#automatic stabilizer voltage setting

preview_player
Показать описание

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

This voltage regulator looks very good, but the voltage regulator we professionally designed is also very good, and the power can reach 4000kva.

kingavr
Автор

My stabilizer output 200 to 240...if i increase that, i.e 220 then 240 will be 260 volt?

nilabhrahalder
Автор

Kya stabilizer reverse polarity mein work Karta hai?

Joker-smji
Автор

Hlw sir mai 4kv ka stebelizer liya automatic but wo apne aap bahot jyada sound kr raha light v kam jyada ho raha tha tha tha kr ke awaj AA rhi h please reply krnaa

kartik_
Автор

Bhai kya hum output voltages ko 200 se 210 tak kr skte h kya ??

sourabhshukla
Автор

Steplizer bahut garm ho raha h... fridge ka h ...steplizer garm hota h pata pr kitna hona chahiye or wo sahi kam kar raha h ya ni kaise pata kare .. kyuki hal m mere nutral m current aa raha tha jis s fridze kharab ho gya tha ...steplizer input pr 210 or output pr 200 s thoda kam bata raha h...ab y kharab h ya sahi isla pata kaise lagaye

dannydilbag
Автор

1kw stabilize mein kouna relay lagta hai sir

Comedyfactshort
Автор

Ye wala old model😮 stablizer... Aaj ke new model stablizer ki tarh kaam karega???

Bcs mere paas deep freezer hai. Uske liye use karna h

Or.. Mere paas ye wala stablizer hai.. Naya loon new model ka ya issi se kaam chal jayega

lineslive
Автор

Bhai stabiliser ka abhi koi use hai kya
Mere pass do Hain ?

sumittomar
Автор

Sir 3kw wale mein sabe kam aur Sabse Jada kitna voltage hota hai

Comedyfactshort
Автор

Yar ghar mai 1 volatege stablizer lagvana hai jisay puray ghar ka saman chalay

laltunakamti
Автор

Maine aaj 5 kva stabilizer laya hm single phase connect kiya hm input 210 and output bhi 210 hai koi dikat to nhi.
Or output 2step me aata hai start karne samaye 100 fir 210 turant,
Mere ko doubt lag raha hai
Voltage starting me thoda fluctuating fill ho raha hai.

SRSGuruji
Автор

Hii sir 3kv stabilizer me 3 relay lga ho to wo kitne tk ka aa jaega

suryanshufacts
Автор

I have the same stabilizer for my fridge. I'm not sure whether I should switch it to input or output or at the centre while turning on the fridge. Please help

renjamoodyuo
Автор

Nice work, can you send me shematic diagram of the driver card please

jett-electro
Автор

E rickshaw ke liye kitna k.w stabilizer lena he.

bishwanath
Автор

Sir mere stabilizer me 225v hote hi relay ka aavaj aata hai aur voltage 180 ho jaata hai stabilizer kharab hai ya voltage increase karana padega

Maxyoddha
Автор

Merr satablaizer main 220, kbhi 230 kbhi 190 kbhi 202 voltage aati hai. .ham uski voltage ko 200 pr set Krna chate h kese kre btao

singhsaini
Автор

Bhai mera stabilizer 10 kv ka hai lekin output voltage 150 de raha hai jisase 2 hp ka samarsebal nahi chal paa raha hai. Kya karna chahiye

AshishMauryaOfficial
Автор

Bhai mera to 300 bhi chala jata hai, usko Low kaise kare?

TimelyTurtle