Mujhe Teri Mohabbat Ka | Aap Aye Bahaar Ayee (1971) | Rajendra Kumar,Sadhana | Mohd Rafi Songs

preview_player
Показать описание
Mujhe Teri Mohabbat Ka is a song from the 1971 film Aap Aye Bahaar Ayee starring Rajendra Kumar, Sadhana, Mumtaz Begum, Prem Chopra in the lead role. Enjoy listening to this Song.

Stay updated with the latest videos from Shemaroo Filmi Gaane Subscribe on the below link.

Movie: Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
Song : Mujhe Teri Mohabbat Ka
Starcast: Rajendra Kumar, Sadhana
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi

Lyrics :
dilshad tha ke phul khilenge bahar mein
mara gaya garib isi aitbar mein
mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

na tha manzur kismat ko, na thi marzi baharo ki
nahi to is gulistan mein
nahi to is gulistan mein, kami thi kya nazaro ki
meri najaro ko bhi koi nazara mil gaya hota
agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota

mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
khushi se apni aankho ko main ashko se bhigon leta
mere badle tu has legi
mere badle tu has legi, tere badle main ro leta
mujhe ae kash tera dard sara mil gaya hota
agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota

mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
mili hai chandni din ko, yeh unki apni kismat hai
mujhe apne muqaddar se
mujhe apne muqaddar se, faqat itni shikayat hai
mujhe tuta hua koi sitara mil gaya hota
agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

#rajendrakumar #sadhana #bollywoodsongs #70s80soldhindisongs #oldhindisongs #dardbharegeet #bollywoodsongs #mohdrafi #hindisong #filmigaane #oldhindisongs #hindigana #puranegane

Connect with us on:-
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Koun koun sun raha hai 2024 me ...aur kiska favourite song hai ..like kijye phir comment ❤❤❤❤❤

Dreamer
Автор

Very nice song ❤️❤️❤️ and my favourite since 1975.

sanjayvishwakarma
Автор

My favourite hero Rajender kumar sir nd Sadhana ji my favourite nd my favourite song ❤❤

ManjeetKaur-ggxg
Автор

इस गाने पर मैंने एक रिल बनाई है जिस किसी को भी देखना हो एक बार देख ले😊 और कमेंट बॉक्स में अपनी राय दे की वीडियो अच्छा लगा या नहीं

Milestoneexpression
Автор

MD Rafi aur Lata ji har daur ke best gayak hain.

rashidzaidi
Автор

❤🎉❤KOI BAHAAR LAHAYAIKAAR AAHAATAA HAYAI AUR KOI BAHAAR LAHAYAIKAAR CAHALLAA JAHATAA HAYAI

nileshdhuper
Автор

🎉🎉❤❤🎉🎉SAABH KOA SOFHTYEE KHILLANAYAI WAHAALAA SAATHYEE MHILLJAHATAA HAYAI LEHKEEN JISHKOA ICECREAMSOFTHYEE KEE FACTORY MHILLJAHAYAI USHKAA KHIYAA HAALH HOAGHAA 😊😊❤❤🎉🎉❤❤

nileshdhuper
Автор

Touching song. Wonderful lyrics. One of Rafi and Lata's best duet.

vikassippy
Автор

Kis kis ko apna purana Pyar yaad aaya yeh song sun ke

karandeepsingh
Автор

Kabhi sham dhale jab hum mile.
Na din dhale na raat ho
Ye arzoo din raat ho
Mere dost tum hamesha kush ho.
Sending love.❤❤❤❤❤❤

sutapabhattacharyya