Talha Anjum - Glass Half Full feat. JJ47 & Talhah Yunus | Prod. by Umair (Official Audio)

preview_player
Показать описание
Official Audio for 'Glass Half Full' by Talha Anjum from the album 'Open Letter'

Written & Performed by Talha Anjum, JJ47 & Talhah Yunus
Produced by Umair
Mixed & Mastered by Jokhay

Visual Team • Abdul Wali Baloch, Abid Rizvi, Hasaan Raheel, Haris Khatri, Asad AR & Shetty

Follow Talha Anjum:

#OpenLetter #TalhaAnjum #GlassHalfFull
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

This Album has every Shit...and a big shoutout to UMAIR for producing such a variety of beats🤯🤯

harshanandworld
Автор

Aaj likhenge kitaab fir
Kalam naraaz kehta aa gayi na yaad fir
Shaayar bane teri khatir
Wahi khwaab wahi jurm wahi kaatil
Duniya se aazis toh baadal banaate
Ye taare chamakte hum lehre milate

Kho chuke apne apno ke liye gaate
Har mehfil sajaate, par andar se yaadein
Aaj bhi lage aise jaise mere saath tu
Kehte mujhe star magar mere liye star tu
Bache na koi aarzoo
Jab khwabon mai besumaar tu

Yaaro ka yaar apne yaaron k liye jaan dun
Sabse chota sabse zyada zimmedaariyan
Zamana ro padega choro ye kahaniya
Aansuon ko khud aankhon se chupa liya
Samjhe mene khud ko pathar ka bana liya

Kandhe bhaari itne rakhega koi haath kyu
Hum doobe tere peeche care girte ko yun haath dun
Iske kala pe hai fakar magar
Duniya se naraaz hoon
Naa samjhe meri baat toh
Kyu lafzon ka mohtaaz hu

Mai tanha is sehar mai zakham ye gehra
Khud bharne dein
Jab log hi munafik toh
Chehre se padh lete
Sidhi lagate or unko bhi chadne de
Basti ujagar mere sirf gujarne se
Rahon se wakif toh wapis bikhrane de
Lafz ke taazir hain soda toh kar lete
Hip-hop ki khatir hum ulfat main mar mite

Adab benaseeb ye
Ajab sa adeem mai
Sayad khuda ke karib mai
Alag dikhta is bheed mai
Na raha saaya jiske liye dekhe khwab bade
Lahu bahaya hai tabhi toh aaj bebaak khade

Dilon ki jabaan bane
Sochon ko aazaad kare
Are wanna flow aaja zindagi ki baat kare
Sabar bada kadar hoti sabko baad mai
Siyahi se jala denge kalam mai itni aag hai
Muntazir in taaro ke jawaab ke
Jaagu saari raat mai

I drink the pain way
Pray for the better days
Zindagi ki jail mai
I hope that still same (mmm amout)

RumanAlii
Автор

3:09 Na Raha Saaya Jiskey Liye Dekhey Khwaab Badey (Dedicating To His Mother) Mannnn 👏🏻❤️‍🩹🔐✨

BGMIKingz
Автор

"Main kitna khushkismat ghar aaou wapas Maa mille"
A goosebumps-inducing line

mohammadamaanullah
Автор

3:58
"Zehen jail bro isse na rehai mili
sara sheher mera gawah fir bhi na gawahi mili" the ✍️ is crazy
TA is goated 🛐

ishpreet
Автор

1:57 when i started smiling like crazyy "Sarhad paar mere yar ko bhju pyar mera"🇮🇳🇵🇰

sohailsayyed
Автор

Craze of talha in India is next level 😭❤️

Armxn
Автор

That line huts different ‘Na raha saya jisky lia dekhy khwab barhy’ 😭😭😭 TY for his mom

saifullah-wumz
Автор

" I mixed wiskey with sadness and pain"

RajneeshBhartiofficial
Автор

“Sab se Chota, Sab se Ziyada Zimydariya” I felt 😔

ansr
Автор

"Main kitna khushkismat ghar aaou wapas Maa mille"
I get goosebumps when I read this line

mohammadamaanullah
Автор

5:18 "I mix whiskey with sadness and pain, i take risk jo wo kabhi bhi na le" ❤‍🔥💥

siddharthchauhan
Автор

I will re-arrange for myself this line

Mai kitna badnaseeb
Ghar aaon wapis *Maa* nah milay
Jannat *Maa* ke pairon talay
Murjaye hue phool hum
Jo phir nah khilay

singeringstar
Автор

"Na raha saaya jiske liye dekhe khwab bade" - this line hits

AsifMehdi
Автор

3:17 Sabar bada kadar hote baad me ✍️🔥

mdkdanish
Автор

1 of the finest songs of DHH I've ever listened. Definitely in my top 5, anyday!

SagnikBakshi
Автор

Bro i have no words for this combo 🔥🔥🔥🔥🔥🔥

HarryMusickTV
Автор

Shoutout to Umair for such beautiful beats♥️
This also shows his versatility.

khushalsinha
Автор

"Sabse yaadgar raatein sabse zyada vivid
Sabse bade gham hi dete sabse zyada himmat"
Wow.

iqraakhtar
Автор

These three equally snapped on this one, such a beautiful track🤌

aliyan._.