Humanity still alive 🙏🏻❤️|last part|#trending #viral #edit #yourubeshorts #makafat #pakistanidrama

preview_player
Показать описание

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Allah sab ko aise eman da😊
Allahu Akbar ❤

farookahmed
Автор

Allaha mujhe bhi itna de..ki m kisi ki help kar saku😊😊

shahnumarajput
Автор

Beshak Allah ki rahmat se kabhi bhi mayoos nahi hona chahiye, , bahut hi rahman hai hamara, , rab😊😊😊😊😊

mohdafrozmrbrand
Автор

Pakistani ladhkiya bhut beauty full lagti he or bhut hi maryada me rehti he enke bolne ka tareeka or pehene ka tareeka bhut acha lagta he bhut tehzeeb se bat karti he ye ❤

nishaparihar
Автор

Dil ko Kitna sukun milta hai jab kisi ki madad karo❤❤❤

SufiyanKhan-
Автор

Apke ye video dil ko na Jane bht chuke gagi😢 mast h

monicasapkale
Автор

Aap ka video dil chu gaya mashallah
Aapki soch ki tarha duniyaan me sab ho jaye to koi garib bina khaye na soye, aapki soch bahut achhi h❤❤❤❤

GajalShekh
Автор

Humanity still alive but sirf drama me real life me koi bhi itna achha nahi hota hai 😢

poetryclub
Автор

الله ہمیں حکیکت میں ایسا ہمدرد اور امانت دار بنائے آ مین

AbdullahPatti-oukp
Автор

Jab ap Allah ki raza k liye koi cheez chorte hen tu Allah wahi cheez ya os se b beheter ata furmata ha❤

Airaan-yhqu
Автор

BeShaQ Hume ALLAH ki zaat se mayoos nhi honi chahiye.

mominashahnaz
Автор

Allah ham log bhi itna ak dusre ki madad kar sake aur Allah pak kab kiski kiske jariya se kismat palat deh ye toh Allah pak ko hi pata ❤❤lekin ak imandar logon ke sath aaisa hi hona cahiye ❤❤

ZeenatFarha-ok
Автор

Bhot zaberdast bs Allah hum subko dene wala banaye

KASHIF
Автор

Thank u didi ine uncle ki madad karne ke liye

HeraLal-cmxf
Автор

Aap bahut acche story banati Ho Aisi Banaya karo❤❤❤

ImranBagwan-orsn
Автор

Wow kash jitne log aise poor logo ki video banate hai wo unki help v kare, ye video ki soch jo hai wo bahut achi hai❤❤❤

MonalishaGoswami-ds
Автор

Thank u mam aap Jaise log kahin kahin kahin milte Hain

SumanPadiyar-bnop
Автор

Most beautiful video in social media ❤❤❤❤❤

afrinbanu
Автор

It is said that you will surely receive wealth(money/asset/some valuable) if Allah had written it in your destiny, but it is in your hand or Your choice on How you want to receive it! i.e by hardwork & honesty or by theft! (however wealth gained from theft would never be useful to you!).
In this situation, the man could've sold her ring before to get money, but he chose to be honest and give it back to her. He was rewarded with the same amount of money by another means❤❤❤SubhanAllah!❤

mishalmalik
Автор

Unki imandari bhi too🫀🤞 dekho honesty is the best policy❤

sonakanwar