Dr Israr Ahmad Masla Teen Talaq ka

preview_player
Показать описание
Doctor Israr Ahmad ka Ilmi bayan Islam mai teen talaq ka kia tasawur hai.Teen talaq deny walon k mutaliq islam kia kehta hai.Masla teen talaq ka dr Israr Ahmad ki mukammal wazahat.

#drisrar#maslateentalaqka#islamteentalaqkmutaliqkiakehtahai#talaq#teentalaq#divorce#drisrarahmadondivorce#islamaboutdivorce#conceptofthreedivorceinislam#drisrarahmadontalaq#teentalaq#islamitarikahofficialchannel#islam

*******************************************

Dr Israr
Divorce
Dr Israr Ahmad on divorce
Masla teen talaq ka
Doctor Israr Ahmad emotional bayan
Right way of divorce in islam
Talaq ka sahi tarikah kia hai
Dr Israr Ahmad Masla teen talaq ka
Islam k mutabiq teen talaq ka kia tasawur hai
Doctor Israr Ahmad heart touching bayan
Doctor Israr Ahmad informational bayan
Dr Israr Ahmad on three testimony of divorce
Doctor Israr Ahmad on teen talaq
Doctor Israr Ahmad on concept of divorce in islam
Dr Israr Ahmad kia teen talaq aik sath ho jati hai
Talaq
Broken marriages
Islami Tarikah
Islami Tarikah official channel
—————————————————————————————————————
For more islamic,educational,informative and heart touching bayans of Doctor Israr Ahmad subscribe to Islami Tarikah official channel jazakallah khairan kasira
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Zaberdast bayan hai bhai essy hi ilmi bayan mazeed share kren jazakallah khairan kasira 🤲

tree
Автор

Well needed bayan jazakallah khairan for sharing stay blessed

banaarsi
Автор

Ma Sha ALLAH bht acha bayan hai bhai jazakallah khairan khush rhen

chnlyt
Автор

ALLAH Hu Akbar
Subhaan ALLAH
Ma Sha ALLAH
Jazakallah khairan kasira
Stay blessed brother keep sharing 👍

pakistanzindabad
Автор

Musnand Ahmed Hadees 7157

سیدنا عبد اللہ بن عباس ‌رضی ‌اللہ ‌عنہما سے روایت ہے کہ بنو مطلب والے سیدنا رکانہ بن یزید ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ نے اپنی بیوی کو ایک مجلس میں تین طلاقیں دے دیں اور پھر بہت سخت غمگین ہوئے، نبی کریم ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے ان سے پوچھا: تم نے کس طرح طلاق دی ہے؟ انھوں نے کہا: میں نے اس کو تین طلاقیں دے دی ہیں، آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے فرمایا: ایک ہی مجلس میں۔ انھوں نے کہا: جی ہاں، آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے فرمایا: تو پھر یہ تو ایک ہی ہے، اگر رجوع کرنا چاہتے ہوتو کر لو۔ پس انھوں نے رجوع کر لیا، سیدنا ابن عباس ‌رضی ‌اللہ ‌عنہماکی رائے تھی کہ طلاق ہر طہر میں دی جائے۔

waqarkhan
Автор

Shohar ne teen tlaaq diya or orat kehti he mene nhi suna to tlaaq mana jaayga jabki doosri baar teen tlaaq bola he

AarishMohdaarish-fp
Автор

Ji han ya sura e baqrah ma saf saf likha h ma n khud parha h mgr ek confusion h k 3 k bad rokna ku chahiya jb k mia biwi ek dosray par haram ho jatay hn

MehwishShaikh-jejt
Автор

Kiya stamp pepar par ak sath di gai teen talak teen hoti hai yaha ak

Mirhakhan-vh
Автор

Plzzzz mujy guide kr dy myry do bachy hy bacho ki khater my kia karo samj nahi a raha fatva liya molana khty talak ho gahi hy

bushramalik
Автор

Mera shohat ny mujhy 3 br kaha me tmhy talaq dyta talaq dyta ho talaq dyta ho to kia meri talaq hogai plzz bta dy boht preshan ho

Onlineearnmo
Автор

Myra ik problem hy myry husband ny mujy ik st teen talak di but ab vo mafi magta hy

bushramalik
Автор

2 talaq k notes bhej dae hon bv ko.3sra notes na bheja jaye r 4 saal ka time guzar gaya hai .tu Kia yh talaq hai ya nai?

komaltarartarar
Автор

Kia idat sy pehly ruju ho sakta hai kindly reply

basketball
Автор

Sir agr 3 talq khti dy or boly hmra damag jaga my ni tha my kisi or duniya my tha to kia asy ho jati han

shehlaaslam
Автор

Assalam. O. Alaikum sir je ma na gussay ke halat ma b. V ko talak de te. Wo bar bar mujh sa kah rahe te k ma.na tomaray 7 nahe rahna or ghlt language use ke k ma gussa kro or us ko talak da do.or 7 mujay kahti ha k us pa saya ha or us waja sa wo mujh pa bhe or bachoo pa bhe gussa krti ha. Ma na boht drguzr kya lakin 1 din gusay ma a kr usay talak da de. Or talak istra de k tmay talak he chaye to ma tmay data ho 1 bar hohe 2 bar hohe 3 bar hohe kya istra 3 talak wakya ho gahe ya nahe

sohailwaqas
Автор

Assalamualaikum hafiz sahab mera masla suljhaye allah k waste jawab de ...m bhot pareshan hu mere shauhar ne mujhe 3 talak di ek sath ...aur. Gawaho k samne phr mene iddat kati aur 2 saal baad mere Walid ne mera dusra nikah krwa diya m khush hu mere dusre shauhar k sath mgr ab 5 saal baad ye masla uth raha h k 3 talak 1 talak mani jati h m kya karu mere kch samjh nhi aa rha kya meri talak hui h ya nhi aap batay allah aapko azar dega iska m bhot pareshan hun meri madad 🥺🥺🥺

kashishkhanzadi
Автор

Kya Ek Bar teen dafa Talaq Dene Se Talaq Ho Jaati Hai Ki Nahin please iska jawab den...
Kisi ko bhi pata hai to vah reply kar de...

zuhaibmurtaza
Автор

Ek saath teen tlaaq dene se kiya tlaaq hojaati he or agar bivi ne do baar suna to tlaaq mani jaaygi

AarishMohdaarish-fp
Автор

Kya 3 talaq 2 baar dene k baad dobara 3rd time rh skte hn ye mtlb h kya is bat ka

mahnoor-uoie
Автор

3 baar talaq aik sath dyney sy talaq 1 baar hi houti hai . phir har mahiney aik talaq houti hai aur iss tarha 3 months main 3 talq complete houti hai . aik baar talaq dyney sy divorce mukamal nahi huwi, biwi still nikha main hi rehti hai, couple woh sath bhi reh sakhtay hain, aur raju bhi hou sakhta hai, yeh zaleel yazeedi moulviyoun ny galat masla bataya hai taa, ky unhain halalay ky naam py dousarey loughoun ki biwiyoun sy zana aur deen sy khilward ka mouqa milay .aur pysay bhi !!!

ImranKhan-vvsh