How to calculate pulley diameter or rpm || pulley ka size or speed kaise check kre

preview_player
Показать описание
Hello dosto aaj mai aapke liye ek chota sa formula btaunga jiski madad se aap kisi bhee pulley ka rpm malum kar sakte hai ya agar aapko jitne bhee rpm chahiye secondary pulley pe to pulley ka size kya hona chahiye ye bhee aap maloom kar sakte ho bina kisi instrument ki help ke, lekin dosto iss formule ke liye aapko driven pulley ke rpm maloom hona chahiye. maine video mai example ke saath ache se samjhaya hai, plz full watch kar lena.

THANKS FOR WATCHING, PLZ SUBSCRIBE

other video link -

#calculatepulleydiaandrpm #calculterpm #pulleyrpm #pulleykerpmkaisecheckkre #howtocalculatepulleyspeed #atulkeideas
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Hlo sir, phli bar threser machine li h bhot preshan hu.. tractor Eicher 551 h jiski 2100 rpm par 555 round hai aur machine me 12.8 ki puli hai.usko kam rpm par acha desel kharch k sath machine k itne round hona chaie ur tractor k kitne rpm par
Please help

educated_kisan
Автор

Sir jet pump ka rpm 2800 hi use htp ko join karna hi htp ko rpm chahiye 1000-1200 to konsi pully lagwani hogi

ajaykohok
Автор

chakki m puli ki size 10 inch h aur bichme saft nahi h..direct h...aur aapke hisab se best output k liye kitane rpm chahiye aur kitane inch ki pully chahiye

Vipulsinh.muladara
Автор

150 feet lambi saft ko ghumane k liye kitna rpm or torque kitna lagegaa

saraiyabharat
Автор

ager peater aur chak k dermea shaft dalni ho tu puleon ka size bta dain shukrea

asimbawaasifshah
Автор

Sar ji 3 hp singal fase par 4"ki puli hai or 9" blower par 3"ki puli hai to kitna rpm hoga or kya motar pe jyada lod ayega

ganorichimaharani
Автор

Hello Sir My Piter engine Py Dynamo Lagai Hy 24kw
Jisky 1500rpm aur isky saath pulley lagi hoi hy 6inch ki
aur piter py 5 inch ki Pulley lagi hoi
dono ka distance 1meter hy Ab Masla yah hy k piter bohat teaz Chalana Parta hy jis sy fuel ziyda use hota hy Iska koi Solution Bata Dain Sir

msiddique
Автор

Sir 18 inch ki chhaki chalane k liye 10 hp ki 960 rpm ki motor sahi rahegi ya fir 1440 rpm ki aur usme pully ki size konse sahi rahegi...reply me fast

Vipulsinh.muladara
Автор

Farmtrac champion tractor h
Motor 10 hp
Altinetar 30 kv
Uper or niche ki pully kitne ki lagegi sir
Please reply

ckumarsharma
Автор

Mere pas ek engine hai uske rpm 3000 hai or usse mujhko pani uthane wala pankha chalana hai or uspar pooli 4 inch ki hai to engine pr kitni pooli chahiye .

abhilashkumar
Автор

sir, mene agar mini rice mill me 3 hp single phase motor ke bodle 5 hp single phase motor logayan to kam solega ya nahi.sahi jobab degiyan.please.

debajithazarika
Автор

Agar machine pulley 50mm hai or motor pulley 100mm hai.. to formula same rahega...RPM2 nikaalne ke liye??

rajputthakur
Автор

Should the pulley diameter be in inches or mm?Which one is correct?In some videos MM and in some videos inches.

Nazrul-Rana
Автор

Mera pss 15 kv ki danmo hai kn kn si pulley Lagani chahiya tractor ka sath Chalani aa

ahsaanchaudhary
Автор

Washing center main moter 2hp ka 1440 rpm 5inch ka pully or comprsser me 1200.1400 rpm kitna inch pully kaa jarurat hai sir batya plz 🙏

amulyabehera
Автор

2900rpm engine se 2600rpm water pump chalana hai sir pulley size 2inch /3inch

solarpower
Автор

720rpm k leya kitna inch ki pully chyea

murarithakur
Автор

Sir mere pass sonalika 42 hp ka tracter hai dhan thresher me konsi pulli lagengi

kapillodhi
Автор

PIPE BENDING MATION BANANE KE LIYE KITNE HP KI MOTER AUR KITNA RAMP HONA CHAHIYE 2INCH TAK KA PIPE BEND KARNE KE LIYE

riyazahmed
Автор

Sir ager 1140 rpm ko 900 rpm krna ho tu moter ki pulli kitni ho gi hamarai machine ki pulli 34 inch hai

Azadarirajasadhoki