sales purchase entry in tally prime | Sales & Purchase Bill Difference | #tallyprime

preview_player
Показать описание
sales purchase entry in tally prime | Sales & Purchase Bill Difference | #tallyprime

Welcome in KP Classes
For help us :-

sales purchase entry in tally prime,sales voucher entry in tally prime,tally prime purchase entry with gst,sales and purchase entry in tally prime,tally prime me purchase and sales ki entry,tally prime sales purchase entry,tally prime sale purchase entry gst,tally prime me sale purchase ki entry kaise kare,tally prime me sale purchase ki entry with gst,tally prime,learn tally prime,sales entry in tally prime,purchase entry in tally prime,sales bill,purchase bill,kp
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Bahut achha sir hai aap itni jldi waha pr mujhe samjh me nahi aaya tha jitna aap 2 minutes.e samjha diye thankyou

abhishekkumarkumar
Автор

Sir ap bahut acche tarike se samjate ho outstanding report date wise kaise dekhe ye bhi bato

deepashrishinde
Автор

Sath ki sath igst bhi batana chaiye tha sales or purchase mai

imimmortal_
Автор

Sir sales our purchase Mai computer under indirect expanse Mai ata hai ya primery Rakna hoga ?

sagararbannavar
Автор

Mere sales bill mein buyers name and consignee name different hai toh mai isse kaise fill Karu ye bhi bataiye

surbhitripathi
Автор

Sir thoda slow boliye n slow vindow dikhiye aur computer screen dikhti nahi hai waha pe kya like hai samaj nahi ata matlab thik se dikhta nahi hai

monikashelar
Автор

Apki entry me koi item 5% he 12%he 18%he or 28% he to kiya sobhi sgst, cgst ledger 5, 12, 18, 28% creat korna hoga?
Ei se hoga to item iitna lega utnahi gst ledger hojayaga

kamalkumarbera
Автор

Bro, agar customer nai kuch liya store se, toh mujhe sales voucher banan hai, lekin customer nai cash pe liya, to mai usse kyu sundry debtor rakhu

UnDefeatedGUY
Автор

Bhaiya aap mujhe ye bataye sale ya purchase bill m peyment, recived, contra, jurnel m entry karte h to kase pahchane ki ye kis m jayega please help me

RuvalChauhan
Автор

Sir jab ham kisi item ko purchase k time uska Units KG pe purchase kiya or jab sales ka bill banane k time pe usko Pics pe sale karna hoga toh usle units ko keshe change kare... ??

Tilak_sharmaa
Автор

Sir company me kitna paisa suru me apne rakha tha jo apne purchase aur dale dononkia

Thukai-Operater
Автор

Sir ye work software pe kese karege uska video banana sir

vickybirle
Автор

HSN code with GST rate dalne pr printout me ku nhi dikha rha h plzzz plzzzz btye bhaii 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

Nehabhardwaj
Автор

Sir purchase kie hue maal ko journal voucher me q nahi kia entry jabki ye udhar hai q ki apne komal interprises ke ledger ko sundry creditors me kia isse pata chalta hai ki udhar khareede (sir jaisa apne kia waisa hi hoga ya fir kuch aur)

Thukai-Operater
Автор

Bhai laptop me bill create krte time party details ka option ni aa rha h

UpRiders
Автор

Sir sales ke bill me original or extra copy ka kaise print nikale

akhilpandey
Автор

Sir apne bahr state se purchase Kiya to igst lgega

AmitSharma-cilm
Автор

Sir KP NE sale kiya to purchase ki entry wo kyu krega. Ap thira dhekye isko

yawarimransherwani
Автор

Tally Me jewellery shop ka bill Kaise banao??😢
Please help me sir❤

arijitdhara
Автор

Bhai sales me without gst bana sakte he

badboygaming
join shbcf.ru