Kehte Hain Kisko Dard E Mohabbat by nusrat fateh ali khan qawwali zb writes

preview_player
Показать описание
kehte hain kisko dard e mohabbat by nusrat fateh ali khan qawwali

Ali Ali Ali Mola Ali Ali Nusrat Fateh Ali Khan
Kar do kar do karam murshid e mohtaram Nusrat Fateh Ali Khan
Kamli waly Muhammad tu sadqe Nusrat Fateh Ali Khan

Pyaar kisi se ker k dekho

Nazar neechi ki tu haya ban gai
Nazar tirchi ki tu adaa ban gai
Nazar phair li tu qaza ban gai

Shab e ghum ki sahar ni hoti
Ho b tu mere ghar ni hoti
Zindagi tu hi mukhtasir ho ja
Shab e ghum mukhtasir ni hoti

Achi soorat ko sanwarne ki zarorat kya he
Saadgi me b qayamat ki adaa hoti he
Tu jo aa jate ho masjid me adaa kerne namaz
Tum ko malom he kitno ki qaza hoti he

Guzdida deeda nigaho se na dekho mujh ko
Wehshi he mera dil ye machal jai ga
Bikhri huwi zulfain na hatao rukh se
Zanjeer me qaidi he nikal jai ga

Mohabbat ki koi manzil ni he
Mohabbat mooj he sahil ni he
Meri afsurdagi pe hansne wale
Tere pehlo me shayad dil ni he

Nama bar un se ye kehna nizaan ka hangaam he
Ibtida-e-khat ni ye aakhri pegham he
Qasid ki umeed he yaaro qasid tu aa jai ga
Lekin hum us waqt na ho ge jb unka khat aye ga

Kehte hain kis ko dard-e-mohabbat kon tumhe batlaye ga
Pyaar kisi se ker k dekho khud hi pata chal jai ga
Kitni lateef shay he mohabbat na puchye
Is meethe meethe dard ki lazzat na puchye bs

Mohabbat jb se tu ne zindagi barbad ker di he
Tu lab khamoosh hote hain nazar faryad kerti he
Ae dost mohabbat he wo nazuk si haqiqat
Mehsoos jise kerte hain samja ni skte

Mohabbat ki ni jati mohabbat ho hi jati he
Lutf-e-dozakh b he lutf-e-jannat b
Haye kya cheez he mohabbat b

Thaam k dil reh jain ge wo dekh k meri maiyat ko
Mera janaza jb k nikal ker unki gali se jai ga
Thoker khane wale rahi is me khata rehbar ki ni
Jo na chale ga dekh k rasta raah me thoker khaye ga

Lotne ka afsoos baja he lekin ae lotne walo
Kis ko khabar thi qafla aa ker manzil pe loot jai ga
Sheesha e dil us but ne tora pur num is me hairat kya
Toot hi jai ga jo sheesha pathr se jo takraye ga

Title Name: Kehte Hain Kisko Dard E Mohabbat
Singer Name: Ustad Nusrat Fateh Ali khan

Nusrat Fateh Ali Khan (13 October 1948 – 16 August 1997) was a Pakistani musician, primarily a singer of Qawwali, the devotional music of the Sufis. Widely considered one of the greatest voices ever recorded, he possessed an extraordinary range of vocal abilities and could perform at a high level of intensity for several hours. Extending the 600-year old Qawwali tradition of his family, Khan is widely credited with introducing Qawwali music to international audiences. He is popularly known as "Shahenshah-e-Qawwali", meaning "The King of Qawwali". Born in Faisalabad, Khan had his first public performance at the age of 16, at his father's chelum. He became the head of the family qawwali party in 1971. He was signed by Oriental Star Agencies, Birmingham, England in the early 1980s. Khan went on to release movie scores and albums in Europe, India, Japan, Pakistan and the US. He engaged in collaborations and experiments with Western artists, becoming a well-known world music artist. He toured extensively, performing in over 40 countries...

We are constantly working hard on making the “Nusrat Fateh Ali Khan : A Living Legend” better and more entertaining for you. We need your constant support to get going. Please feel free to Comment box for any queries/suggestions/problems or if you just want to say hello. We would love to hear from you. If you have enjoyed video, do not forget to Subscribe on YouTube and share among your friends...
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Ali Ali Ali Mola Ali Ali Nusrat Fateh Ali Khan
Kar do kar do karam murshid e mohtaram Nusrat Fateh Ali Khan
Kamli waly Muhammad tu sadqe Nusrat Fateh Ali Khan

newsufikalamscollection
Автор

ہائے استادوں کے استاد ..آپ کی بڑی یاد آئی

rehmantariq
Автор

Ustaaddd tum ajjjj b zinda hoooo salaammnn teri awaz pr

rawaljutt
Автор

جو نا چلے گا دیکھ کر راستہ۔ وہ ٹھوکر کھائے گا۔
واہ استاد جی

mirzaking
Автор

خان صاحب اپ جیسا کوٸ اور نہیں اللہ پاک اپنے پیارے محبوب کے صدقے جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرماے

hamayunhamayunjadoon
Автор

#Dekha bhi to aise jaise dheka he nahi #Wah ray #Murshid
#Tere nazar andaaz karne ka tareeqah bhi teri tarha lajawab hai

FarhanKhan-qrtq
Автор

Kash k hm b s k live show ma hoty😥very nice. Song

asadraza
Автор

میرا جنازہ جب کے نکل کر اُن کی گلی سے جائے گا۔ 💔😘🥰
واہ استاد جی۔
اللہ استاد جی کو جنت الفردوس میں جگہ عطا کرے۔ امین

mirzaking
Автор

اللہ پاک استاد کو جنت الفردوس میں اعلیٰ مقام عطا فرمائے اور ان کے سارے گناہ معاف فرمائے اور ان کو حضرت محمد مصطفی کی غلامی نسیب فرمائے

muhammadshahid
Автор

Aj b ustaad ki qwaliyan or gazal suno Tu Lagta hai taaza taza parhi gai hai 💖

rizwankhadam
Автор

سوچا تیری سادگی پہ اک غزل لکھوں
مگر افسوس تیرے معیار کےالفاظ نہ مل سکے
استاد نصرت فتح علی خاں

irfanawan
Автор

Allaha tallaha Nusrat sahab ko Jannat mai Aala muqam aata farmaye

Kaarighartheartisan
Автор

Allah paak nusrat fateh Ali ko jannat main ala mukam Atta farmye.(Amen)

nomanfareed
Автор

Kis kis ko ustaad Nusrat shab ki aawaz pasand h

aliakram
Автор

N f a K اعلیٰ مقام عطا فرمائے جنت میں ❤❤❤

sharikhan
Автор

الله نے نصرت فتحعلی خان کو بڑی نصرت سے نوازا

سربکفسربلنددیوبنددیوبندذاهل
Автор

گلوکار بھی کمال ہے لیکن لکھنے والے اعلیٰ سطح کے ہیں لوگ جی جناب 🎉❤🎉

choudhrywaris
Автор

Allha pak Nusrat sab ko janat may ala muqam ata farmy

nasirabbas
Автор

واہ کیا بات ہے استاد نصرت فتح علی خان کی آخرت سنور جائے یاالل اس کودے 💿. بخش

ظہوراحمد-سز
Автор

اللہ پاک نصرت فتح علی خان صاحب کو جنت میں عالا مقام عطا فرمائے آمین

muhammadkhurshid
welcome to shbcf.ru