Gazab Ka Hain Yeh Din | Lyrics | Arijit Singh

preview_player
Показать описание
Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics starring #PulkitSamrat and #YamiGautam – The song is sung by #ArijitSingh, #AmaalMallik and written by Manoj Muntashir.

Singers: Arijit Singh, Amaal Mallik
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Amaal Mallik
Music Label: T-Series

Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics
Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi
Rehne do mujhe

Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna theharna mujhko aata hai kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaas par soya aasmaan
Yeh mastiyan meri
Manmaniyan meri
Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)

Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Refreshing voice 👌 what a vocal man Arijit Singh bhai🔥

ashwaksyed
Автор

My favorite song
I love the song 😍😍😍😍😍
Fantastic

karthiga