Best Food Near Masjid Nabawi | Indian Food In Madinah | Food Market in Madinah

preview_player
Показать описание
Food near Masjid Nabawi Madinah has a new address a new food court near Masjid an Nabwi.

This food court is at 2 minutes walk from Masjid Nabavi and food from around the world is available like Omani Food, African Food, Italian Food, Saudi Food, Indian Food, Indonesian Food Afghani Food and more.

Kiffa a chain of coffee shop was serving amazing Arabic Coffee
KIFFA is a must try

I tried Indian and Afghani food here:

Food I tried:
Mutton Korma (Quorma)
Afghani Foul Tameez
Kiffa Coffee (Cappuccino)

-----------------------------------------------------------
To invite Globalecentre Camera to cover your
Wedding Food for YouTube/Globalecentre
click this link and submit this simple form:

Our team will check the availability of the dates
-----------------------------------------------------------

Follow for updates on
Social Links
--------------------
►INSTAGRAM
--------------------
►FACEBOOK
--------------------
►TWITTER
--------------------
CONTACT:
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Wah yahya bhai, Madina ka bhi app na visit Kara dia food ka . It’s useful for us when will go umrah or hajj again . 😊. Nice clip

mu-henwu
Автор

Masha Allah yahaya bhai madine ki yaad diladi apne mera bachpana Makkah mein guzra hai

bilalafzal
Автор

Assalamu Alaikum Muhtaram Yahya Sahab...

Sab se pehle to maazratt Chahta hoon ke aap ki video kaafi der baad Dekhi. Asal mein Kuch zaati masroofiyaat theen.

"Mohammed (S.A.W) ka Rauza qareeb aa raha hai
Bulandi pe apna naseeb aa raha hai
Farishton ye de do paigham un ko
Khabar Jaa ke de do un ko farishton

Ke khaadim tumhara Saeed aa Raha hai....

Madina Madina, bara lutf deta hai Naam e Madina"

Subhan Allah... Mere Bhai aap ki ye video Kaynaat ki sab se mutahhar Zameen pe hai... Allah Paak is ki fayyazi aur barakaat aap ko ataa farmaye. Aameen.

Bari hi khoob video, aap Ma Sha Allah bohat ziada achay lag rahe hain, Madina ki ronaqen aap ke Saath Hain..

Allah Paak aap ko bohat khushiyon bhari lambi ziadagi ataa farmaye

Aameen Yaa Rabb-al-Aalameen

Duaon ke saath

Fahad Khan
Karachi Pakistan

FahadKhan-locl
Автор

Mashalla dua me yad rakna amjad mumbay

amjadgore
Автор

Royal inn hotel ka lobby yaad diladi ..eid ul fitr ke din Zabardast dawat di thi ..Namaziyo ko 😊

mrbeen
Автор

Aslmkum Khairt bhai dua ki guzarish hai aur black pathani me buhut acche lag rahe hai

mohdjalal
Автор

Salams Yahya sahab
Nice video of Madina Munnawara
Foul is made of Fava beans although originally from Eqypt but now very very popular in Kingdom of Saudi Arabia

javedmerchant
Автор

Sir video ke sath aap ki watch b acchi wali he, . Tissot he ya fir Titon ?

siddharthpathak
Автор

Here travellers can get food according to his country taste on very less amount. Looking good shops.

SunitaGupta-judj
Автор

Nice to see people broad minded now, ladies wear burka it’s good, they also show faces broad minded that’s good

robinm
Автор

Bhai yahya jhan sai apny fool khaya hai inki ek dish hai مطبق wo zaroor try karain please maza aye ga apko

zainulabdian
Автор

pakistani youtuber mustafa hanif bhi madine men hain shayad apke aas pas hon

ahmed
Автор

Assalamalekum bhai mai bhi Delhi se hu plz Jeddah aaye to humare ghar aaiye

saaraahemad
Автор

Pakistani vlogger mustafa bhai bhi madina mai hai aap unsa milya aur unka sath ek combine vlog banaye ya please

riyaanhussain
Автор

Bhaijaan iss baar jab wapas india aao to dobaara nahari ka review karna iss baar ghaffar ki nahari from sui walan ki baari hai.

mohdkashif
Автор

Superb yahya bhai welcome to
Ahmedabad ❤

Aadil-bo
Автор

बहुत ही शानदार जनाब याहया साहब
Alhamdulillah ❤️ मोहम्मद के शहर में हैं आप
हमें भी अपनी दुआओं में याद रखना बड़े भाई
Love you Bhai from sambhal city ❤️

mohammadareeqali
Автор

Hello which fast food is close to masjid Nabawi like McDonald’s or Albaik is close ?

Johnadam
Автор

MASHALLAH SUBHANALLAH JAZAKALLAH ILLTAMAS E DUA 💐

zawarkhurram
Автор

Bhai black main jachao araha hai ekdum kadak 😅❤look

mohammadfarhan