No More Tatkal Ticket Booking In Indian Railway Post Office Counter ? Tatkal Ticket Agent Booking !

preview_player
Показать описание
HELLO AND WELCOME FRIENDS HELPFULL RASTA CHANNEL ME APKA BAHOT BAHOT SWAGAT KARTA HU DOSTO AAJ MAI APKO BATAUGA INDIAN RAILWAY ME TATKAL TICKET BOOKING BAND KI JA SAKTI HAI LEKIN INDIAN RAILWAY KE COUNTR PAR NAHI APKO BATA DU BHEED KO KAM KARNE KE LIYE INDIAN RAILWAY NE APNE COUNTER POST OFFICE ME BHI OPEN KIYA THA LEKIN WAHAN NIGARANI NA KAR PANE KI WAJAH SE TICKET DALALI BAHUT BADH GAYI HAI ISLIYE TATKAL TICKET BOOKING INDIAN POST OFFICE SE BAND KI JA SAKTI HAI ISKE BAARE ME IS VIDEO ME JANKARI DIYA HAI !

#nomore
#tatkalticket
#postoffice
#tatkalticketbooking
#indianpost

VIDEO TITLE

No More Tatkal Ticket Booking In Indian Railway Post Office Counter ? Tatkal Ticket Agent Booking Update !

LIKE | COMMENT | SHARE | SUBSCRIBE

YOUTUBE
GMAIL
GOOGLE+
FACEBOOK
TWITTER
INSTAGRAM
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Online offline sab tatkal system band karana chahiye aur waiting list clear Karo jyada se jyda

VAIRATGAMING
Автор

Tatkal ticket sirf mobile /laptop se hi hona chahiye. Counter aur 3rd party app ke through tatkal bandh hona chahiye. Tab kuch sudhar hoga.

nigamroy
Автор

Ye To Or Bhi Badiya Hone Jaraha He Mere Khyal She To Tatkal Ticket Hameshya Ke Liye Band Kardena Chahiye Or Tatkal Ticket Ka Jo Kothe Ki Jo Ticket He O General Kothe Me Convart Kardeni Chahiye Thanku Sir❤❤❤❤❤

maheshwardharmik
Автор

Tatkal soft jo bana rha hai devloper, usko parko sb thik ho jyega. Na soft bnega na bikega.

AlbertJohn-yn
Автор

Jaise bhi karo, indian govt employees, apna raasta kamane ka nikal lete hai.

musarafali
Автор

Bhai sab baat sahi hai but, Agar kisi ko emergency kahin Jana ho to Uska kya fir to banda Pura raasta dhakka khate hue jayega....


To sabhi bhai se nivedan hai request hai jo bhi Karen ya jo bhi BOLEN dimaag THANDHA rakh ke so ke BOLEN...

mohammadazansari
Автор

तत्काल टिकट emegergency में यात्रा करने वाले के लिए जरूरी है। दलालों से बचने के लिए टिकट का मूल्य कम से कम चार गुना बढ़ाया जाना चाहिए और केवल id proof के बाद ही देना चाहिए। यात्रा समाप्ति के बाद टिकट का कीमत कटकर पैसे वापस करना होगा। गलत id proof से यात्रा करने वाले से भारीभरकम जुर्माना और कारावास होनी चाहिए।

chandrashekharmanikpuri
Автор

maine dekha 1000 ki ticket 3000 se kharid te log, irctc khud 2000 ki ticket 10000 me sell karte hain, tatkal ka kalabajari rokne ke liye aisa karna chahiye ki jis ka irctc id se tatkal booking hoga uska name se compulsory tatkal banega aur uske sath extra name agar entry hoga toh bhi compulsory person ko yatra karna hi hoga . aur ticket counter me tatkal puri tarha band kar dena chahiye kyu ki counter me hi jadatar log kalabajari kar rahe hai aaj kal.

mypc-rc
Автор

Tatkal ticket, website, windows counter, other counter sabhi jagah se band hona chahiye, sirf phone se booking hona chahiye agar koi agent kama raha hai to koi bat nahi use rojgar mil raha, counter wale ko kyo extra per ticket 1000₹ kyo du

Band kro sabhi system ko
Sirf phone par chalu ho

mdmurshidalam
Автор

Tatkal ticket kaun sa mobile se maarna jisse ticket fast book ho sake

ajzansari
Автор

CSC SE TATKAAL TICKET NAHI BANTA HAI सीएससी मे तत्काल टिकिट की सुविधा नहीं है

Dilipsharmamp
Автор

Very nice video 📸📸📸 very informative video 📸📸📸👍👍😊😊

aniketprasad-gwbc
Автор

West bengal ka ncb or dinhata railway station por dalal ka ticket master ka setting hai . Or dalal ticket details hai . Line ka kisi ko bhi ticket nahi milta hai 😭😭😭

jaidulhaque
Автор

Javed Bhai IRCTC rail connect or website me person of disability ticket booking error horaha hai, solution bataye

avijitmaity
Автор

Double paisa Mein sare agent book kar lete hain ticketAgent Kaise ankush lagega Jo aam aadami ko ticket mil sake railway ko is per dhyan Dena chahie sar

binodkumarmahtopnb
Автор

Tatkal soft k karan irctc server over load ho ja rha hai. Soft banane walo ko pakro.

AlbertJohn-yn
Автор

Jab tak dalal system rahega tab tak tatkaal ticket nahi milega

saddamhusain
Автор

Post office service Paisa nikal nahin pata hai
To tatkal ticket kahan nikal payega😊😊

shivnandanvishwakarma
Автор

कितनी भी सुविधा कर दे
रेलवे वाले खुद दलाली करते है
ये कभी नहीं बंद हो पाएगा
दलाल कही से भी घुस जाएंगे

waheedahmad
Автор

Tatkal band kar ke dinamic fair lagu karna chahiye

arvindjain