1971 Surrender Pakistan Army | General Niazi Surrender Video #1971 #bangladesh #india #pakarmy

preview_player
Показать описание
#1971 #16december1971 #pakarmy #bangladesh #history #mukti #fallofdhaka #DastaanTVOfficial

16 Dec 1971 Surrender of Pakistan Army | General Niazi Surrender Video Mukti | मुक्ति | Fall of Dhaka
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Pehli baat to yeh keh 36 hazaar naheen 34 hazaar fauj thi.

Doosri baat yeh keh iss main say 25 hazaar army thi, baaqi navy aur airforce ki nafri thi.

Teesri baat yeh keh 25 hazaar saari ki saari dhaaka main naheen thi, pooray Mashriqi Pakistan main phaili hui thi. Iss 25 hazaar main say 16 dec 1971 tak Pakistan kay mutaabiq taqteebun 3000 sipaahi shaheed ho chukay thay, jubkeh bhaarat kaa daawaa taqreebun 8 say 9 hazaar kaa hai.

Iss liay yeh kehnaa keh 36 hazaar yaa 34 hazaar fauj nay dhaaka main hathyaar daalay, yaa 90 hazaar yaa 93 hazaar faujiyon nay hathyaar daalay, bilkul ghalat hai.

Alfaaz kaa istemaal bohot soch samajh kar karnaa chaahiay. Dhaka kay paltan maidaan main hathyaar daalnay ki "taqreeb" main sirf chand sow fauji shareek thay. Baaqi pooray mulk main phailay huay fauji jis jis ko jaisay jaisay niazi kay hathyaar daalnay ki ittella milti rahi woh apnay apnay hisaab say react kartaa gya, kisi nay apnay morchay main hathyaar daal diay, koi aakhri goli tak muqaabla kartaa hua shaheed ho gya, kisi nay faraar ki koshish ki aur kaamyaab hua yaa naakaam aur iss koshish main pakrraa gya yaa shaheed hua.

amjadmuhammadiqbal
Автор

ویسے مجھے ایسا لگ رھا ھے کہ جنرل نیازی کی شکل نواز شریف سے ملتی جلتی ھے۔

nasirshabih
Автор

Janab bhto sy b pochy k Poland ki qrardad q phari or USA ap ki mudadk ly q ni ay y the bat 4 din k under hoi or Nazi NY thk Kiya 26000 fojion sy to ap khary hn haryar dal dy lakin west m 450000 foj NY Kon sy tri mary fasul bat mat kryn

UmarhayatKhurram
Автор

It was all bloody punjabies generals..so for your correction ...dont say Pakistani army...

synchrotechnicalservices
Автор

I will let u know that why Pak lost E-pakistan . In fact the creation of Pak country with some number of Rouge Armies & corrupt judiciary / bureaucracy was biased decision of your incompetent leaders . Pl don't get annoyed because it is very true .

abdulmajidqadri