Musibatein Kyun Aati Hain ? Javed Ahmed Ghamidi

preview_player
Показать описание
Musibatein Kyun Aati Hain - Javed Ahmad Ghamidi
Allah kyu hamain Musibat or Azmaish main Dalta ha ? Musibatein Kyun Aati Hain ? Musibatein Aaney Ki Wajah ,

▶ About Javed Ahmed Ghamidi:
Javed Ahmed Ghamidi is a Pakistani Muslim theologian, a Quran scholar, and an educationist. Mr. Ghamidi is a student of Maulana Amin Ahsan Islahi and Maulana Abul A’la Maududi. Mr. Ghamidi has authored several books, including the bestseller ‘Meezan’, in which he presents a comprehensive treatise on the entire content of Islam. Mr. Ghamidi is a researcher and a critical thinker who has challenged many aspects of the traditional Muslim schools of thought on the basis of evidence from Quran and sunnah.

▶ About Ghamidi Center Of Islamic Learning:
"Ghamidi Center of Islamic Learning", an initiative of Al-Mawrid US, is established with a single purpose, to educate people of all ages about moral, ethical, and humane values as taught in Islam. Our aim is to separate history and culture from Islam and teach it in its purest form as a field of knowledge and not enforce it as a creed. We base our instruction method on argument and logic and encourage healthy criticism. An institute where traditional and historical knowledge can be understood as well as challenged with reason.

▶ CONNECT with us:

#GCIL #JavedAhmedGhamidi #QnAGhamidi #AlMawrid
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Allah pak hr kisi ko hifz o a man my rakhy

Masnoonduainandislamicknowledg
Автор

قرآن کریم کی روشنی میں مدلل جواب بہترین انداز ❤

sarfrazkhan
Автор

Salute to Ghamidi sb.True Islamic scholar of this era

muhammadsajidjavedkhan
Автор

اللہ پاک لمبی عمر عطا فرماۓ آپکو کیونکہ آپ دینٍ کو بہت اچھی طرح بیان کرتے ہیں

tariqsohail
Автор

Allah tala ki marzi se musibat ati hai imtehan bhi leta hai sabar ka ajar jannat hai

Shaikh
Автор

Aslamualikum excellent and true dua every word u say is right

shahnaztariq
Автор

جزاك اللهُ‎ خیر بہت اچھا سمجھایا ھے بھت شکریہ

abuumar
Автор

کیا ہی خوبصورت جواب دیا ہے ماشاءاللہ ❤️

WayToJannahEMAM
Автор

Ghamdi Sahab is very polite and clear man

muhsinkamal
Автор

pls do duaa for me worried about grades and finances

yqweqwun
Автор

Allah aspko lambi zindagi de ameen sum ameen

yakubkareem
Автор

Perhaps the first video of Ghamidi sahab which could not convince me

muneebkhan
Автор

Laikin hamain kaisay maloom ho kay ham apnay gunahon ki nahooseton ka shikar hain, yan yea Taqdeer ka sher hay—jis say koi mafar naheen? Awal-uz-zikar sooret-e-hal main Astaghfar ka asar ho sekta hay, laikin sani-uz-zikar mamla haibetnak hay.
Agar yea koi gunah hay, jo insan aur us ki Taqdeer kay khair kaydarmayan hayl hay, to kaisay maloom kia jay, kay kon sa gunah hay, aur is ki nahooset say apni jan kaisay churai jay, takay zindagi ka safar agay barh sakay? Ab hem sari zindagi masellay per beth ker Astaghfar kertay to naheen guzar sektay, kam-kaj bhi kernay hain. Yea bhi sawal peda hota hay, kay Khuda akhir isi zindagi main saza denay per kion tula huwa hay, kia Akhret jaza-o-saza kay liay kafi naheen hay? Aur aisi dunyawi sazain tamam afrad ko kion naheen milteen? Agar aisa ho jay, to yea dunya aik bohet behtar jaga ben jay.

danishm.
Автор

Bohet say log yea mushahida kertay aur is hawalay say poochtay hain, kay agar acha khasa Sadqa day ker bhi zindagi main koi tabdeeli na ay, yani museebaton say chutkara na milay, to is ka kia matlab hay? Phir kia kia jay? Aur mazeed kitna Sadqa dia jay, kay Khuda ko kuch reham a jay aur museebat-zada logon ko kuch rahet mil jay? Kitni dafa Astaghfirullah kay alfaz ki takrar ker li jay, to Khuda ko kuch reham a jay aur museebat-zada logon ko kuch rahet mil jay? Yani dukhi insaniat kay liay koi hel hay, yan yea sab pichlay janmon ka boya kat rahay hain, aur kat-tay chalay jain gay?
Yea aik alaihida takleef-day sawal hay, kay dunya Asion say bhari huwi hay, laikin unhain kuch naheen hota, wo zameen per mutakabbirana andaz main dhamak daltay dandantay phirtay hain, jab kay doosry janib achay khasay maqool log zillaton ki bay-sakhion kay saharay is alam-e-pur-ashob main ghisat-tay, lurhak-tay dikhai detay hain.

danishm.
Автор

Bohet say log hazaron dafa inhemaq kay sath Astaghfar perhtay hain, aur un ki zindagi gunahon say hatt-ul-imkan ari bhi hay, laikin un ki zindagi main koi tabdeeli naheen ati. Un kay saray rastay usi terhan masdood hi rehtay hain. Yea kia majra hay? Khuda akhir insan ka peecha chor kion naheen deta, kay log apna rizq khud hi dhoond lain. Khuda say Akhret main mulaqat ho jay gi, aur hisab-kitab bhi. Itni shatabi kahay ki?

danishm.
Автор

معاملے کو نہ سمجھنے کا ارادہ ہو تو خدا کی مبہم حکمت پر بات کرنا بہترین حکمتِ عملی ہوتا ہے۔

saeedibrahim
Автор

Azab awr musibat main keya difference hai

solamiankhan
Автор

Yani, zindagi main jo bhi masela ho, to insan masellay per beth jay aur Astaghfirullah ka wird shuroo ker day? Kia insan is liay peda huwa hay, kay wo sara din masellay per betha aisay azkar kerta rahay, kion kay yea kam to Farishtay pehlay hi ker rahay thay? Asal sawal yea hay, kay yea la-yani masael peda hi kion ho rahay hain, jo insan ko petty issues main uljha ker asal maqsad say door ker detay hain? Kia Bill Gates aur Elon Musk bhi Astaghfirullah kertay hain? In logon ki zindagion main aisay ghatya masael kion peda naheen hotay?

danishm.
Автор

With great respect to Ghamidi Saab but this was not a convincing lecture.Even though Lut’s wife was punished but couldn’t have Lut felt pain at losing her? Wouldn’t Abraham have felt pain of losing his father? Wouldn’t Moses’s mother bear pain of distancing herself from her son? Wouldn’t Mary have felt pain of seeing her son Jesus suffer?Wouldn’t Muhammad SAW been in pain on losing his young daughters and Muhammad SAW led the funeral prayers of his daughters? These incidents can’t be termed an azmaish or mukafat-e-amal.This is pain real pain a huge suffering…..

meherbano