाते हैं
Sari Duniya Ka Bojh Hum Uthate Hai Lyrics
Sari Duniya Ka Bojh
लोग आते हैं लोग जाते हैं
हम यही पे खड़े रह जाते हैं
Log aate hain log jaate hain
Hum yahin pe khade reh jaate hain
sari duniya ka bojh hum uthate hain status
sari duniya ka bojh
sari duniya ka bojh karaoke,sari duniya ka bojh jhankar
amitabh bachchan song
shabbir kumar hit songs
coolie 1983 songs
Рекомендации по теме