Ramzan Me Fitra Kaise, Kab, Kitna Or Kis Ki Taraf Se Nikale | Sadqa e Fitr Ka Tarika 2021 | MARB

preview_player
Показать описание
Ramzan me sadqa e fitr kaise nikalte hain or fitra nikalne ka tarika kya hai fitrana kaise nikale or fitra kitna nikale, kis ki taraf se or kab nikale 2020 new bayan full details ke sath masail yani har masail ka hal is video me dekhiye by Mufti Abdur Rahman Banahara MARB Deeni Malumaat YouTube Channel
#Fitra2020 #MARB #AbdurRahman

Ye ik Islamic Channel Hai Isme Islaam Se Mutaliq Har Tarah Ki Videos Milengi Masalan Quran, Hadees, Tafseer, Masail, Fiqah, Wazaif, Dua, Bayan Wagerah.....

(For Donation To MARB)
A/C
Bank Of Baroda
Name Of A/c Holder :- Abdur Rahman
Account Number :- 46360100001947,
IFSC Code:- BARB0LUNAHA,
MICR Code:- 754012302,
Phone Pay & Google Pay :- 8908939343

Paytm Account
Name :- MAHAMMED ABDUR RAHMAN,
A/c Number :- 8917306637,
IFSC Code :- PYTM0123456,

1⃣ Is Channel Ki Har Video Aap Apne Channel Mein Daal Sakte Hain Hamari Taraf Se Ejazat Hai 100% Gurantee Hai Copyright Strike Nahi Aayegi,

2⃣ WhatsApp Par Ham Se Judne Ke Liye Aap Apne WhatsApp Number Se Hamare WhatsApp Number 8908939343 Ko Apna Naam Aur Mukammal Adress Ke Saath Add Likh Kar SMS Send Karen,

3⃣ Koi Sawal Yani Masla Masaail Puchna Ho To Aap Comment Ke Zarya Puch Sakte Hain Ya Mufti Sahab Ke Number Par Call Kar Ke Puch Sakte Hain,

4⃣ Channel Ke Bare Mein Kuch Batana Ho Ya Aap Apni Video Dalna Chahte Hain To Rabta Kar Sakte Hain,
🌎MARB🌎
Channel By :- Mufti Abdur Rahman Banahara
Full Adress:-
Vill :- Banahara, Post :- Bodamundai, Via :- Salepur, Distt :- Cuttack, State:- Orissa, India
Mob :- +91 8908939343, +91 8917306637,

Father :- Shaikh Ul Hadith Janab Hazrat Maulana Abdullah Sahab Qasmi Nazim e Aala Sadar Mudarris Shaikul Hadees Jamia Islamia Markazul Uloom Sungra (Odisha)

Social media links
1⃣ YOUTUBE Channel :-

2⃣ TELEGRAM Channel :-

3⃣ Facebook PG:-

4⃣ Facebook ID :-

حضرت مفتی عبدالرحمٰن بنہرا صاحب، محلہ بنہرا، پوسٹ بوڈامنڈائی، صالحپور، کٹک، اڑیسہ، انڈیا
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Mashallah bahut Shukriya Maulana Allah aap ko Salamat Rakhe

MdShahid-kjuw
Автор

Assalamalaikum kya mamu bhanjiyo ka fitra nikal sakti hy

abdulkavikhan
Автор

Salam alaikum hazrat
चावल का Fitra निकाल सकते हैं।

mdquamuddinansari
Автор

Mansha Allah mufti Sahbh agar gandum SE sadqa fitar ada Karin to us ka kia hisab ho ga.

muhammadmaqbool
Автор

Bhai hamen batao kya Bina wazu ke Karan Parker Surat yad kar sakte hain ya nahin hamen bhai jarur

sonutanha
Автор

Moulana Mashallah Jajakallah wa khaira Pls zakat ke detail masile bhi batayiga

aslamalishaikh
Автор

Molana sab hum kise k taraf se fitrana day saktay hai jase ki chacha(uncle) wagra

Sajadopt
Автор

As salaam wa alaikum.
Internet pe kai tarah ke khutbe maujood hain Eid ul fitr ke. Koi sa bhi padh sakte kya? Ya koi specific padhna hai. Reference ke liye koi kitaab ka Naam bataiye plz.

mohdimranshaikh
Автор

Hum log eid ka namaj porlunga but kuthbah hama toh pata nahi toh hum log keya kora kutbah nahi padna sa eid ka namz ho ga keya

tahirrajbarbarbhuiya
Автор

muhfti sahab agar barelwi molana ne niqah padhaya ho to niqah ho jaiga pls bataiye

skatersameerkhan
Автор

Mufti sahab fitra me agar khajoor kisi gareeb ko de to kya sirf ek hi gareeb ko de ya 3 kilo 150 gram khajoor me 2 ya 3 gareeb ko bhi de sakte hai..

serajahmad
Автор

Hazrat agar amal mein chahe vo mubah kyun na ho Allah ki raza ke khatir ki jae to vo ibadat ban jata hai?
Agar koi orat beauty parlor jati hai or vaha pe kaam krne vali gair Musalman ho to orat apne jism ka kitna hissa khol skti hai?
Ek orat ka gair Musalman mahram se kitna parda hai?

abdulahadahmad
Автор

غریب اور کی شرعی تعریف کی وضاحت کردیں مفتی صاحب
محمد برکت اللہ خادم جامعہ فاروقیہ ہردیا بیگو سراے بہار

barkatullah
Автор

assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh Mufti Sahab aap se sawal hai ke Imam ko fitra dena jaiz hai ya nahin

apnamedia
Автор

assalamualaikum maulana

agar hum fitra me paise dete hain bole toh kitne paise dena chahiye

hdabrar
Автор

Assalamo alaikum.mufti sahab.
Agar koi shakhs baahar mulk Saudi Qatar gaya ho to uske fitra ka kya hukm hai.
Wahaan k etebaar se nikaalega ya fir apne mulk k etebaar se.rehbari farmaye.

fatimakhanfatimakhan
Автор

Assalamo alekum worahmatullahi wabarkatuhu..
koi Hume zakat de..aur us zakat k peson se hum kisi ko zakat de to kya ye jayez hoga ?

mehrajbanu
Автор

Aurat ki Eid ki namaz ghar ma padhne ka pura mukamal tarika upload kardigiya please

aamanakhatun