filmov
tv
Naezy - Bombay 70 (O.G iPad Version)

Показать описание
This song was originally created in 2015 on an iPad by Naezy for Disha Rindani's short documentary 'Bombay - 70'. Uploading this now for all the khatri listeners. Enjoy!
Special shoutout to the beat producer : Natiq.
Lyrics :-
Paydaaish hui hai 1993 me meri,
Hui parvarish chaali me,
rambacchan chawl, chawl no paanch kholi no. 24 Bombay 70.
Qattar chavbis abba mere,
Ammi qattar sunni,
paanch inki aulaade, chaar ladkiyaan,
ekloauta ek ladka jinka ekloauta ek ladka hu Mai,
Bachpan se hi waalid the Dubai me taaki hum Mumbai me
khaa sake, pade likhe, bade hoke kama sake,
Akela meri maa ne mujhko paala,
Gharwaalo k nazro me Mai saala bhot sidha saadha!
Waha galiyon me bhaiyyon ki lungi kheech k
bhaagu mai baaju me kudiyon k peeche,
School me banne ko cool karu Mai harkatien,
recess me kashmokash me chashme phoote,
joote muh pe jo bhi ooche sur me bole uska sar phate,
naa kar sake koi kuch bhi mujhko harkatien ye bad chale,
par ghar pe ye pata nahi tha, dar tha ye pata chalega to kya hoga maa ko dhoka, paramparaa me nok jhok zaahir hoga,
sadak par aake log tokenge baap ko kya,
k baap toh tha tera maahiro ka maahir,
phir tera beta aisa kaisa jaahilo k kaafilo me shaamil ho k faasid ho ko daakhil ho gaya!
Ye baat Raat me
Maa me baap se
Kaha aur le Liya ek faysla!
Aage wo Chali kahi aur
Piche Mai Chala
kaha kaha
Sheher sheher me dhoondi
Boarding mera daakhla hua
Jaha waha kaha tha mera laga hua
Paida aur bada hua tha Mai jaha waha tha mujhko waapas aana
Phir Dubai se aaye waalid laaye waapas mujhko Mumbai
Wapaas market waale end ki chawk pe St.Joseph me admission
Ambition tha jab se hi mera
Sabse hi teda aur bhalta kuch karta hu
Ladka hu bambay sattar ka Mai bhi
Par bachkar Mai chalta hu
Karta hu kuch kaam aisa
jisse hove area ka naam
Yaha ki kuch public ne ise kar rakha badnaam aise kar rakhe hai kaand
Jo sheher k baaki logo ko naa qaabile bardaasht
haa maine darkhwast khud se hi ki k
Lukkhe lafango aur luccho sa ji k
Matlab nahi, matlab hai toh
Pesh kar k
apne tarike ko, apne tarike se
apne salikhe ko
dekh kar k,
Koi sudhar jaaye apna bhai
Agar nafrat thoda kam kar k,
Hum chalte ya bas karte iski koshish bhi toh
samjho apna maqsad pura!
ab tak adhoora Jo sapna tha apna
Usko bhi kaise bhi karna tha pura
Jaise taise dasvi pass kar k,
Rizvi Bandra pashchim me
Daakhla Muslim
quotay k zariye
samundriye ote pe baithe
Aur soche k kal ye
west-coast pe rehve apna bhi ghar
armaano ko sabar nahi
Gharwaalo ko khabar nahi
Jaise hi paas kiye gyaaraavi, barahvi
B.sc ko Khalsa me jaara Mai
Waha ladka mila dharavi ka uska naam
Neykhil Naik uske saath pakda mic
karu rap ek dum tight
Kapde jhabba sar pe tirchhi topi
Jab bhi chalta lagti mirchi khoti
Public Ko Ilaake me phir aake main ghar pe sochu
Zaroori hai Bataana in sabko apne baare
Bakhub ye zamaana le ra mujhko Hal k me,
kal k ye bachkaane bhi karre mere baare me tar tar,
ghar par bhi naaraazgi
Deewaangi bolegi ab sar par chad kar,
Khud hi balboote par,
Phir Baith kar, mai Raat bhar
Us rap ko, kitaab par
Utaar kar iPad pe record kar k, shot kar k,
drop kar diya ilaake me bajta hai
Bombay sattar k har naake pe ab Aafat!
Stay Connected:

Комментарии